Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

insani jan ki qeemat

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • insani jan ki qeemat

    main aksar sochte hon k kafe logon sya aik sawal pochon
    k kia aj k dor main yeh jo zindage ham jee rahay hain app log is say mutmaeen hain

    yeh dolat ki hawis yeh insano k ander ka hasad jalan kis taraf lay ja raha hai hamain
    abhi koi 3, 4 din pehlay ki bat hai hamaray mohalay main rat 12 bajay 2 khawateen tehal rahi thin aur mobile fone pay batain kar rahi thin k wahan 2 mobile cheenay walay aagay aur use lamhay hamaray mohalay main rehwalay aik 35 sala farhan bhai bahar aay (jo aksar logon k bohat say kam agay barh barh k kia kartay thay ) to jab mobile cheenay walon nay khawateen say cell phone manga to unhonay farhan bhai ko awaz de. Farhan bahi un khwaten ki madad ko gay aur jakay aik admi ko pakra to dosry nay unhay goli maar k hamesha ki neend sula dia

    farhan bhai ki nagahani mot pay aik kuhram mach gaya
    kia insani jan aik cell phone say bhi saste hai lamhay bhar main aik sal ka bacha yateem hoo gaya

  • #2
    Re: insani jan ki qeemat

    Nice sharing.

    Comment


    • #3
      Re: insani jan ki qeemat

      pasy ke lalch insaan ko bahiss bana date hy
      Life is more strict than a teacher
      A teacher teaches a lesson
      and takes an exam.
      But life takes an exam
      and then teaches a lesson

      Comment


      • #4
        Re: insani jan ki qeemat

        Originally posted by a man of letters View Post
        Nice sharing.
        :tauba is pe nice sharing nahin kehna tha daakiya ji ...is k areply karein soch samjh k..per sochay to wo jis k adimagh ho..aap to:budhu:
        sigpic

        Comment


        • #5
          Re: insani jan ki qeemat

          Originally posted by ASAD View Post
          pasy ke lalch insaan ko bahiss bana date hy
          Bilkul durust framaya aap nay Asad.aaj kal log apni chund lamhon ki khushi k lieey kisi ki zindage ko umr bhar k lieey nadheron ki nazar ker detay hain
          sigpic

          Comment


          • #6
            Re: insani jan ki qeemat

            Originally posted by Eshaa_wellwisher View Post
            :tauba is pe nice sharing nahin kehna tha daakiya ji ...is k areply karein soch samjh k..per sochay to wo jis k adimagh ho..aap to:budhu:
            Aaaap welwisher nahee hain balkay aaap tou .....................
            Reply mai nahee kartaaa aiseay behas ki ya comments dainaey ki chezay. Jo cheez sahee hai aur jo ghalat hai sub apnay apnay mind k mutabaq chala rhay hain,, Meri JUMS sey bee daily isssi mozzooo per chat hotii hai...
            Any way sochnay k liyay aaap bilkul farigh hain aaap sochay.... mai farigh nahee hota hooon.

            Comment


            • #7
              Re: insani jan ki qeemat

              Originally posted by a man of letters View Post
              Aaaap welwisher nahee hain balkay aaap tou .....................
              Reply mai nahee kartaaa aiseay behas ki ya comments dainaey ki chezay. Jo cheez sahee hai aur jo ghalat hai sub apnay apnay mind k mutabaq chala rhay hain,, Meri JUMS sey bee daily isssi mozzooo per chat hotii hai...
              Any way sochnay k liyay aaap bilkul farigh hain aaap sochay.... mai farigh nahee hota hooon.
              humein aap wellwisher kahein ya kuch bhi hum mind nahin karaein gay...:) Q k yahan jab hum sab se tafreeh kertay hain to to tafreeh aur mzaq bardasht bhi kertay hain.....khulay dil k saath:)

              Anyways hamara mazaq mein yun kehna shaayad aapko na gawar guzra, So I'll be carefull for next time :)
              sigpic

