Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Realistic Or Imaginative

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Realistic Or Imaginative

    Originally posted by ZoE View Post
    bas kia baatoon zara dunya ki sair ko nikal pare the :ghug: ab vapis aa gaee hoon to ati rahoon ge yad karnay ka bohat shukarya :comfort:
    aha to kesee lagi duniya dear ...:khi: ...chheti waapis ajaya karo :na:...hum udas ho jatay hain .......
    aur ye apna shukriya waapis rakhieey apnay pss :na:
    Last edited by Eshaa Chaudhry; 6 October 2006, 22:19.
    sigpic

    Comment


    • #17
      Re: Realistic Or Imaginative

      Originally posted by Eshaa_wellwisher View Post
      aha to kesee lagi duniya dear ...:khi: ...chheti waapis ajaya karo :na:...hum udas ho jatay hain .......
      aur ye apna shukriya waapis rakhieey apnay pss :na:
      dunya kia bataoon kisi nay sach kaha hai dunya kameenoon ka mayla maylay main ya dil aakala bas dunya aachi jaga hai rahnay ka liya par kia karaeen kitni dair mahmaan banay rahtay :pagal: udas nahi hona main hoon na :blush:
      geet ka husan ho tum ho janay gahzal
      shairoon ki haseen shairee tum say hai
      maira gham aur mairee har khushi tum say hai
      janay maan ya mairee zindagi tum say hai

      Comment


      • #18
        Re: Realistic Or Imaginative

        Originally posted by fari View Post
        ya asa kiya ha iss novel ma:tauba ...aur maina ap logo ko ...:cc: book ka naam shaiya karnay ko nahi kaha tha bhai sahab :tauba ............abb dono tu aik dosray se hi batain karnay lagay
        O Payareee Bajii jaaan... Baat yeh nahee k hum book ko sahre kar rahay hain baat yeh hai k mai nai Khalil bhaee ki baat sey itefaaq kia hai sirf. aaaap zayda na socha karo. Wisay b ramzan hai aur din bar banda rozey sey hota hai ....

        Comment


        • #19
          Re: Realistic Or Imaginative

          Bhulla Ki jana Main kon
          Har-Fun-Moula

          Comment


          • #20
            Re: Realistic Or Imaginative

            Aaap k paas Buleh ka Email address hai tou Eshaaa ko dey dain. Woh unn sey b fight kar k baaat pooch hii lai geeeee.
            Fighter.

            Comment


            • #21
              Re: Realistic Or Imaginative

              Originally posted by a man of letters View Post
              Aaap k paas Buleh ka Email address hai tou Eshaaa ko dey dain. Woh unn sey b fight kar k baaat pooch hii lai geeeee.
              Fighter.
              aap hee sair kar aaieey HAZRAT BABA BULHAY shah k des ki , I mean jahan wo ajkal hotay hain .....humnay abhi duniya mein dekha hee kia hay:blush:

              aur hum badtamez nahin jo buzurgon se fight karein...:na:

              Hamare mom nay hamaree tarbiyt achhay se ki hay:blush: :blush: :lpop:
              sigpic

              Comment


              • #22
                Re: Realistic Or Imaginative

                Originally posted by a man of letters View Post
                O Payareee Bajii jaaan... Baat yeh nahee k hum book ko sahre kar rahay hain baat yeh hai k mai nai Khalil bhaee ki baat sey itefaaq kia hai sirf. aaaap zayda na socha karo. Wisay b ramzan hai aur din bar banda rozey sey hota hai ....
                kijiya itfaq jee kis nay mana kiya ha....:mm: app ki bateen app hi jano :tasali: .......Mai ab itn abhi nahi souchti bhai jee

                Comment


                • #23
                  Re: Realistic Or Imaginative

                  Originally posted by ZoE View Post
                  main realistic hoon magar kabhi kabhi imaginative bhi ho jati hon :D us ka faida ya hotay hai ghar baithay baithay pindi karachi ki sair kar li :lpop:lakin hakeeqat ki dunya main rahna he bahtar hai

                  :welcome: Back Zoe .......Aik dum se ghaib kiun ho gai thi.........:fuming: hum sab jay kah app humay bhool gai hain

                  @topic

                  Very Well answered Zoe ....per yar app ki imagination sirf pindi aur karachi tak mehdood ha..Mai tu Chand tak ho kar ajati hon:khi: .........

                  Comment


                  • #24
                    Re: Realistic Or Imaginative

                    Originally posted by fari View Post
                    :cc: tu app haqeeqat pasand logo ki fitrat ma aur imaginative logo ki fitrat ma kiya difference dekhtay hain:lpop:
                    wohi jo aap aur mery darmiyan hay

                    Comment


                    • #25
                      Re: Realistic Or Imaginative

                      Originally posted by Khalil View Post
                      wohi jo aap aur mery darmiyan hay
                      :cc: :mm:
                      sigpic

                      Comment


                      • #26
                        Re: Realistic Or Imaginative

                        Originally posted by ZoE View Post
                        :D us ka faida ya hotay hai ghar baithay baithay pindi karachi ki sair kar li :lpop:
                        :kr::kr::kr::kr::kr:

                        Comment


                        • #27
                          Re: Realistic Or Imaginative

                          Originally posted by Khalil View Post
                          wohi jo aap aur mery darmiyan hay

                          For example Difference number 1 : app :budhu: aur ma

                          Comment


                          • #28
                            Re: Realistic Or Imaginative

                            insaan ko imaginative aur realistic dono hona chaheye .....i agree with umeed .....reality pasand hone se kabhi bohot pareshani hote hai,kyu ke har reality ko face karna itna aasaan nahi hota.....kabhi kabhi imaginative hona acha hai, is me ham apne khushi ke mutabik soochte hai....jo reality me hona bohot mushkil hai :D:
                            sigpic


                            Comment


                            • #29
                              Re: Realistic Or Imaginative

                              Originally posted by fari View Post
                              For example Difference number 1 : app :budhu: aur ma
                              main aik insaan hu aur aap???????????

                              Comment


                              • #30
                                Re: Realistic Or Imaginative

                                Originally posted by Wafa View Post
                                insaan ko imaginative aur realistic dono hona chaheye .....i agree with umeed .....reality pasand hone se kabhi bohot pareshani hote hai,kyu ke har reality ko face karna itna aasaan nahi hota.....kabhi kabhi imaginative hona acha hai, is me ham apne khushi ke mutabik soochte hai....jo reality me hona bohot mushkil hai :D:
                                Reallity face kerna hee to life hay..........................

                                Comment

                                Working...
                                X