Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

@ Masood Per kaam ka Pressure @

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: @ Masood Per kaam ka Pressure @

    sirf 1 2 din 1 2 din main to poora karachi bhi nahi ghoom sakty :(
    shutyan karni hain to datt kar karin na;) hay naa:D

    Comment


    • #32
      Re: @ Masood Per kaam ka Pressure @

      Originally posted by ~khawahish~
      ithna bara aap meray par ehsaan na karein main kamzor jaan Sahar nahin sakho'n gi [-( :p
      Achha chalein aap par phir ko bohat bada ehsaan karein ge - phir kisi din aaj dukan band ho gaee hai :D
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #33
        Re: @ Masood Per kaam ka Pressure @

        Originally posted by innocent_maheen
        sirf 1 2 din 1 2 din main to poora karachi bhi nahi ghoom sakty :(
        shutyan karni hain to datt kar karin na;) hay naa:D
        Nahin na aap samjhi nahin hain, achha main lambbbbbbbbbbbbbbbbbi chhutiyon per karachi aaoun to kaisa rahey ga???
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #34
          Re: @ Masood Per kaam ka Pressure @

          Originally posted by Masood
          Dosti ka mafhoom har koi to nahin samajhta na :) log to aaj kal dostiyaan bhi time-paasing key liye kartey hain. Ya phir dosti kartey hi torney key liye hain :(
          Sahi kaha, magar is ka ilzam dosro ko hum kiu dain, hum khudh kiu na mohtat rahien her kisi per bharosa kerne aur her kisi se dosti kerne se, meri ek hi best frd thi till 1999, ous ke baad till date koi nahi hai. Kiu ke mei janti hoon her koi dost ho nahi sakta.


          Originally posted by Masood
          Aap key avatar sey to nahin lagta hai keh aap masoom ho gi, chhoti si shaitani :D
          Mere avatar mei jo nanhi pari hai wo bechari masoom hai, ous ke abhi tak par bhi nahi nikley ke woh ourh ker is duniya se kahin dour chali jayeh, Is liyeh wo bechari kuch oudas bhi rehti hai :(


          Originally posted by Masood
          Jazbaat waqiye har kisi ko nahin diyey jaa saktey aur yeh siraf special logon key liye hotey hain, lekin aisi batein kya siraf kehney ki hadd tak hoti hain ya koi in per amal bhi karta hai?

          Kuch log amal kertey hain kuch nahi kertey, Ab her kisi ko is ke liyeh majboor to nahi kiya ja sakta.
          sigpic

          Comment


          • #35
            Re: @ Masood Per kaam ka Pressure @

            Originally posted by Saima Shaheen
            meri ek hi best frd thi till 1999, ous ke baad till date koi nahi hai. Kiu ke mei janti hoon her koi dost ho nahi sakta
            Maloom hai aisa bhi hota hai keh kuchh log jo kuchh bhi kar lein, jitna khaloos-e-niyyat sey dosti ki jarron ko mazboot bnana chahein magar un per yehi ilzam dhara jata hai. Aisa kyun hota hai? Mujhey nahin maloom, magar usnkey naseebon mein yhei hai keh apni qubani detey jao magar uska sila na miley. Yeh nahin keh silley ki umeed hoti hai.

            Originally posted by Saima Shaheen
            is duniya se kahin dour chali jayeh
            Har koi is duniya sey door jana chahta hai, to phir jin kaamon key liye Allah Tala ney yahan bhaijha hai unka kiya ho ga??? Adhoori zindagi ko chhor kar kahan jana hai ham ney?
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #36
              Re: @ Masood Per kaam ka Pressure @

              Originally posted by Masood
              Maloom hai aisa bhi hota hai keh kuchh log jo kuchh bhi kar lein, jitna khaloos-e-niyyat sey dosti ki jarron ko mazboot bnana chahein magar un per yehi ilzam dhara jata hai. Aisa kyun hota hai? Mujhey nahin maloom, magar usnkey naseebon mein yhei hai keh apni qubani detey jao magar uska sila na miley. Yeh nahin keh silley ki umeed hoti hai.
              :donno:

              Originally posted by Masood
              Har koi is duniya sey door jana chahta hai, to phir jin kaamon key liye Allah Tala ney yahan bhaijha hai unka kiya ho ga??? Adhoori zindagi ko chhor kar kahan jana hai ham ney?

