Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

aap kya hotey?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • aap kya hotey?

    aap kya hotey agar insaan na hotey :P :lol

    sawal ye nahi hai ........... sawal ye hai key agar aap ko choice di jaye to insaan ki jaga kya hona pasand kertey ? aur kyoon?


    jaisey charind parind mey sey.....
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: aap kya hotey?

    hum paihle batate hain:kood:.. hume parinda hona tha ...kitna accha hai parindo'n ko asman ko choote hoye.. bazu phailaye hoye... taazi hawa mein... hum akser hi parindah hone ki sochte hain.. wingssssssss....... wow.... ur ker kahein bhi jao... aur kabhi bhi ao... aur sub se plus point yeh hai ke asman ko chone ki cha mein yeh paharon ko bhi apne pairon ke neeche le aate hain... pahar jise duniya waale sub se uncha sumjhte hain.. yeh paharon ko bhi apni lagan se apne neeche le aate hain... panchi bano.. urti phiron.. per hum tu Insaan hai.... chalega.... Aap(PBUH) ki umat mein se tu hai... aur yeh point her taswer per bhari hai....:rose
    Last edited by ummid; 21 December 2006, 13:51.

    Comment


    • #3
      Re: aap kya hotey?

      app apna to batao sis

      me Fairy banna chahti :eye: or jo bhi chahti apni jadoo ki chahri ghooma k foran hasil kar leti
      Last edited by Mrs.Khan; 21 December 2006, 13:54.
      sigpic

      Comment


      • #4
        Re: aap kya hotey?

        Originally posted by Xenya View Post
        aap kya hotey agar insaan na hotey :P :lol

        sawal ye nahi hai ........... sawal ye hai key agar aap ko choice di jaye to insaan ki jaga kya hona pasand kertey ? aur kyoon?


        jaisey charind parind mey sey.....
        You know what "The biggest fool is who doubt to b human being"


        Lets thank God that he has given us the power to understand and to teach others to understand.

        Insan hi behtar hai agar hum log ban jaien tu...:)

        Comment


        • #5
          Re: aap kya hotey?

          Originally posted by snobbish View Post
          You know what "The biggest fool is who doubt to b human being"


          Lets thank God that he has given us the power to understand and to teach others to understand.

          Insan hi behtar hai agar hum log ban jaien tu...:)
          ... Allah ka bohot shukar on being "Ashraful Makhlooqaat" is mey koi shak nahi:thmbup:

          leykin sirf ye tha key hum itni aur makhlooqaat ko deykhtey hein to kabhi aap ney socha hai key agar aap in ki jagey hotey

          jaisey unchi uraan urhney waley parindey...........paani mey teyrti hui machliyan....
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment


          • #6
            Re: aap kya hotey?

            Originally posted by ummid View Post
            hum paihle batate hain:kood:.. hume parinda hona tha ...kitna accha hai parindo'n ko asman ko choote hoye.. bazu phailaye hoye... taazi hawa mein... hum akser hi parindah hone ki sochte hain.. wingssssssss....... wow.... ur ker kahein bhi jao... aur kabhi bhi ao... aur sub se plus point yeh hai ke asman ko chone ki cha mein yeh paharon ko bhi apne pairon ke neeche le aate hain... pahar jise duniya waale sub se uncha sumjhte hain.. yeh paharon ko bhi apni lagan se apne neeche le aate hain... panchi bano.. urti phiron.. per hum tu Insaan hai.... chalega.... Aap(PBUH) ki umat mein se tu hai... aur yeh point her taswer per bhari hai....:rose

            i luv little birds aur in ki payyari payyari awazein:D:
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment


            • #7
              Re: aap kya hotey?

              Originally posted by Ms.Khan View Post
              app apna to batao sis
              mey.....voice of singing birds.....
              me Fairy banna chahti :eye: or jo bhi chahti apni jadoo ki chahri ghooma k foran hasil kar leti


              theek :D phir mey apni saari wishes tum sey poori karati ;)
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment


              • #8
                Re: aap kya hotey?

                Originally posted by Xenya View Post
                ... Allah ka bohot shukar on being "Ashraful Makhlooqaat" is mey koi shak nahi:thmbup:

                leykin sirf ye tha key hum itni aur makhlooqaat ko deykhtey hein to kabhi aap ney socha hai key agar aap in ki jagey hotey

                jaisey unchi uraan urhney waley parindey...........paani mey teyrti hui machliyan....

