Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

I am wondering

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • I am wondering

    Hi all Salam,

    What's the difference between reality and mirage? (Is that how you spell that?)
    I need to know.:mm:
    ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

  • #2
    Re: I am wondering

    Originally posted by D@y W@lk3r View Post

    Asalamaalaikum..........
    kaise hain aap D@Y bhai???????
    aap sirf farq janna chahte hain tu paihle yeh wazaih ker dete hain ke "reality" se muraad "haqiqat" jub ke "mirage" word ke maani "suraab" ke hote hain...suraab yaani nazar ka dhooka.. ager aap in lafzon ke maani per gor karein tu kaafi had tak farq wazaih ho jaata hai.... haqiqat (reality) aik aisi thos cheez jis se aap lakhon dalilon ke baawajood inkaari nahi ho sakte.... for example aap ki aur humari zindagi aur is ke ups and down.... hum chahe tub bhi yeh nahi kaih sakte ke yeh aisa nahi hai kyun ke hum is soorat mein apne wajood ke hone se inkaar ker rahe hote hain... aur "mirage" ,saraab tu nazar ka dhooka hai jaise kisi saihra mein jub chamkti hoi sooraj ki roshni rait per perti hai tu kisi pyaase musafir ko wahan paani ke zakhire ka gumaan hota hai aur woh aage berhta hi chala jaata hai... jub ke wahan paani ka kahein koi pata nahi hota.... bus yahi baat ke suraab ka kahein koi apna wajood nahi hota yeh tu bus nazar ka dhooka hota hai jub ke reality thos wajood ke saath apna aap manwa hi leti hai...
    hope aap ko sumjh aa gaya hoga... aur ager nahi aaya tu PG per mashallah kaafi zaheen member hai koi aur aap ko sumjha de ga:tasali: ...don't worry...apne takhno:zuban: ..opsss I mean apne dimaag per zyadah zor mut dijye..:D
    khush rahiye..aur PG per aate rahiye..:lpop:
    Allah haafiz..
    Last edited by ummid; 9 November 2006, 03:25.

    Comment

    • #3
      Re: I am wondering

      Originally posted by ummid View Post

      Thanx sister, nice replay...
      wesay mairay kheal main aik app hi zada samjhdar hain kiddy:kr:
      dekhtay hain aur kiya replay detay hain..ajj sab ka test hi ho jay...:donno:
      ha dimag par to abhi main filhal koi zor nahi dena chahta...
      :comfort: app bhi hameshA KHUSH RAHAY YAHI HI DUA HAIN APP KAY LIYAH SADA: aAMIN
      ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

      Comment

      • #4
        Re: I am wondering

        Originally posted by D@y W@lk3r View Post
        Thanx sister, nice replay...
        wesay mairay kheal main aik app hi zada samjhdar hain kiddy:kr:
        dekhtay hain aur kiya replay detay hain..ajj sab ka test hi ho jay...:donno:
        ha dimag par to abhi main filhal koi zor nahi dena chahta...
        :comfort: app bhi hameshA KHUSH RAHAY YAHI HI DUA HAIN APP KAY LIYAH SADA: aAMIN
        thankooooo ji....
        ager is test mein kisi ne humara answer copy ker ke de diya tu.... aur aap ne use hum se zyadah number de diye tu..

        Comment

        • #5
          Re: I am wondering

          Originally posted by ummid View Post
          thankooooo ji....
          ager is test mein kisi ne humara answer copy ker ke de diya tu.... aur aap ne use hum se zyadah number de diye tu..
          100% A+
          app kay alawa idher in baaton ko koi nahi samjh sakta...:tasali: is kay liyah chahay:kr:
          ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

          Comment

          • #6
            Re: I am wondering

            Originally posted by D@y W@lk3r View Post
            100% A+
            app kay alawa idher in baaton ko koi nahi samjh sakta...:tasali: is kay liyah chahay:kr:
            100% A+ :blush: :blush: :blush:

            Comment

            • #7
              Re: I am wondering

              Originally posted by ummid View Post
              Asalamaalaikum..........
              kaise hain aap D@Y bhai???????
              aap sirf farq janna chahte hain tu paihle yeh wazaih ker dete hain ke "reality" se muraad "haqiqat" jub ke "mirage" word ke maani "suraab" ke hote hain...suraab yaani nazar ka dhooka.. ager aap in lafzon ke maani per gor karein tu kaafi had tak farq wazaih ho jaata hai.... haqiqat (reality) aik aisi thos cheez jis se aap lakhon dalilon ke baawajood inkaari nahi ho sakte.... for example aap ki aur humari zindagi aur is ke ups and down.... hum chahe tub bhi yeh nahi kaih sakte ke yeh aisa nahi hai kyun ke hum is soorat mein apne wajood ke hone se inkaar ker rahe hote hain... aur "mirage" ,saraab tu nazar ka dhooka hai jaise kisi saihra mein jub chamkti hoi sooraj ki roshni rait per perti hai tu kisi pyaase musafir ko wahan paani ke zakhire ka gumaan hota hai aur woh aage berhta hi chala jaata hai... jub ke wahan paani ka kahein koi pata nahi hota.... bus yahi baat ke suraab ka kahein koi apna wajood nahi hota yeh tu bus nazar ka dhooka hota hai jub ke reality thos wajood ke saath apna aap manwa hi leti hai...
              hope aap ko sumjh aa gaya hoga... aur ager nahi aaya tu PG per mashallah kaafi zaheen member hai koi aur aap ko sumjha de ga:tasali: ...don't worry...apne takhno:zuban: ..opsss I mean apne dimaag per zyadah zor mut dijye..:D
              khush rahiye..aur PG per aate rahiye..:lpop:
              Allah haafiz..
              Shabash meri shairni :tasali:

              Dekh liya Day Bhaiya, jo jawab hum ne dena hota he wo hamari ummid hum se pehlay de deti he :blush:
              :thmbup:

              Comment

              Working...
              X