As Salam o Alaikum,
Aanchal khala ko sab jantay hain aur un ki aqal'mandi ko sab mantay hain, agar'cha un ki aqal'mandi aksar mandi maiN he rehti hai :khi:, magar phir bhi woh kafi zaheen hain... aakhir khala kis ki hain
,
14 August aanay wali thee unhoon nay socha kay kion na bazar say ja kar aik "jhanDa" khareeda jaiy, wesay bhi aanchal khala ko shopping ka kuch ziadah he shauq hai :shh:, khala jee bazar gaeeN aur aik dukandar say kaha kay mujhay Pakistan ka Parcham chaheay.....
, dukan'dar nay unhain aik parcham day dia to phir khala jee nay usay kuch kaha to us nay baal noch leay :pagal: pata hai kia kaha
zara aur color maiN dikhana :blush:

Comment