Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

zihaanat ka ta'weez

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: zihaanat ka ta'weez

    :kr:
    Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
    itney lambey proceedure se acha hai ke sirf aur sirf ek adad "munda_sialkoti" ko kha jao ....... ek mahina nahi umer bahr ke liyeh zaheen ho jao gai :lpop:
    ary naheen naheen sialkoti ko naheen khana wara sab tumheen khooothy khany wali bala kaheen gy:kr: :kr:
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment


    • #32
      Re: zihaanat ka ta'weez

      Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
      sorry mei bhool gayi thi aap ko azal se na sharafat raas aayi hai na aayeh gi :slap: :slap: :slap:

      Aap ne mujay thuper mara, aap ka haath to dukh raha ho ga na :khi:
      :thmbup:

      Comment


      • #33
        Re: zihaanat ka ta'weez

        Originally posted by aabi2cool View Post
        :kr:
        ary naheen naheen sialkoti ko naheen khana wara sab tumheen khooothy khany wali bala kaheen gy:kr: :kr:
        :khi:

        Hafiz

        yaar toon te bara mazakiya o gaya ein :khi:
        :thmbup:

        Comment


        • #34
          Re: zihaanat ka ta'weez

          Originally posted by sahil_80 View Post
          wese aap ne jo above likha tha vo baat mujhe achi aur bahut achi lagi thi.... kyun k mein khud bhi telepathy ki practice karta hoon.... aur meiny aap wali practice ko bhi note karliya tha..... :) iss kay elawa bhi koi practice ho jo tension aur stress ko kam karti ho that will be appreciated as well......
          tension aur stress kabi bee door nahi hu sakti jab tak k aap os ka Cause na khatam ker dain....
          jab aap apni tension aur stress kee asal waja khatam karian gy tab hee wo door hu gi ...koi be medicine and other thing will not reduce ur altimate tention.....
          think about cause and effects.

          Comment


          • #35
            Re: zihaanat ka ta'weez

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            :khi:

            Hafiz

            yaar toon te bara mazakiya o gaya ein :khi:
            Yaar yeh hafiz kab ka hugia hay....???

            Comment


            • #36
              Re: zihaanat ka ta'weez

              Originally posted by musaddaq View Post
              ager itni advices keh baad bhi zaheen nahi bana abhi tak to phir kuchh nahi ho sakta, phir manufacturing fault hai yeh.:P
              :wk aisa be huta hay

              Comment


              • #37
                Re: zihaanat ka ta'weez

                Originally posted by Khalil View Post
                Yaar yeh hafiz kab ka hugia hay....???

                Acha ager yah hafiz nahi he to aap dooston mein se kisi ke jhoot pe mein ne yakeen ker liya he...i think asad ne bataya tha aik baar, aur mein isay baar baar hafiz kehta hoon lekin yeh bhi lagta he paka ho gaya he :khi:
                :thmbup:

                Comment


                • #38
                  Re: zihaanat ka ta'weez

                  Originally posted by Khalil View Post
                  tension aur stress kabi bee door nahi hu sakti jab tak k aap os ka Cause na khatam ker dain....
                  jab aap apni tension aur stress kee asal waja khatam karian gy tab hee wo door hu gi ...koi be medicine and other thing will not reduce ur altimate tention.....
                  think about cause and effects.
                  agreed..... :) lakin mujhe kabhi kabhi be-maqsad tension or i feel stress without any specific reason...... :)

                  Comment

                  Working...
                  X