Yai aik aisa Quetion hay jis per practicaly amal keray say Dunya or Aakhirat donon main kaamyabi hasil hoti hay. magr awam kay zahn main Islami mahoul ka kia concept hay isko maloom kernay kay liay yai sawal post kia hay.Daikhna yai hay k Hum awam ki souch kis rukh per hay?Mazeed Baatain tu aapkay jawabat anay kay baad shroo hongi
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
ISLAMI Mahoul say kia muraad hay???
Collapse
X
-
Re: ISLAMI Mahoul say kia muraad hay???
Quran o Sunat main bataya howy islamic ihkamat k mutabik zindge guzarna..Haqooq Allah k sath sath Haqooq Ilbaad.(bandoo k haqooq) ka b khial rakha jaya... youn keh lo k koe adme 5 waqt k namaz regularly parta hy lakin bando k sath os ka behaviar theek nae to i think wo aik acha muslman nahe hay.. in the End Nabi kareem (SAW) k Hiyat-e-tyaba main hamary liya sab kuch hay.. bachpan sey ley kar burapy tak.. Allah ham ko ache or pakeza islamic zindge guzarny ke tofeeq day (ameen)Life is more strict than a teacher
A teacher teaches a lesson
and takes an exam.
But life takes an exam
and then teaches a lesson
Comment
-
Re: ISLAMI Mahoul say kia muraad hay???
Allah Taala kay ahkamaat ko Hazorry akram (SA) K Tareeqay say poora kerna or phir isi topic ko Practical life main apply kerna or doosray Muslims ko isi tarf motivate kernay say Jo Mahoul banay ga wo Islami Mahoul hoga.Hum Muslims apny aapko isi baat per souchna chai..
Comment
Comment