Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aik Sawal!!!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Aik Sawal!!!!

    Originally posted by fari View Post
    Amoman behnay bhaiyo se mukhtalif hoti hain:blush: :eye: ...albta bhai bhai ka roop hota ha.:comfort: ......Aur aar app jasay big b yani baray bhai ho tu pehlay app kay hi sar per sengh dekhnay chaiya
    :kr: :kr: :kr: nahin na in k seeng kesdsay ho saktay hain :hhh: ye bhi to bagher seeng waali makhlook hain
    sigpic

    Comment


    • #47
      Re: Aik Sawal!!!!

      Originally posted by Eshaa_wellwisher View Post
      aap nay phir humse kuch kaha :lpop:
      shabash darieey nahin:tasali: bolieey bolieey
      O naeeeeeee jii.. Hamaraee yeh majal k aaap sey kuch kahain. Meri toubaa toubaaa...

      Comment


      • #48
        Re: Aik Sawal!!!!

        Originally posted by a man of letters View Post
        O naeeeeeee jii.. Hamaraee yeh majal k aaap sey kuch kahain. Meri toubaa toubaaa...
        ahan pehli samajdaree waali baat ki hay aap nay :lpop:
        sigpic

        Comment


        • #49
          Re: Aik Sawal!!!!

          Originally posted by Eshaa_wellwisher View Post
          ahan pehli samajdaree waali baat ki hay aap nay :lpop:
          Mai nai tou pehlay b try kii theee laikin aaaap nai baat nahee maanee meri aur naaa hiii Munday Sialkoti nai ... Mai kia karoon.

          Comment


          • #50
            Re: Aik Sawal!!!!

            Originally posted by a man of letters View Post
            Mai nai tou pehlay b try kii theee laikin aaaap nai baat nahee maanee meri aur naaa hiii Munday Sialkoti nai ... Mai kia karoon.
            :mm: ye munda sialkoti ko q lay aatay hain aap her baat mein......aapka apna upper portion kia khali:budhu: hay
            sigpic

            Comment


            • #51
              Re: Aik Sawal!!!!

              Yes.. Khali hai... Kion aaaap k pass spare hai kia ?? tou mujhay dey dou.

              Comment


              • #52
                Re: Aik Sawal!!!!

                Originally posted by fari View Post
                Assalam-o-Alikum!!!!


                Ummid hay app sab khariyat:comfort: se aur Mazay ma hongay :wk ....
                Aik kafi bonga sa sawal ha ...per app souch samjh kar jawab dijiya ga.........zaheen log asay sawalo ka jawab bohat asaani se day saktay hain
                Sawal kuch youn ha Kah............

                Agar Ghaday kay sar per sengh(horn) hotay tu kiya Khalil bhai kay sar per seengh hotay :lpop: ????
                Aray waah fari kitna interesting question kia he tum ne....jeeti raho :blush:

                Tumhara sawaal he ke ager khalil bhai ke ser ke seengon ke neechay gadha hota to kia gadhay ke ser pe khalil ke seeng hotay. To mera jawaab yeh he ke ager Seengon ke neechay khalil hota to zahir he gadhay ke ser pe seeng zaroor hotay ya doosray lafzon mein ager ager khalil gadhay ke ser pe seeng hotay to ghadhay ke ser pe khalil ke seeng kyoon nahi hoon ge :blush:

                Hope you understand the answer and thank you in advance for your better understanding :blush:

                Waise ager tum khalil ko bhai kehti ho to is formulay ki ru se tum kia hui :bhago:
                :thmbup:

                Comment


                • #53
                  Re: Aik Sawal!!!!

