Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Baabul : A Review

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Baabul : A Review

    Baabul

    Balraj Kapoor (Amitabh Bachchan) apni biwi Shobhana (Hema Malini) ke saath hansi khushi se zindagi guzar rahay hain, Kai saalon ke baad Avinash (Salman) apni padhayi puri karkey India wapis aaney ka pehgam bhejta hai, Balraj Kapoor apne bete ki engagement Milli (Rani Mukherjee) se kar detay hain. Love blossoms between them and they get married and are soon blessed with a son, Ansh.

    Avinash ek accident mein maara jata hai, the loss is too much for Milli and she slowly falls into depression.

    Baabul ban jaatey hain.

    Aadehs Srivastav ka music, Sameer ke lyrics hain, Jagjit Singh ki awaz mein bhi ek song hai
    Kehta hai Baabul

    Baaqi songs Sonu Nigam, Kunal Ganjawal aur Shreyal Ghosal ne gaye hain

    Bawari piya achha song hai,

    Rani Mukherjee ki jagah Kajor, and Pretiy Zinta ko offer kiya gaya tha, but they declined

    Om Puri ke jagah Amrish Puri ko sign kiya gaya tha, his death given chance to OmPuri

    Salman Khan pehli baar iss film ke liye apni awaz mein ek gana ganey wala tha, but wo udaypur mein Hiran wali case ke chaltey disturb ki wajah se nahin gaa saka.
    Attached Files
    Last edited by ; 4 December 2006, 11:53. Reason: Images are not suitable for this forum.
    Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
    Hamarey naam ka patthar zaroor milega

  • #2
    Re: Baabul : A Review

    hmm story tu achi lag rahi haii ...

    Comment

    Working...
    X