Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Alwidah doosto

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Alwidah doosto

    Aap loogon ke saath waqt acha guzra, ub aap se ijazat chahta hoon, apna khyaal rakhiye ga
    :thmbup:

  • #2
    Re: Alwidah doosto

    kya aap waqai bakra eid per Qurbaan honey ja rahey hein :lol
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment

    • #3
      Re: Alwidah doosto

      Originally posted by Xenya View Post
      kya aap waqai bakra eid per Qurbaan honey ja rahey hein :lol
      Lagta hai in waqat poora ho giya hai shiead is liye :D

      Comment

      • #4
        Re: Alwidah doosto

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Aap loogon ke saath waqt acha guzra, ub aap se ijazat chahta hoon, apna khyaal rakhiye ga

        Yaar kuchh din sabar kar - abhi sey zabah honey ka dil chah raha hai - btw tumhein kis gadhey ney khareeda hai :cc: uski aankhein theek hain
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment

        • #5
          Re: Alwidah doosto

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Aap loogon ke saath waqt acha guzra, ub aap se ijazat chahta hoon, apna khyaal rakhiye ga
          :na: :na: naa ...
          Life is more strict than a teacher
          A teacher teaches a lesson
          and takes an exam.
          But life takes an exam
          and then teaches a lesson

          Comment

          • #6
            Re: Alwidah doosto

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Aap loogon ke saath waqt acha guzra, ub aap se ijazat chahta hoon, apna khyaal rakhiye ga
            ustaad jee... abhi tu mujhay ap se itna kuch sikhna ha:lpop: kithay chalay

            Comment

            • #7
              Re: Alwidah doosto

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              Aap loogon ke saath waqt acha guzra, ub aap se ijazat chahta hoon, apna khyaal rakhiye ga
              sigpic

              Comment

              • #8
                Re: Alwidah doosto

                Acha theek hay ALLAH hee hafiz tumara...................Qurbani nazdeek arai hay ....Eid tak to bangain daity?

                Comment

                • #9
                  Re: Alwidah doosto

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Aap loogon ke saath waqt acha guzra, ub aap se ijazat chahta hoon, apna khyaal rakhiye ga
                  ye kia .....kaha jaa rahe hai aap.....
                  sigpic

                  Comment

                  • #10
                    Re: Alwidah doosto

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    Aap loogon ke saath waqt acha guzra, ub aap se ijazat chahta hoon, apna khyaal rakhiye ga
                    tera taqreeban fittay monh balk dur trir fitty monh agar tony jany ka naam phir liya ....aur wesy bhi bakra eid par ham log aik khoty ki qurabani k rawadar naheen hosakty....:wk
                    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                    Comment

                    • #11
                      Re: Alwidah doosto

                      kul office se janay ke baad bohat achi neend aai :blush: actually kafi dinon se neend puri nahi hui thi na :blush:
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #12
                        Re: Alwidah doosto

                        I hate when people do that
                        If Allah brings you to it, He will bring you through it.

                        Happy moments, praise Allah.
                        Difficult moments, seek Allah.
                        Quiet moments, worship Allah.
                        Painful moments, trust Allah.
                        Every moment, thank Allah.

                        Comment

                        • #13
                          Re: Alwidah doosto

                          Oye sub loog moun khool ke sun lo, me aaj office se chuti kerne wala tha, aur kul sunday aur monday ki chuti bhi saath mein milnay wali thi, teen chutiyaan thein soocha ke Alwidah ke loon teen dinon ke liye...lekin boss ne ghar janay se pehlay phone ker ke aaj bula liya

                          Chalo saaray aa ke hamdardi karo muj se
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #14
                            Re: Alwidah doosto

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Oye sub loog moun khool ke sun lo, me aaj office se chuti kerne wala tha, aur kul sunday aur monday ki chuti bhi saath mein milnay wali thi, teen chutiyaan thein soocha ke Alwidah ke loon teen dinon ke liye...lekin boss ne ghar janay se pehlay phone ker ke aaj bula liya

                            Chalo saaray aa ke hamdardi karo muj se

                            All I can say pal is that.......... YOU got issues

                            aur ye teen din ki kis khushi mein chutti :mm:
                            christmas america mein manaya jaraha hai aur chutti tum lerahe ho
                            If Allah brings you to it, He will bring you through it.

                            Happy moments, praise Allah.
                            Difficult moments, seek Allah.
                            Quiet moments, worship Allah.
                            Painful moments, trust Allah.
                            Every moment, thank Allah.

                            Comment

                            • #15
                              Re: Alwidah doosto

                              chalo acha huwa ke tum ne nahin manaee chutti ........:P

                              Working...
                              X