:rose :rose
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
~ ay Nojawanoo~ ajaooo
Collapse
X
-
Re: ~ ay Nojawanoo~ ajaooo
Bilkul drust kaha hai aap ney Asad. Khaas ker hamarey muashrey mein sehat key in pehluoun ki taraf koi tawajoh nahin deta. Log samajhtey hain keh yeh waqt ka ziya hai. Magar yahan europe mein is per bohat hi khaas tawajoh di jati hai. Almost har bandey ney apni roz marrah key timetable mein is baat key liye waqt nikaal rakha hota hai. Kyun keh jaisey aap ney kaha keh aaj ki hifazat kal ko kaam aaey gi.
Good article.:thmbup:tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
-
Re: ~ ay Nojawanoo~ ajaooo
hmmm blkl sehe kaha aap ne asad bahi...es trh tu kabhi kabhi mere sath bhi hota ha :P lekan fir theek ho jata ho :P jese kie aj kal yehi chl raha ha kie aj nehi kal :(Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga
Comment
-
Re: ~ ay Nojawanoo~ ajaooo
Originally posted by Masood View PostBilkul drust kaha hai aap ney Asad. Khaas ker hamarey muashrey mein sehat key in pehluoun ki taraf koi tawajoh nahin deta. Log samajhtey hain keh yeh waqt ka ziya hai. Magar yahan europe mein is per bohat hi khaas tawajoh di jati hai. Almost har bandey ney apni roz marrah key timetable mein is baat key liye waqt nikaal rakha hota hai. Kyun keh jaisey aap ney kaha keh aaj ki hifazat kal ko kaam aaey gi.
Good article.:thmbup:Life is more strict than a teacher
A teacher teaches a lesson
and takes an exam.
But life takes an exam
and then teaches a lesson
Comment
-
-
Comment