Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

PasanDida Dish

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: PasanDida Dish

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Aur mujay kisi cheez mein shaoor ho na ho...lekin khanay ke moaamlay mein mein bohat ba'shaoor aur Nukta'cheen bhi hoon...aur ager bahir se khana khaon to hotel walay ko comments zaroor de ke aata hon, aur ager khana pasand na aaye to yeh bhi keh deta hon, ke yaar aap loogon ko bananay ka saleeka nahi...thoori tawaju do is taraf bhi

    agar asa hi ha tu ap khud kiun nahi COOk ban jatay:tasali: .........dosron ko bana nay ka saleka sikhany se acha hota ha khud hi paka liiya jay:zuban:

    Comment

    • #32
      Re: PasanDida Dish

      Originally posted by miss sng View Post
      ohh my goodness app ko sagh pasand nhi hy:cc: ho sakta hy jo app khati hon to itna mazay ka na hota hoo:comfort:

      well humain to saagh bohat pasand hy

      wese to meri mama sagh nahi pakati ... meri mumani ne pakaya tha .............. but i cound not eat it ....... my mum likes it but i dont ....
      sigpic

      Comment

      • #33
        Re: PasanDida Dish

        Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
        wese to meri mama sagh nahi pakati ... meri mumani ne pakaya tha .............. but i cound not eat it ....... my mum likes it but i dont ....
        Bachye ki jaan lo gi kiya abb esi baatien kar kay maoo men pani aah giya jee...

        maakhi ki rooti with saagh aur tu aur lassi vi ....wah kiya baat hai !!

        Swad aah giya jee sawad sooch kar bi ...

        Yummmyummyumm.....:)

        Comment

        • #34
          Re: PasanDida Dish

          Originally posted by snobbish View Post

          V live in Gulf shayed is liyeh in chizon ki aadat nahi pari, kiu ke u dont get such things here ......... jab pak mei thi to maakhi ki roti mei ne khayi hai magar sagh nahi .......... i tried eating it for my mum's sake but i vomited ...........:(
          sigpic

          Comment

          • #35
            Re: PasanDida Dish

            Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
            V live in Gulf shayed is liyeh in chizon ki aadat nahi pari, kiu ke u dont get such things here ......... jab pak mei thi to maakhi ki roti mei ne khayi hai magar sagh nahi .......... i tried eating it for my mum's sake but i vomited ...........:(
            Oh gosh !!

            U feel sick after eating saagh ......well no Big deal !!

            Actually u r not a habbitual of such things thats why it does digest easily but anyways, u miss pakistan ryt and pakistani food like Lassi ......how it when u ate Maakhi ki rooti its delacious na

            i Really fond of such desi things i luv 2 eat them ....really

            Comment

            • #36
              Re: PasanDida Dish

              Originally posted by snobbish View Post
              Abye Nazar maat laga dena aacha !!

              Mashahallah bol :)

              lolxxxx
              mein khud nazron se buchta phirta hoon, kisi ko kia nazar lagaon ga
              :thmbup:

              Comment

              • #37
                Re: PasanDida Dish

                Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                Honestly speaking ........... jitna in dishes ka trend hai na outna in mei maza nahi hota ............. chinese dishes ke ilawa i have eaten almost all type of continental and Arabic food .........
                Yeh khana khaney ke baad aap ko itna to pata chalta hai ke pait bhar gaya hai magar yeh nahi pata chalta aap ne khaya kya hai hai ............kuch dishes to buhut achi hain .......... magar chinese ho yaan Arabic food , kisi tarah bhi humarey khano se behter nahi hai :lpop:
                Kisi had tak aap ki baat theek he, lekin kisi had tak :)

                Actually hota yeh he ke hum desi food ke aadi hotay hein, mirch masalon walay pakwan khatay hein, lekin jub chinese ya other continental food hum khatay hein to un khanon ka flavour masalon pe base nahi kerta, bulke us paki hui cheez ke ingradiants pe base kerta he...mere kuch colleagues hein jo chinese kha ke kehtay hein ke is se behtar tha ke wo Desi dish try kertay. Khair its all about developing your taste and depends on ur tendency...mein masalay wali cheezon se ziada mohabat nahi kerta hoon...BBQ bohat shook se khata hon lekin us jagah se jahan masalay kum daaltay hein.

                waise i am sure ager koi bhi chinese khanay khanay lug jaye to wo kafi had tak desi khanaon se perhaiz kerne lag jaye ga...this is what i think, cuz mere saath bhi aisa hua...start mein jub chinese khata tha to maza nahi aata tha, pheekay pheekay khanay lagtay thay, but gradually i develped the taste...aur ub mujay wo pheekay pheekay khanay he mazay ke lagtay hein :lpop:
                :thmbup:

                Comment

                • #38
                  Re: PasanDida Dish

                  Originally posted by fari View Post
                  agar asa hi ha tu ap khud kiun nahi COOk ban jatay:tasali: .........dosron ko bana nay ka saleka sikhany se acha hota ha khud hi paka liiya jay:zuban:
                  :tauba Ya Allah

                  Chalo tum shabaash feeder piyo ja ke :tasali:
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #39
                    Re: PasanDida Dish

                    Originally posted by snobbish View Post
                    Oh gosh !!

