Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ek Zarori Elaaan :baja

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Ek Zarori Elaaan :baja

    Originally posted by Khalil View Post
    me from kharian......................

    theek kaha mian ny bee Italy koo khoya hay aab os kee qadar hay...:wk
    ahaa khalil bahi yeh tu mujhe bhi pata ha kie ap kharian se ha :D

    mera maqsad pochne ka tha kie aap kis side per ho hamre se kareeb ho ???

    yeh khariyan kehe Talagang kie pas tu nehi ??
    Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
    Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
    Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
    Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga

    Comment


    • #17
      Re: Ek Zarori Elaaan :baja

      nhai bhai gujrat main hay yeh kharian............

      waisy talagang kee bus yehan sy guzrti hay:kr:

      Comment


      • #18
        Re: Ek Zarori Elaaan :baja

        Kya sab ek sath faltoo mei bongian marr rahey ho..... yeh bhi btao kis liyeh ja rahey ho Pak :mm: :D
        sigpic

        Comment


        • #19
          Re: Ek Zarori Elaaan :baja

          Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
          Kya sab ek sath faltoo mei bongian marr rahey ho..... yeh bhi btao kis liyeh ja rahey ho Pak :mm: :D
          hain.............................yeh bongian bee faltoo huti hain?

          Comment


          • #20
            Re: Ek Zarori Elaaan :baja

            Originally posted by Khalil View Post
            hain.............................yeh bongian bee faltoo huti hain?

            haan kuch bongian resonable hoti hain jese meri au rkuch faltoo jese tum log ab yahan marr rahye ho :lol
            sigpic

            Comment


            • #21
              Re: Ek Zarori Elaaan :baja

              welcome to Pakistan:)

              Comment


              • #22
                Re: Ek Zarori Elaaan :baja

                Originally posted by zeeshan View Post
                Asalm-o-Alikum :rose

                sab log kese ha :) kheriyt se hi hongeee :D aryy ziada ghbraie nehi bas mujhe kehna yeh tha kie ham ja rehe ha woh bhi apne watan mein yeni kie Pakistan woh bhi 2 months kie liye es liye sab ne mujhe miss kerna ha jis ne na kiya tu us kie khair nhi :hathora

                bas mujhe aap logo kie duaie chiye :dua es kie elawa mene anjane mein agar kisi ka dil dukya ho tu Mazrat :comfort: zindagi ka koi pata nhi :shh:

                KAL HO NA HOO :tauba

                Take Care sab dostoo :hug:

                Kush rehe

                Allah Hafiz
                Allah Tala aap ko bohat sari khushiyon sey nawazein Zee aur bohat bohat enjoy karna - akeley ya unkey saath :lol :lol
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • #23
                  Re: Ek Zarori Elaaan :baja

                  Adaab!!!

                  Zee ji , boht achha lagta hay sun k jb koi watan se dur rehnay wala pakistan jaa raha hoi....jaaieey Allah ki Amaan mein saath kheryt k:) .....khoob sara enjoy kihjieey pakistan mein ...khush rahieey ......hamara pakistan ko bht sara salam kahieey ga....:)

                  Allah ki amaan mein
                  AllahHafiz
                  sigpic

                  Comment


                  • #24
                    Re: Ek Zarori Elaaan :baja

                    Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                    Kya sab ek sath faltoo mei bongian marr rahey ho..... yeh bhi btao kis liyeh ja rahey ho Pak :mm: :D
                    hawww kon faltoo mein bongiya mar raha ha :na:

                    woh tu u ko pata hi ha ab woh bat tum hi daso ham ko tu :embarasse

                    :khi:
                    Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
                    Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
                    Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
                    Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga

                    Comment


                    • #25
                      Re: Ek Zarori Elaaan :baja

                      Originally posted by Khalil View Post
                      nhai bhai gujrat main hay yeh kharian............

                      waisy talagang kee bus yehan sy guzrti hay:kr:
                      ahaaa gujrat :mm:

                      ager time howa tu aap se milne kie liye bhi aae gaie :)
                      Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
                      Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
                      Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
                      Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga

                      Comment


                      • #26
                        Re: Ek Zarori Elaaan :baja

                        Originally posted by shy View Post
                        welcome to Pakistan:)
                        Thankx shy jeeee :rose
                        Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
                        Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
                        Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
                        Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga

                        Comment


                        • #27
                          Re: Ek Zarori Elaaan :baja

                          Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                          Adaab!!!

                          Zee ji , boht achha lagta hay sun k jb koi watan se dur rehnay wala pakistan jaa raha hoi....jaaieey Allah ki Amaan mein saath kheryt k:) .....khoob sara enjoy kihjieey pakistan mein ...khush rahieey ......hamara pakistan ko bht sara salam kahieey ga....:)

                          Allah ki amaan mein
                          AllahHafiz
                          Walikum Adaab

                          waqii blkl sehe kaha ap ne esha jeeee ham jab kisi ka sunte ha tu jaha kushi hotey ha wha dil udas bhi hota ha apne watn jane kie liye :) zaror kue nehi or koi msg ho tu woh bhi bta daie :D

                          Thankx
                          Allah Hafiz :rose
                          Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
                          Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
                          Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
                          Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga

                          Comment


                          • #28
                            Re: Ek Zarori Elaaan :baja

                            Originally posted by Masood View Post
                            Allah Tala aap ko bohat sari khushiyon sey nawazein Zee aur bohat bohat enjoy karna - akeley ya unkey saath :lol :lol
                            bht bht sukriya MAssood bahi :rose yeh aap ka eshara kis trf ha :mm:

                            :kr:
                            Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
                            Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
                            Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
                            Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga

                            Comment


                            • #29
                              Re: Ek Zarori Elaaan :baja

                              Originally posted by zeeshan View Post
                              or koi msg ho tu woh bhi bta daie :D
                              Aur koi msg hum aapko q dein hum khud jaa k de dein gay :wk :blush: :blush: :blush: :blush: :blush:
                              sigpic

                              Comment


                              • #30
                                Re: Ek Zarori Elaaan :baja

                                Originally posted by zeeshan View Post
                                bht bht sukriya MAssood bahi :rose yeh aap ka eshara kis trf ha :mm:

                                :kr:
                                zee jee ye traffic signal per chaltay hain :kr: :kr: so ap apni marzee ka ishara samajh lijieey :lpop: :lpop:
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X