Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Samajhye ... shab e qadr kia hai ..

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Samajhye ... shab e qadr kia hai ..

    Assalam O aliukum,

    shab e qadar (Surah Qadar Tafseer)

    umeed hai aap sab kheryat se hon ge ..
    just itna kehney aayee hooon ..
    ke samjhye shab e qadar kia hai .. aur kion hai ....
    tafseer .. mein jo ahadees bayan ki gayee hain ..
    parhye , jaanye to samajh aati hai .. hamarey dunya main honey ka maqsad kia hai ...
    aap sab ko shab e qadar mubarak ..
    meri dua hai ke Allah ham sab ko acha sacha .. musalman ban-ney ki taufeeq ataa fermaaye aameen .. aur is azeem raat ke sadqey hamarey gunnah muaf ferma de.. ham se jo jaaney anjaaney bhool ho gayee gunnah ho gaye namazen choot gayeen .. rozay choot gaye .. hamari sab ghaltiyon ko muaf ferma de darguzar ferma de ... hamen neki aur bhalaii ke rastey pe chala de maula .. hamen deen ko samajhney ki us pe amal kerney ki taufeeq ataa fermaa .. aameen ..

    dua go

    (Aania)

    Visit My Early PS Work
    You Are Welcome To Comment

  • #2
    Re: Samajhye ... shab e qadr kia hai ..

    Originally posted by Aania View Post

    Ammeen Sum Ameen:dua

    App ko bhi shab-e-Qadar bohat bohat Mubarak ho...ALLAH hum sab ko iss raat ka mukamal faida othany ki tofeeq ata faramay..(Ameen)

    Comment

    • #3
      Re: Samajhye ... shab e qadr kia hai ..

      Originally posted by Aania View Post
      Assalam O aliukum,

      shab e qadar (Surah Qadar Tafseer)

      umeed hai aap sab kheryat se hon ge ..
      just itna kehney aayee hooon ..
      ke samjhye shab e qadar kia hai .. aur kion hai ....
      tafseer .. mein jo ahadees bayan ki gayee hain ..
      parhye , jaanye to samajh aati hai .. hamarey dunya main honey ka maqsad kia hai ...
      aap sab ko shab e qadar mubarak ..
      meri dua hai ke Allah ham sab ko acha sacha .. musalman ban-ney ki taufeeq ataa fermaaye aameen .. aur is azeem raat ke sadqey hamarey gunnah muaf ferma de.. ham se jo jaaney anjaaney bhool ho gayee gunnah ho gaye namazen choot gayeen .. rozay choot gaye .. hamari sab ghaltiyon ko muaf ferma de darguzar ferma de ... hamen neki aur bhalaii ke rastey pe chala de maula .. hamen deen ko samajhney ki us pe amal kerney ki taufeeq ataa fermaa .. aameen ..

      dua go

      (Aania)

      Aameen...Sum aameen :dua

      Thank you so much aania :) Waqei hamein bohat si cheezon ko jananay ki zaroorat he abi...Allah Taalah sub ko deen ko samajnay aur ur per amal peera honay ki toofeek ata fermaye...aameen
      :thmbup:

      Comment

      • #4
        Re: Samajhye ... shab e qadr kia hai ..

        Jazzak Allah Aaina
        a very nice sharing
        Allah hum sab ko haqeeqi manoo mein islaam ko samjne ki tofeeq ata farmiay
        ammen

        keep it up Aaina :)
        ~~AKS~~

        Comment

        • #5
          Re: Samajhye ... shab e qadr kia hai ..

          Originally posted by Aania View Post
          Assalam O aliukum,

          shab e qadar (Surah Qadar Tafseer)

          umeed hai aap sab kheryat se hon ge ..
          just itna kehney aayee hooon ..
          ke samjhye shab e qadar kia hai .. aur kion hai ....
          tafseer .. mein jo ahadees bayan ki gayee hain ..
          parhye , jaanye to samajh aati hai .. hamarey dunya main honey ka maqsad kia hai ...
          aap sab ko shab e qadar mubarak ..
          meri dua hai ke Allah ham sab ko acha sacha .. musalman ban-ney ki taufeeq ataa fermaaye aameen .. aur is azeem raat ke sadqey hamarey gunnah muaf ferma de.. ham se jo jaaney anjaaney bhool ho gayee gunnah ho gaye namazen choot gayeen .. rozay choot gaye .. hamari sab ghaltiyon ko muaf ferma de darguzar ferma de ... hamen neki aur bhalaii ke rastey pe chala de maula .. hamen deen ko samajhney ki us pe amal kerney ki taufeeq ataa fermaa .. aameen ..

          dua go

          (Aania)
          :jazak: Dear , bohat umdah.....Allah aapko khush rakhay boht sara.....aur hum sab ko taufeeq de k hum US kk bataey huey raastay per chal sakein aur deen ko behter taur per samjh k us per amal pera hon:dua ..
          sigpic

          Comment

          • #6
            Re: Samajhye ... shab e qadr kia hai ..