                Wesy agar esi baat hai na tu mien zaroor in ko kehta "Hum saath saath hain"


                Par kiya hum insanoo nay soocha kay hum kitni mushkalaat mien hain hum kitna ek dosrey ka saath dety hain hum kitna ek dosry kay mushkil waqat mien saath dety hain .....khass hum men bi phir say aah jaye ye wala jazba jub hum bi boolien "Hum saath saath hain"

                "Union is strength"

                Comment


                • #9
                  Re: aap kya hotey?

                  Originally posted by Xenya View Post
                  mey.....voice of singing birds.....


                  theek :D phir mey apni saari wishes tum sey poori karati ;)
                  kehty hain "khawaishy ek daldal ki tarha hoti hain life mien jitni bharti jaien utna hi insan is mien dhaansta jata hai"


                  Wesy 3 wishes bataoo app apni

                  Comment


                  • #10
                    Re: aap kya hotey?

                    Originally posted by Xenya View Post
                    aap kya hotey agar insaan na hotey :P :lol

                    sawal ye nahi hai ........... sawal ye hai key agar aap ko choice di jaye to insaan ki jaga kya hona pasand kertey ? aur kyoon?


                    jaisey charind parind mey sey.....
                    aap kay topic say aik baat yaad aagai,,,, hum kuch dost hotel main khana khanay gaiy, hum loog khana kha rhay thay kay aik aur dost jo hindu mazhat ka thaa woh bhi aagaya aur keh nay laga "oohoo darin'day khana kha rhay hain" :blush: (dar'asl aik laRka boTioN say jhagRa kar'rha thaa :wk) us nay jab yeh kaha to maiN nay Palak ki taraf ishara kar'kay kaha aao thoRa tum bhi "char" looo :khi:....
                    @ topic sirf yeh he kay aap aakhir humain humari zindgioN say kion ghair mutmain kar'na chahti hain :blush:, har baar choice daiti hain magar woh pori nahee karteeN, kash aap koi chuRail hoteeN to logoN ki janwar ban'nay ki khuwahish cho mantar kar kay pori kar'dayteeN, :khi:
                    That's Enough...!!

                    Comment


                    • #11
                      Re: aap kya hotey?

                      well main fairy banna chati, so jis k pass dil karta us k pass uurr kar ponch jati

                      Comment


                      • #12
                        Re: aap kya hotey?

                        Originally posted by Xenya View Post
                        aap kya hotey agar insaan na hotey :P :lol

                        sawal ye nahi hai ........... sawal ye hai key agar aap ko choice di jaye to insaan ki jaga kya hona pasand kertey ? aur kyoon?


                        jaisey charind parind mey sey.....
                        ufff Xenya jee , :tauba aap na bas choice hee detay jaaieey ...humein ...... ...ab dee hay to pooree bhi kijieey ga
                        sigpic

                        Comment


                        • #13
                          Re: aap kya hotey?

                          Originally posted by ummid View Post
                          hum paihle batate hain:kood:.. hume parinda hona tha ...kitna accha hai parindo'n ko asman ko choote hoye.. bazu phailaye hoye... taazi hawa mein... hum akser hi parindah hone ki sochte hain.. wingssssssss....... wow.... ur ker kahein bhi jao... aur kabhi bhi ao... aur sub se plus point yeh hai ke asman ko chone ki cha mein yeh paharon ko bhi apne pairon ke neeche le aate hain... pahar jise duniya waale sub se uncha sumjhte hain.. yeh paharon ko bhi apni lagan se apne neeche le aate hain... panchi bano.. urti phiron.. per hum tu Insaan hai.... chalega.... Aap(PBUH) ki umat mein se tu hai... aur yeh point her taswer per bhari hai....:rose
                          Ahan :kood::kood: humein bhi birds boht pasand hain:hug: ....urtay huey aazad parinday....pinjron mein qaid hon to dukh hota hay
                          sigpic

                          Comment


                          • #14
                            Re: aap kya hotey?

                            Anaconda ya Aalu :)
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • #15
                              Re: aap kya hotey?

                              Eagle
                              sigpic

                              Comment

                              Working...
                              X