Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Apni Apni kharab aadatein btao

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Apni Apni kharab aadatein btao

    ummid sis... wakehe bai masood ke bare tu aisa na kahey
    HAVE A NICE DAY

    ہمیں یہ گمان کہ چاہا ہمیں زمانے نے
    عزیر سب کو تھےمگر ضرورتوں کی طرح


    Comment


    • Re: Apni Apni kharab aadatein btao

      mughe jo apne adatein bohot kharaab lagte hai wo hai :lpop: ......subha deer se uthte hoo...shayed is lea ke me raat ko bohot deer se soote hoo :embarasse .....aur dosre ke ummid ke tarha mere bhi hansi control nahi hote...jab koi hansne wale baat ho to sab hans kar farig ho jaate hai aur me abhi tak hans rahe hote hoo.....:tauba :khi: pher sab mughe dekh kar hasne lag jaate hai.... ...agar ziada loog ho to me bahir chale jaate hoo....
      aik aur buri adat ye hai ke jab koi mughe se koi galat baat kare jo mughe napasand ho :slap: ..to me wapas jawab nahi dete...soochte hoo pher us me aur mughe kea farq reh jae ga.....:donno:
      sigpic


      Comment


      • Re: Apni Apni kharab aadatein btao

        wafa behan aap ki aadatein itni boori bi nahi
        HAVE A NICE DAY

        ہمیں یہ گمان کہ چاہا ہمیں زمانے نے
        عزیر سب کو تھےمگر ضرورتوں کی طرح


        Comment


        • Re: Apni Apni kharab aadatein btao

          Originally posted by AmeeN View Post
          wafa behan aap ki aadatein itni boori bi nahi
          ameen bro itne ache adatein bhi to nahi hai....
          sigpic


          Comment


          • Re: Apni Apni kharab aadatein btao

            khabar daar mujh main koi kharaab adat naheen hy
            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

            Comment


            • Re: Apni Apni kharab aadatein btao

              meri sab se buri adat me kabhi kabhi ghuse me out of control ho jati hun or jo mere hath me aey utha kar de marti hun:blush:

              Comment


              • Re: Apni Apni kharab aadatein btao

                Originally posted by aabi2cool View Post
                khabar daar mujh main koi kharaab adat naheen hy
                ye to sab se zeada kharab adat hoti he k khud me kuch kharab nazar na aey:wk :lpop:

                Comment


                • Re: Apni Apni kharab aadatein btao

                  Apne chezzayn rakh ker bhool jata hun.... boht ahista bolta hun..or chalta b ahista hun........
                  Life is more strict than a teacher
                  A teacher teaches a lesson
                  and takes an exam.
                  But life takes an exam
                  and then teaches a lesson

                  Comment


                  • Re: Apni Apni kharab aadatein btao

                    Originally posted by shy View Post
                    ye to sab se zeada kharab adat hoti he k khud me kuch kharab nazar na aey:wk :lpop:
                    oh shukar hy u ny das diya...thankooo ab main aysa kabhi naheen kahoon ga:wk
                    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                    Comment


                    • Re: Apni Apni kharab aadatein btao

                      main her kissi se itbar karta hoon and piyaar b karta hoon jiss ka muje bohat noksan hota hai.
                      Pagal may howah teray piyar main

                      Comment


                      • Re: Apni Apni kharab aadatein btao

                        humaree sab se buree aadat hay der se sona aur kamm sona , doosrree ye k hansi control nahin hoti nbaaz oqaat aisay mokay per hansi aajatee hay k chhupanay ki koshish mein bay haal ho jatay hain hum aankhon se paani behna shuru ho jata hay hans k lekin hansi nhin control hoty :embarasse

                        teesree buree aadat k mess nahin pasand kitna bhi thakay hon , kitni bhi bura haal ho lekin agar room mein koi bhi cheez misplace hay ya mess hay to sukun ki neend nhin aatee:na: us phewlaao mein bas phir ro marr k usey sahee kertay hain to sukun aata hay :D ...ye aadat is lieey buree lagtee hay humein k kabhi kabhi phelawa sametnay ki himmat nhin bhi hoty itna thakay hotay hain k mood hota hay bs so jaen lekin phelaway k saath nend aaey bhi to kaisay

                        4th bad habbit ye k humein shopping se bht chirr hay jatay to hain mall waghera lekin itna shauq nahin k market mein khowar hon jaa jaa k :fuming: :fuming: is aadat se humaree Mom chirty hain:pagal: , kion k wo humse ye axpect kertee hain k hum un k saath jaaen , aur hum itnay achhay hain hee nhin :D :D :D
                        sigpic

                        Comment


                        • Re: Apni Apni kharab aadatein btao

                          uff ALLAH kitni buri aadateen hain tum main ......esha jee:na:
                          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                          Comment


                          • Re: Apni Apni kharab aadatein btao

                            Originally posted by aabi2cool View Post
                            uff ALLAH kitni buri aadateen hain tum main ......esha jee:na:
                            :blush: :blush: Allah ka karam hay humnay kabhi ghurur nahin kiya :blush: :blush: wesay ye to thoree se bataeey hain humnay :D
                            Last edited by Eshaa Chaudhry; 28 November 2006, 20:51.
                            sigpic

                            Comment


                            • Re: Apni Apni kharab aadatein btao

                              Originally posted by aabi2cool View Post
                              oh shukar hy u ny das diya...thankooo ab main aysa kabhi naheen kahoon ga:wk
                              ye hui na baat :wk good boy:comfort:

                              Comment


                              • Re: Apni Apni kharab aadatein btao

                                Originally posted by shy View Post
                                ye hui na baat :wk good boy:comfort:
                                Shy ji ye boy nahin:khi: :khi: uncle hain :kr: :kr: :kr:
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X