            Asslam O aliukum,

            ooper diye huye .. link .. mein jo tafseer bayan ki gayee hai .. us ke last pages se kuch lines yehan per bhi bayan ker rahi hoon .. Allah hamen taufeeq de... ibadaat ko samajhney .. ki aur dunya main hamen kion bheja gia ye samajhney ki aameen ..

            Mukhtasiran kuch points .. jinhen parh ke .. be ikhtayar.. aankhen ro parren .. dil laraz jaye.. (Page 672, 673..

            ..
            Imam abu bin abi Hatim rehmatulla alyeh ki tafseer jo hazrat Ka'b se riwayet warid ki ..

            ke sidra tul muntiha jo satwen aasman pe jannat se mutasil hai jo dunya aur aakhirat ke fasley per hai us ki bulandi jannat main hai ... is main is qadar farishtey hein .. ke un ki ginti Allah azzo a jal ke siwa koi nahen ker sakta

            Allah ki teraf se Hazrat Jibraiil (alehy salam) ko aawaaz di jaati hai ke aie Jibrail (A.S) Laylatul qadar main is darakht ke temam farishton ko le ker zameen per jaao
            ye kul ke kul farishtey Raaft o Rehmat waley hain ..

            ye kul ke kul farishtey .. Jibrail A.S ke sath zameen pe utertey hein ..har jagah phel jatey hein .. har jagah sajda o qayam main mashghool ho jatey hain ..
            aur temam momin mardon aur aurton ke liye dua kertey rehtey hein ..
            ye farishtey wahan nahen jatey .. jahan gandagi ho, nasha wala banda ho , cheez ho , jis ghar main but garrey hon , bajey gajey ghantyan hon .. koorra karkat ho ..

            hazrat jibrail (a.s) temam mominon se musafah kertey hein ..us ki nishani ye hai>>
            ke rongtey jism per kharrey ho jayen
            dil naram parr jaye
            aankhen beh niklen
            us waqt insan ko (musalman ko) samajh lena chahye ..
            ke is waqt mera hath Jibraiil (a.s) ke hath main hai ..

            Jo shakhs is raat teen martabah
            "La ilaha ilallah" parrhey
            pehli martabah parhna .. gunahon se bakhshish
            doosri baar parhna ..aag se nijaat
            teesri baar parhna ..Jannat mein dakhil hona hai

            ye kalimah usi ke moonh se nikley ga jo sachaii se isey kehney wala ho
            gharz maghrib se fajar honey tak .. farishtey isi terah rehtey hein ..

            aagey diye gaye link main parhye .. page 673 -- Jab farishtey wapis jatey hein .. to sidra tul muntiha , Jannat, har har aadmi aur aurat ke barey mein kia sawal kertey hein .. ke un farishton ne kisey ibadat mein paya .. go wo dunya mein rehney walon ka haal sab ke naam ba'ma sab ke waliden ke naam un farishton se poochtey hein ..

            Allah .. Reham ..
            Allah .. Reham ..
            Allah .. Reham ..

            Allahumma Innaka affuwun Tuhibbul afwa fa'fu anni -- Ya ghafoor Ya Ghafoor Ya ghafoor ..

            Maula hamarey gunnah muaf fermaa de .. hamari kotahiyaan .. darguzar ferma do .. hamen .. bakhsh do maula .. aameen ...

            Allah Humma Salley Alaa Muhammadin ..

            Visit My Early PS Work
            You Are Welcome To Comment

            Comment

            • #7
              Re: Samajhye ... shab e qadr kia hai ..

              :jazak::jazak: Aania......:rose
              Allah talah ham sab ko deen ko samagne aur amal karne ke taufeek de......:dua
              sigpic

              Comment

              • #8
                Re: Samajhye ... shab e qadr kia hai ..

                ^ Ameeen
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment

                Working...
                X