Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

zihaanat ka ta'weez

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • zihaanat ka ta'weez

    please mujhe eik aisa ta'weez dilwao jo mein eik month mein intelligent person ban jaaon..... :) sirf eik hiiii maah mein einstein ki tarah sochon..... :) edison ki tarahj invention karon..... shakespeare ki tarah dramay likhon....... kia yeh possible hai??

  • #2
    Re: zihaanat ka ta'weez

    Originally posted by sahil_80 View Post

    Kyoon nahi bhai, is duniya mein her cheez possible he, wo aik quote he na "everything is possible, even impossible says i'm possible"

    Tujay dawai khani paray gi, nuskha mein diye deta hoon :blush:

    50 KG, khalil aur 29 KG abid lo, aur un ko kisi bari daig mein daal ke 50 min't ubalo hata'ke wo joosh kha kha ke nadhal ho jaein :blush: phir unhein gadhon ki poonchein utar lo aur baki buchay manda ko phaink do, in doono ki ubli hui poonch ko mazeed hyder-chloric acid mein daal ke naram kar lo, ub ub wo poonchein bahir phaink ke wo tezaab pi jao aur wo bhi aik he saans mein, tum zaheen bhi ho jao gay, aur tumhari akal ke saath saath in do gadhon ki akal bhi thikanay aa jaye gi :blush: aur haan tezaab peenay se pehlay us mein aik chut'ki bhar potasium cyanide daal na na bhoolna :blush:
    :thmbup:

    Comment

    • #3
      Re: zihaanat ka ta'weez

      Originally posted by munda_sialkoty View Post

      :kr::kr::kr::kr::kr::kr:

      Comment

      • #4
        Re: zihaanat ka ta'weez

        ager aap wakee zaheen huna chayty hu to Kukar oho mera matbal hay k mundy kee baat maan loo......

        aur ager siraf zaheen huna chahty hu to bus aik kaam karo....
        raat ko soony sy pehly seedhy laite ker ankhain band ker loo..pher apna zehan main aik point banaoo pher os kee taraf apna sara dheyan laga doo. aur yehan tak k aap ko feel hu k aap es dunia main nahi hu kaheen aur ho...
        laikan yeh thora mushkal hay shoro main aap kee ankhain dard karian gee..lakin Practice make man perfect......hmmm but nobody is perfect....
        any how...yehan tak k aap koo neend ajay.......
        aur han aik baat aur....k yeh sab kerny sy pehly apny tamam din keey rotain per aik nazer dalni hay wo bee ankhain band ker key......
        =============
        this is all medetaion and conctration......practice....
        insaan sab kuch ker sakta hay ager wo apna mukamal dehan aik hee kaam per rakhain jo wo kerna chahta hay....
        ager samaj na aye to pooch laina.......

        Comment

        • #5

          :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: Humay ajj apkii zahanat ka raz maloom hogiya ha

          Comment

          • #6

            itney lambey proceedure se acha hai ke sirf aur sirf ek adad "munda_sialkoti" ko kha jao ....... ek mahina nahi umer bahr ke liyeh zaheen ho jao gai :lpop:
            sigpic

            Comment

            • #7

              please ta'weez batain :lpop: ..... :) yeh khalil air abid yeh kahan se milain gay.... hamdard walon say loon yaa qarshi walon ka acha hai???

              Comment

              • #8
                Re: zihaanat ka ta'weez

                Originally posted by Khalil View Post
                :kr::kr::kr::kr::kr::kr:
                Baaz aa ja, mere nuskhay mein milawat na ker :na:
                :thmbup:

                Comment

                • #9
                  Re: zihaanat ka ta'weez

                  Originally posted by Khalil View Post
                  ager aap wakee zaheen huna chayty hu to Kukar oho mera matbal hay k mundy kee baat maan loo......

                  aur ager siraf zaheen huna chahty hu to bus aik kaam karo....
                  raat ko soony sy pehly seedhy laite ker ankhain band ker loo..pher apna zehan main aik point banaoo pher os kee taraf apna sara dheyan laga doo. aur yehan tak k aap ko feel hu k aap es dunia main nahi hu kaheen aur ho...
                  laikan yeh thora mushkal hay shoro main aap kee ankhain dard karian gee..lakin Practice make man perfect......hmmm but nobody is perfect....
                  any how...yehan tak k aap koo neend ajay.......
                  aur han aik baat aur....k yeh sab kerny sy pehly apny tamam din keey rotain per aik nazer dalni hay wo bee ankhain band ker key......
                  =============
                  this is all medetaion and conctration......practice....
                  insaan sab kuch ker sakta hay ager wo apna mukamal dehan aik hee kaam per rakhain jo wo kerna chahta hay....
                  ager samaj na aye to pooch laina.......
                  i think u r telling me about telephathy....... hundred per cent coool practice but i think above practice is for peace of mind..... but cant increase intelligence..... by the way koi aap ka jannay wala ho jo ta'weez day jis say eik dam super intelligent man ban jaon...... naa practice ka janjhat ho no sialkoty walay nuskhay khanay parein......:lpop:

                  Comment

                  • #10

                    Ager tu zaheen bananay ke liye yeh practice kerta he to acha kia ke tu ne bata diya, mein yeh practice kabi bhool ke bhi nahi karon ga :blush:
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #11
                      Re: zihaanat ka ta'weez

                      Originally posted by fari View Post
                      :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: Humay ajj apkii zahanat ka raz maloom hogiya ha
                      Yeh kahin Tum try na ker lena , mein tumhein apni zindagi mein merta hua nahi dekhna chahta :tasali:
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #12
                        Re: zihaanat ka ta'weez

                        Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                        itney lambey proceedure se acha hai ke sirf aur sirf ek adad "munda_sialkoti ka Thaper" ko kha jao ....... ek mahina nahi umer bahr ke liyeh zaheen ho jao gai :lpop:
                        Aap ghalti se thaper likhna bhool gaein shayad :blush:
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #13
                          Re: zihaanat ka ta'weez

                          Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                          itney lambey proceedure se acha hai ke sirf aur sirf ek adad "munda_sialkoti" ko kha jao ....... ek mahina nahi umer bahr ke liyeh zaheen ho jao gai :lpop:

                          homeopathy medicine mein kam khata hoon...... :)

                          Comment

                          • #14
                            Re: zihaanat ka ta'weez

                            Originally posted by sahil_80 View Post
                            please ta'weez batain :lpop: ..... :) yeh khalil air abid yeh kahan se milain gay.... hamdard walon say loon yaa qarshi walon ka acha hai???
                            Yeh hamdard nahi bulke be-dard laboratories - Khariyaan se milein ge :blush:
                            :thmbup:

                            Comment

                            • #15
                              Re: zihaanat ka ta'weez

                              Originally posted by sahil_80 View Post
                              i think u r telling me about telephathy....... hundred per cent coool practice but i think above practice is for peace of mind..... but cant increase intelligence..... by the way koi aap ka jannay wala ho jo ta'weez day jis say eik dam super intelligent man ban jaon...... naa practice ka janjhat ho no sialkoty walay nuskhay khanay parein......:lpop:
                              main taveez pr belive nei kerta..sab kuch insaan k zehan aur dil main huta hay...
                              taveez bee aap ko tawajoo osy taraf dilaty hain k aap ny tavees pehna hay lehaza aaap ka yeh kaam hu jay ga......siraf tasali huti hay aur insaan kee constration increase huti hay,,,,,
                              aur sab sy aham baat....hy kaam kaam aur ziyada kaam
                              koi short cut nahi hay
                              werna aap siraf:lpop: hee karian

                              Comment

                              Working...
                              X