                  Originally posted by fari View Post
                  Amoman behnay bhaiyo se mukhtalif hoti hain:blush: :eye: ...albta bhai bhai ka roop hota ha.:comfort: ......Aur aar app jasay big b yani baray bhai ho tu pehlay app kay hi sar per sengh dekhnay chaiya
                  Aray waah Fari :tasali: aaj pehli baar mein ne kisi gadhay ki behan ko itna akal ki baat kerte dekha :blush:
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #54
                    Re: Aik Sawal!!!!

                    thnks fari sis...................achi ezat banwa lee hay aap ny apni
                    hehehehe

                    Comment


                    • #55
                      Re: Aik Sawal!!!!

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Waise ager tum khalil ko bhai kehti ho to is formulay ki ru se tum kia hui :bhago:
                      Hum bataeen :mm: :mm:
                      gadhay means U ki dost :kr::kr::kr:
                      sigpic

                      Comment


                      • #56
                        Re: Aik Sawal!!!!

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Aray waah Fari :tasali: aaj pehli baar mein ne kisi gadhay ki behan ko itna akal ki baat kerte dekha :blush:
                        Achha is ru se to fari aapki behan hueen :kr: :kr: :kr:
                        sigpic

                        Comment


                        • #57
                          Re: Aik Sawal!!!!

                          Originally posted by a man of letters View Post
                          Mai nai tou pehlay b try kii theee laikin aaaap nai baat nahee maanee meri aur naaa hiii Munday Sialkoti nai ... Mai kia karoon.
                          jo baat munday sialkoti nay nahin maani wo aap unhein bataieey jaa k .,....hum un k assisstant nahin hain understand:na:

                          Aur hamaray pss time nahin k sochein kis ney kitni samjhdaree ki baat ki ....but sorry to say jis terha musalsal aap ney wird ker rakha hayna nay munday k naam ka hamein lagta hay waakeey aapki aqal ka kamra khali hai.........
                          aap k un k saath jo prb hay go n discuss with him I think its better for u so , dont discuss here , with me ...
                          thanks:)
                          Last edited by Eshaa Chaudhry; 12 October 2006, 16:53.
                          sigpic

                          Comment


                          • #58
                            Re: Aik Sawal!!!!

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Aray waah fari kitna interesting question kia he tum ne....jeeti raho :blush:

                            Tumhara sawaal he ke ager khalil bhai ke ser ke seengon ke neechay gadha hota to kia gadhay ke ser pe khalil ke seeng hotay. To mera jawaab yeh he ke ager Seengon ke neechay khalil hota to zahir he gadhay ke ser pe seeng zaroor hotay ya doosray lafzon mein ager ager khalil gadhay ke ser pe seeng hotay to ghadhay ke ser pe khalil ke seeng kyoon nahi hoon ge :blush:

                            Hope you understand the answer and thank you in advance for your better understanding :blush:

                            Waise ager tum khalil ko bhai kehti ho to is formulay ki ru se tum kia hui :bhago:

                            :blush: sawal pasnad karnay ka shukria buzurgo

                            Apnay bohat bakamal andaz ma Khalil aur unkay seengh ki philosphy batai ....:clap: :clap: :clap: :clap: great answer:salam:


                            bhai tu app bhi Khalil bhai kay hain per iss ru se abb hum Ullo ko ghada tu nahi kah saktay na:na: .........iss liya app ya behan bhai ya bhai bhai ka chakr ko chor hi dain:tasali:

                            Comment


                            • #59
                              Re: Aik Sawal!!!!

                              Originally posted by Khalil View Post
                              thnks fari sis...................achi ezat banwa lee hay aap ny apni
                              hehehehe

                              meri kitni bhi Izat hojay ............app jasay buzurgo:tomato: :tomato: se kam hi hogi :blush:

                              Comment


                              • #60
                                Re: Aik Sawal!!!!

                                Originally posted by Eshaa_wellwisher View Post
                                Hum bataeen :mm: :mm:
                                gadhay means U ki dost :kr::kr::kr:
                                lekin:blush: De mai souch rahi thi :cc: jo agar aamir kay sir k seeng khalil ya gadhay kay sire per hotay to yaqeenan ghadha intehaeey badsoorat hota

                                Comment

                                Working...
                                X