              Ab bhi duniy amei buhut se log hai jo adhouri zindagi jee rahey ahin ...to aisi adhouri zindagi jeena ka faida ?
              sigpic

              Comment


              • #37
                Re: @ Masood Per kaam ka Pressure @

                Originally posted by Saima Shaheen
                Ab bhi duniy amei buhut se log hai jo adhouri zindagi jee rahey ahin ...to aisi adhouri zindagi jeena ka faida ?
                Adhoori zindagi hoti hai, fact hai Lekin apni adhoori zindagi ko mukamil karna seekhna chahiye na. Mana keh kuchh log majboor hain is qadar key khud sey kuchh nahin kar saktey magar phir bhi aik koshish to honi chahiye na. Bina kiyey hathyaar to nahin dalna chahiy na
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • #38
                  Re: @ Masood Per kaam ka Pressure @

                  Originally posted by Masood
                  Adhoori zindagi hoti hai, fact hai Lekin apni adhoori zindagi ko mukamil karna seekhna chahiye na. Mana keh kuchh log majboor hain is qadar key khud sey kuchh nahin kar saktey magar phir bhi aik koshish to honi chahiye na. Bina kiyey hathyaar to nahin dalna chahiy na

                  Jo ager koi koshish ker ke bhi haar gaya ho phir ?
                  sigpic

                  Comment


                  • #39
                    Re: @ Masood Per kaam ka Pressure @

                    Originally posted by Saima Shaheen
                    Jo ager koi koshish ker ke bhi haar gaya ho phir ?
                    Haarney ka sawal hi pedah nahin hota. Koi harney dey ga tabhi na. Aur waisey bhi haar ka socho ge to haar hi hogi, jo sochta hai insaan wohi hota hai to kyun na achhi baat ka socha jaey. Kahein "jeet hamari ho gi" :)
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • #40
                      Re: @ Masood Per kaam ka Pressure @

                      Kaam ka pressure khatam hua ke nai
                      Allah

                      Comment


                      • #41
                        Re: @ Masood Per kaam ka Pressure @

                        Originally posted by YAARAM
                        Kaam ka pressure khatam hua ke nai

                        Nahi chal raha hai .......... :D
                        sigpic

                        Comment


                        • #42
                          Re: @ Masood Per kaam ka Pressure @

                          Aaj main bohat afsurdah hoon. Raat bohat beqrari mein guzri hai. Bilkul neend nahin aai. subha ghalban 5 bajey soya aur 7 bajey uth geya. Bohat tabiyyat bojhal hai aaj :(
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • #43
                            Re: @ Masood Per kaam ka Pressure @

                            Originally posted by Masood
                            Aaj main bohat afsurdah hoon. Raat bohat beqrari mein guzri hai. Bilkul neend nahin aai. subha ghalban 5 bajey soya aur 7 bajey uth geya. Bohat tabiyyat bojhal hai aaj :(

                            Aap yaqinan agair zaroori batain sochtey ho gai jo aap ke demagh per musalat rehti hai aur aap so nahi patey :hathora
                            sigpic

                            Comment


                            • #44
                              Re: @ Masood Per kaam ka Pressure @

                              Originally posted by Saima Shaheen
                              Aap yaqinan agair zaroori batain sochtey ho gai jo aap ke demagh per musalat rehti hai aur aap so nahi patey
                              Jinkey liye raat pareshani mein guzri hai agar unhein ehsaas ho jaey to shayid meri halat bhi drust ho jaey. Lekin kon karta hai ehsaas
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • #45
                                Re: @ Masood Per kaam ka Pressure @

                                Originally posted by Masood
                                Haarney ka sawal hi pedah nahin hota. Koi harney dey ga tabhi na. Aur waisey bhi haar ka socho ge to haar hi hogi, jo sochta hai insaan wohi hota hai to kyun na achhi baat ka socha jaey. Kahein "jeet hamari ho gi" :)

                                Insan humesha jeet hi ki umeed kerta hai aur sochta hai, magar akser haar jata hai
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X