Azezum bahar !
Eid mubarak khair mubarak
kha ho tum ?tumhari judai main ,main "ungaro per lot raha hoon"
mujhe nahi malom tha ke waqie tumhari baat "pather per lakeer" hai
tum per tu aise "oss pare"ke katam hone ka naam nahi le rahe mujhe
"be nuqt sunana"chor do tumhare bagair itne din guzarna mere liye
"joee shair lane"se kum nahi hai aj main tumhe wo din yaad karwana
chahta hoon jab tumhari or meri mohabbat ki "ghari chunthi"thi
aur eid ke mahene main he tu tum ne meri "mohabbat ka dum bhara" tha
is waqt her taraf tumhari aur meri mohabbat ki "khaber garam"thi
bahar! ab bhi tu eid ka khusiyo bhara mahena hai kiya tum ab bhi mujhe
"jul dene"main koi"kaser nahi choro"gi tumhare bagair meri her raat
"tare ginne"main guzar jate hai main tumhari rah main "ankhain bechaye"
bheta hoon mujhe umed hai ke aik din tumhare"dil ka kanwal"
zaror khile ga aur tum zaror ayo gi yaaqen janoo yeh khat likhte waqt
mera dil "khoon ke ansoo"ro raha hai.
Tumhara SirF Tumhara

Comment