              Comment


              • #8
                Re: insani jan ki qeemat

                Originally posted by Eshaa_wellwisher View Post
                humein aap wellwisher kahein ya kuch bhi hum mind nahin karaein gay...:) Q k yahan jab hum sab se tafreeh kertay hain to to tafreeh aur mzaq bardasht bhi kertay hain.....khulay dil k saath:)

                Anyways hamara mazaq mein yun kehna shaayad aapko na gawar guzra, So I'll be carefull for next time :)
                Iss mai mind karnay walii baaat nahee hai koi b.. mai nai kub mind kia. yeh aaap khud hii sooch rahee hain iss baray mai, mai nai tou waqaee kaha hai k time naheee hotaa iasee baato per sochnay k liyay b coz,, aaap kafii sayanii hain....:masha

                Comment


                • #9
                  Re: insani jan ki qeemat

                  Originally posted by a man of letters View Post
                  Iss mai mind karnay walii baaat nahee hai koi b.. mai nai kub mind kia. yeh aaap khud hii sooch rahee hain iss baray mai, mai nai tou waqaee kaha hai k time naheee hotaa iasee baato per sochnay k liyay b coz,, aaap kafii sayanii hain....:masha
                  OK thts good ger mind nahin kiya aapnay to..:)
                  sigpic

                  Comment


                  • #10
                    Re: insani jan ki qeemat

                    Originally posted by Eshaa_wellwisher View Post
                    OK thts good ger mind nahin kiya aapnay to..:)
                    Bey-Fikar ho k lagee raoooo...... Koi baat naheee.

                    Comment


                    • #11
                      Re: insani jan ki qeemat

                      Originally posted by <> View Post
                      main aksar sochte hon k kafe logon sya aik sawal pochon
                      k kia aj k dor main yeh jo zindage ham jee rahay hain app log is say mutmaeen hain

                      yeh dolat ki hawis yeh insano k ander ka hasad jalan kis taraf lay ja raha hai hamain
                      abhi koi 3, 4 din pehlay ki bat hai hamaray mohalay main rat 12 bajay 2 khawateen tehal rahi thin aur mobile fone pay batain kar rahi thin k wahan 2 mobile cheenay walay aagay aur use lamhay hamaray mohalay main rehwalay aik 35 sala farhan bhai bahar aay (jo aksar logon k bohat say kam agay barh barh k kia kartay thay ) to jab mobile cheenay walon nay khawateen say cell phone manga to unhonay farhan bhai ko awaz de. Farhan bahi un khwaten ki madad ko gay aur jakay aik admi ko pakra to dosry nay unhay goli maar k hamesha ki neend sula dia

                      farhan bhai ki nagahani mot pay aik kuhram mach gaya
                      kia insani jan aik cell phone say bhi saste hai lamhay bhar main aik sal ka bacha yateem hoo gaya
                      Apnay iss almiya ko humaray sath share kiya iss kay liya shukriya...Muqadas jee
                      Asay waqiyat ajj kal bohat amm hotay ja rahay hain .....Aur un per koi action bhi lata .........ALLAH hum sab ko apnay hifz-o-aman ma rakhien (Ameen):dua

                      Comment


                      • #12
                        Re: insani jan ki qeemat

                        hi

                        Comment


                        • #13
                          Re: insani jan ki qeemat

                          Originally posted by Eshaa_wellwisher View Post
                          OK thts good ger mind nahin kiya aapnay to..:)


                          eshaa n man of letters

                          bat chal nikli ab dekhain k kahan tak pohanchay

                          lagay rahain :)

                          Comment


                          • #14
                            Re: insani jan ki qeemat

                            Originally posted by ASAD View Post
                            pasy ke lalch insaan ko bahiss bana date hy
                            true

                            Comment


                            • #15
                              Re: insani jan ki qeemat

                              Originally posted by tariqmahmood View Post
                              hi

                              kuch aagay bhi likh dia hota

                              Comment

                              Working...
                              X