                    U feel sick after eating saagh ......well no Big deal !!

                    Actually u r not a habbitual of such things thats why it does digest easily but anyways, u miss pakistan ryt and pakistani food like Lassi ......how it when u ate Maakhi ki rooti its delacious na

                    i Really fond of such desi things i luv 2 eat them ....really
                    waise to tell you truth, mujay sagh pasand he lekin makai ki root nai...it is so heavy that it is extremely hard to digest :tauba
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #40
                      Re: PasanDida Dish

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      :tauba Ya Allah

                      Chalo tum shabaash feeder piyo ja ke :tasali:
                      Tu bi na yarr khaali feeder kis tarha piye gi feeder mien doodh bhaar kar do phir deakho feeder bi peeti aur shanti say soo bi jati :)

                      lolxxx

                      Comment

                      • #41
                        Re: PasanDida Dish

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        waise to tell you truth, mujay sagh pasand he lekin makai ki root nai...it is so heavy that it is extremely hard to digest :tauba

                        Koi baat nahi saagh kay saath makhan wali rooti kha liya kar vo bi kafi mazedaar hoti hai ....wah yaar kiya baat hai desi khoorakh ki .....

                        Comment

                        • #42
                          Re: PasanDida Dish

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          Kisi had tak aap ki baat theek he, lekin kisi had tak :)

                          Actually hota yeh he ke hum desi food ke aadi hotay hein, mirch masalon walay pakwan khatay hein, lekin jub chinese ya other continental food hum khatay hein to un khanon ka flavour masalon pe base nahi kerta, bulke us paki hui cheez ke ingradiants pe base kerta he...mere kuch colleagues hein jo chinese kha ke kehtay hein ke is se behtar tha ke wo Desi dish try kertay. Khair its all about developing your taste and depends on ur tendency...mein masalay wali cheezon se ziada mohabat nahi kerta hoon...BBQ bohat shook se khata hon lekin us jagah se jahan masalay kum daaltay hein.

                          waise i am sure ager koi bhi chinese khanay khanay lug jaye to wo kafi had tak desi khanaon se perhaiz kerne lag jaye ga...this is what i think, cuz mere saath bhi aisa hua...start mein jub chinese khata tha to maza nahi aata tha, pheekay pheekay khanay lagtay thay, but gradually i develped the taste...aur ub mujay wo pheekay pheekay khanay he mazay ke lagtay hein :lpop:

                          Its not about developing taste ......... na hi masala daar khaney ki baat hai ...........I personally avoid spicy food .........I was forbidden so i cant eat .........
                          baat yahan masalon aur ingredietns se hatt ker dosri chizon ki hai ......... humarey khano mei ek alag maza hota hai ....... kiu ke ousey bananey ka tareeqa alag hota hai, humarey khaney ek saleeqey se banayeh jatey hain not like chineese u dupm anything u find in fridge and name it as a new recepie ........ dosra yeh ke humarey khanon mei na sirf saleeqa balkey banaey waley ki mehnat, chahat aur lagan shamil hoti hai jo kisi bhi dish mei asal maza dalti hai...
                          (I dont mean food prepared in restaurants or so ....)

                          Secondly I was used to eat continental and chineese the way u said above ........... but trust me i got bored and fedup .......cause they all taste alike .......... :donno:
                          sigpic

                          Comment

                          • #43
                            Re: PasanDida Dish

                            Originally posted by snobbish View Post
                            Oh gosh !!

                            U feel sick after eating saagh ......well no Big deal !!

                            Actually u r not a habbitual of such things thats why it does digest easily but anyways, u miss pakistan ryt and pakistani food like Lassi ......how it when u ate Maakhi ki rooti its delacious na

                            i Really fond of such desi things i luv 2 eat them ....really

                            no gentleman its not matter of digesting it ....... its the taste :embarasse

                            lasi and makhi ki roti ... ofcourse anytime :lpop:
                            sigpic

                            Comment

                            • #44
                              Re: PasanDida Dish

                              Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                              no gentleman its not matter of digesting it ....... its the taste :embarasse

                              lasi and makhi ki roti ... ofcourse anytime :lpop:

                              when u feel sick it means u cud'nt digest .....

                              about taste its depend upon person's willing what he or she wants 2 eat and waht he or she does not ......

                              Not lolly pop ok lolxx But belive me i really enjoy to have a glass of lassi with u ...lets thumbs up !! ...makhi ki rooti ...hmmmm thats again v nice

                              Many people recoginazed them with thier eating and tasting

                              Me really let all the ceiling break while and eating ..lolxx

                              Comment

                              • #45
                                Re: PasanDida Dish

                                Originally posted by snobbish View Post
                                Tu bi na yarr khaali feeder kis tarha piye gi feeder mien doodh bhaar kar do phir deakho feeder bi peeti aur shanti say soo bi jati :)

                                lolxxx
                                Yaar yeh buchi to apni mom se bhi nahi sooti, shanti kia khaak sulaye gi :lpop:
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X