Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
fatte mounh....
Collapse
X
-
Re: fatte mounh....
pichlay dinoon mairay zehen mein bhi yeh word aay tha....aur matlab mujhay bhi malloom karna hai.....jab u ko maloom ho tu mujhay bhi batana....:lpop:
Comment
-
-
-
Re: fatte mounh....
Originally posted by Rida View Postpichlay dinoon mairay zehen mein bhi yeh word aay tha....aur matlab mujhay bhi malloom karna hai.....jab u ko maloom ho tu mujhay bhi batana....:lpop:
Comment
-
Re: fatte mounh....
aap ko fitay moun ke matlab he nahi pata :tauba
Me samjanay ki kooshish kerta hoon actually Fitay moun jo he na wo Fitay Moun he hota he, Yaani door se dekho ya paas aa ke wo fitay moun he lagta he, samaj aai :lpop: nai aai, mujay pata tha ke aap ko samaj nahi aaye gi :lpop:
Ub yeh aap ki samaj ka kasoor he, me kia ker sakta hoon :pagal: youn ke lijiye ke gadhon ke moun fitay-moun hotay hein. Waise Fitay Moun ki zinda misaal Khali aur Abid hein...is se ziada samajna he to fitay-moun (khalil) aur dur-fitay moun (Abid) se khud he pooch lijiye:thmbup:
Comment
-
Re: fatte mounh....
Originally posted by munda_sialkoty View Postaap ko fitay moun ke matlab he nahi pata :tauba
Me samjanay ki kooshish kerta hoon actually Fitay moun jo he na wo Fitay Moun he hota he, Yaani door se dekho ya paas aa ke wo fitay moun he lagta he, samaj aai :lpop: nai aai, mujay pata tha ke aap ko samaj nahi aaye gi :lpop:
Ub yeh aap ki samaj ka kasoor he, me kia ker sakta hoon :pagal: youn ke lijiye ke gadhon ke moun fitay-moun hotay hein. Waise Fitay Moun ki zinda misaal Khali aur Abid hein...is se ziada samajna he to fitay-moun (khalil) aur dur-fitay moun (Abid) se khud he pooch lijiye
Comment
-
Re: fatte mounh....
hummmmmmmm nice Umer shareef kay show to main bhi dekhta hoon...wo karachi kay badnaam area Laloo Kheet kay rehanay wallay hain...
SO yah Hamaray Karachi ki Khas Language hain..jo like Tapri language ki terha hain....
fetay Moonh ka mean
dafa ho - Teri Shakel par lanaat...etc :tauba
Umer Shareef ki kisi bhi language ka mean pochna ho to mujh say pochay ga...yah bechay monday khalil--ko kiya pata:zuban: ...un ko gayoon say fursat ho to batay ga..:khi:ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh
Comment
-
Re: fatte mounh....
Originally posted by D@y W@lk3r View Posthummmmmmmm nice Umer shareef kay show to main bhi dekhta hoon...wo karachi kay badnaam area Laloo Kheet kay rehanay wallay hain...
SO yah Hamaray Karachi ki Khas Language hain..jo like Tapri language ki terha hain....
fetay Moonh ka mean
dafa ho - Teri Shakel par lanaat...etc :tauba
Umer Shareef ki kisi bhi language ka mean pochna ho to mujh say pochay ga...yah bechay monday khalil--ko kiya pata:zuban: ...un ko gayoon say fursat ho to batay ga..:khi:
Comment
-
Re: fatte mounh....
Originally posted by ummid View Post:shook: Is ka matlab tu bara ajeeb sa hai.... kitni galat baat hai ager koi use karta hai tu... umer shareef ke darmas mein tu woh log hanste hain aise jumle bol ker.. hume laga kuch funny cheez hogi... per yeh tu...
umer shareef lallo khet ka rehnay walla hain..aur us aera main is terha ki hi language us hoti hain...ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh
Comment
-
Re: fatte mounh....
mujhe bhi nahin pata ....wese khud lekin acha nahin lagta hai
khair ye baat amir ko bekhubi pata hai ......parhlia na uska jawab
vo umer shareef ka cousin hai :DIf Allah brings you to it, He will bring you through it.
Happy moments, praise Allah.Difficult moments, seek Allah.Quiet moments, worship Allah.Painful moments, trust Allah.Every moment, thank Allah.
Comment
-
Re: fatte mounh....
Well, mien bata'ta hoon app ko is matlab
Ye gussy ka ehzaar bi keh sakti hain app ya kisi ki boori mien bi keh saakti hain app afsoos kay logoon nay is ko mazaak ka ek pehlo day diya hai jo haar giz nahi .....
bahriean kehty hain kay word nahi use karna chaye kyun kay ye kehny ka matlab yahni app jis ko bol ray ho us par "laanat" behaaj ray ho ya app kuch yun bol lo kay jesay app kisi kay nookas nikal ray hoty ho bilkul wesy hi is ka matlab hota hai ......
Face par Allah ka naam likha hota hai tu is waja say bi face ko bora bhalla nahi kehna chaye .....aur laanat karna kisi muslman par bilkul wesy hi jesay koi ghunna karna ye jism Allah ki imanaat hai is ko us nay ek dafa apny pass lay jana hai tu us ko na kud kabi takleef dena chaye aur na hi kisi ko is baat ki ijazaat dena chaye kay wo us par laanat behjye ya kisi ko is word ko kehna chaye yaahni "fetty maoo"
Mien umeed karta hoon kay app log abb ye kehnay say parheez karo gay aur app ko aur "ummid" ko samaaj aah giya ho ga is ka meaning
God bless all of u !
Comment
Comment