Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Pakistan youth?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Pakistan youth?

    Originally posted by ummid View Post
    Asalamaalaikum khalil bhai.........
    ont (camel) band ker tawakal ka hukm hai...
    aap ne behad galat baat ki hai... sorry ager aap ko bura laga tu....
    Agree wid u chanda :thmbup:
    sigpic

    Comment


    • #17
      Re: Pakistan youth?

      ..[QUOTE]baat sirf ye hay k zindagee itni arzaan nahin hoty jisey is terha ki shokhiyon mein zaya ker diya jaaey:) ye Amaanat hay is ki hifazat hum per farz hay [/QUOTE]
      great bohat khooob i agree with u:rose :salam:
      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

      Comment


      • #18
        Re: Pakistan youth?

        Originally posted by aabi2cool View Post
        ..
        baat sirf ye hay k zindagee itni arzaan nahin hoty jisey is terha ki shokhiyon mein zaya ker diya jaaey:) ye Amaanat hay is ki hifazat hum per farz hay
        great bohat khooob i agree with u:rose :salam:
        Thanks Aabi bhai :blush:
        sigpic

        Comment


        • #19
          Re: Pakistan youth?

          Originally posted by Wafa View Post
          dekh kar bohot dukh hoa :( ........gov ko is silsilay me koi step zaroor uthana chaheye, takee qeemti jaane bach sake.....
          yep


          Originally posted by Ummid
          OMG... Allah us larke ki magferat kare(aameen) aur jo is tarah ki harkat karne waale dosre larkon ko hidayat de(aameen)
          thanx gul ji ke aap ne yeh link yahan share kiye...

          khush rahiye.:rose



          Ameeen!

          Allah T'ala aap ko bhi khush rakhey :rose
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment


          • #20
            Re: Pakistan youth?

            Originally posted by aabi2cool View Post
            hamary punjabi main aik jumla kaha jata hy k wegry tegriyan da peer danda ay(yani bigrey hoy logon ka peer danda hy) so hisab in k sath hona chaiye ...
            pata naheen ye aaj kal ki nojawan nasal is tarah ki oochi harkateen kar k sabit kaya karna chati hy?
            hamara gaon chonk GT road par aay din ays kai waqeaat hoty rehty hain jin main kai nojawan is kisam ki harkteen kar k khud to marjaty hain laikin peechy bichary waldeen ko roota hua chor jaty hain khud hamary gaon k kai larky over speed i wajha se apni jan se hath dho bethy magar majal k dosry nojawan is se zara bhi naseehat pakreen.......
            shayad "hero" banna chahtey hein

            leykin waqai in logo ko kuch to naseehat leyni chahiye ...aeysey hadsaat deykh ker...
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment


            • #21
              Re: Pakistan youth?

              Originally posted by Spy009 View Post
              video hi nahin, apni aankhon se bhi dekh chuka hoon, jab Saudi mein tha to dekha kartey ke iss tarah ke kaarnamey aksar Black Saudi aur Sudani boys ka kiya kartey thay,

              ek baar ek bike rider ne apne pichhey ek sawari baitha ker yehi karnama kiya balance mein peechhey ka pahiya bhaari ho gaya aur dono gir gaye, ittefaqa se peechhey se speed se aati huwi gadiyon ne dono ko kuchal diya.
              awwww

              Allah T'ala sab ko heydayat dey....

              agar just for the sake of fun ye sab kiya jata hai to ....hazaron aeysey doosrey kaam hein wo ker lein bajaye maut ko dawat deyney key
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment


              • #22
                Re: Pakistan youth?

                Originally posted by shy View Post
                totally madness n stupidity Allah ne zindagi is leay nahi di k is tarah ke fazool kamon me zaya kar di jaey.waqt,pesa or end me apni qeemti jaan bhi.
                mey bilkul aap key sath muttafiq hun :thmbup:
                leykin kuch log nahi na samjtey shy....unhein shayad apni zindagi key sath kheylna mazza deyta hai ...
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment


                • #23
                  Re: Pakistan youth?

                  Originally posted by Khalil View Post
                  Pakistani nojwanoon per elzam lagana zarori hay???
                  her jaga yeh huta hay.....Moat to aanee hee aane hay pher banda kiun her kaam na kary....
                  ALLAH malik hay...............apni life karo enjoy
                  :tauba

                  elzam??
                  being Pakistani meyra first concern Pakistani youth hi hai ....aur rahey gi

                  aap key baqi comments per mey kuch is liye nahi kahun gi key Ummid aur Eesha ney sab keh diya hai

                  Thanks Ummid n Eesha : )
                  Last edited by Z.; 13 November 2006, 23:20.
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment


                  • #24
                    Re: Pakistan youth?

                    Originally posted by Masood View Post
                    Main ney apney Pakistan key last visit mein chand raat per dekha tha keh bharey huwe Sadar mein larkey cars ko spin kartey hain aur woh bhi totaly full speed per. Dekhney per achha lagta hai - magar fiker'mand zehan yehi sochta hai keh agar car out of control ho jaey to aas paas kharrey kitney logon ki jaan janey ka khatra hai? Aur kya yeh zaroori hai is tarha key shokhiyaan karna????
                    bilkul bhi zaroori nahi hai is tarhan ki "shokhiyaan karna" ....leykin jab log

                    "apni life karo enjoy" per chalein to kuch nahi kaha ja sakta
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment


                    • #25
                      Re: Pakistan youth?

                      Originally posted by barg.e.gul View Post


                      Thanks Ummid n Eesha : )
                      ur Welcome gul ji:eye: :phool:
                      sigpic

                      Comment

                      Working...
                      X