Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

'Express yourself'

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: 'Express yourself'

    k2 par bhi sardi start:ys:

    Comment


    • Re: 'Express yourself'

      yhaaaaaaaaaaaaaan bhi sardi start!!!!


      sigpic

      Comment


      • Re: 'Express yourself'

        Sardii hii Sradii starat...
        "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

        Comment


        • Re: 'Express yourself'

          Originally posted by Z. View Post
          (:

          very honestly mey itni optimistic nahi hun ye jo sab kuch ho raha hai // regimes giraney sey kuch nahi hota hai, agar aap k pass itney capable log hein k wo agey ja ker mulk ko current hukumt k muqbley mey behtareen chala saktey tau zaroor ye naarey lagaein "yuriid ash-shaab sukut nizam" warna mulk k androoni nizaam improve bohot doosron tareeqon sey kiye ja saktey hein but still..... I hope ye saarey revolutionary log apney khawab, umeedein , hasil kerney mey kamyab ho.n Ameen.
          api plz if u dont mind...bata sakti hain kin tareeqon sey...????
          n am not talking about all systems...particularly Syrian n Libyan ki hi baat karni hai...!!
          .......................!!!!!

          Comment


          • Re: 'Express yourself'

            n aik or cheez...u said
            "agar aap k pass itney capable log hein k wo agey ja ker mulk ko current hukumt k muqbley mey behtareen chala saktey tau zaroor ye naarey lagaein "yuriid ash-shaab sukut nizam""

            tu api ap ko pata tu hoga hi...ye nara shuru se nahi laga tha balkey they said>>"الشعب يريد تغيير النظام" laikin nizaam k reaction k reply k tour par inho ne ye "سقوط النظام" ka naara lagaya....or us waqt aik aam admi kar bhi kya sakta tha...or is naarey ko or taqwiyat di bhi inhi systems ne hai....na k awaam ne....
            haan ye baat jis se inkaar nahii k is sub ka faida buhut sarey log uthayein gey....incapable people...jaisey ab Libya mai Mustafa Abdul'jaleel...frankly mujhey ye shakhs nahi pasand..though libyan awam ne is ko maan liya hai...but i think ye aik wajah baney ga is revolution k asal maqasid ko kho deney ka....same with the syrian one..Burhan Ghalyoon...

            but still optimistic k ab jo kuch shuru howa hai or jis andaaz se....end insha'Allah buhut behtar hoga....
            .......................!!!!!

            Comment


            • Re: 'Express yourself'

              itna peyara mousam
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment


              • Re: 'Express yourself'

                Originally posted by Z. View Post
                (:

                very honestly mey itni optimistic nahi hun ye jo sab kuch ho raha hai // regimes giraney sey kuch nahi hota hai, agar aap k pass itney capable log hein k wo agey ja ker mulk ko current hukumt k muqbley mey behtareen chala saktey tau zaroor ye naarey lagaein "yuriid ash-shaab sukut nizam" warna mulk k androoni nizaam improve bohot doosron tareeqon sey kiye ja saktey hein but still..... I hope ye saarey revolutionary log apney khawab, umeedein , hasil kerney mey kamyab ho.n Ameen.
                Regimes giranay ka faida hota he ke nahi yeh baat bohat broad he aur is ke liye kafi waqt chahiye discuss kerne k liye. Aur yeh revolution change of regime tak ka he, change of system ka nahi. System aaye ga jo ke revolutionists ki second priority pe ho ga lekin yeh waqt bataye ga ke is revolution ko jo abi tak so-called lag raha he aagay ja ke Libia k liye kis hud tak fruitful ho ga. So stay tuned.

                In revolutions ko mad-e-nazar rakhtay ke parallel hamein aik aur cheez zaroor consider kerni chahiye aur wo he koom ka mazaaj. Her koom ka aik apna mazaaj hota he apne traits hotay hein. Jo koomein apne ander constructive mode rakhti hein unhein aagay berhne se koi nahi rook sakta. Jese Afghan koom ka mazaaj fight wala he aur history batati he ke yahan laraiyan he hoti rahein. England ka mazaj mein rule kerna tha to is ne dunia mein rule kia. Singapore ke loogon ka mazaaj constructive he, to aaj 46 saal ki kaleel mudat mein yeh dunia ka aik distinctive trading hub bana. Nigeria ke loogon pe koi trust nahi kerta un ki corruption ki bina per, kyon ke scamming un ki koom ke mazaj mein shamil he. Water makes it's own way and so is the thinking of a nation. Nation ke mazaj mein corruption aur loot khasoot ho gi to isay koi nai rook paye ga. Libya ke revolution se tum optimistic nahi ho to wahan mein bhi bohat mutmain nahi hoon. Lekin mein is favour mein zaroor tha ke yeh change aaye. Maybe yeh change positive ho aur Libya bhi Malaysia ki tarah kuch achay sabak seekh ker dunia mein aagay berhay. Lekin is k liye abi hamein wait kerna ho ga.
                :thmbup:

                Comment


                • Re: 'Express yourself'

                  Originally posted by Z. View Post
                  Allah karey kisi or ko ye din na dekhna perhey ... mayyit ki be-hurmati jis tareeqey sey in "insaano" ney ki hai wo merey liye unaccceptable thi .... Insaan wo bhi aik musalman aeysa kabhi nahi ker satka hai .....

                  ye kub?????did I miss something....???jahan tuk mera khayal hai i saw each n every video released...sarey reports dekhey..tu aisa tu mai ne kuch nai dekha...!!!
                  Haan jaisey he us ko pakrra tu UN logo ne apna ghaiz'o'ghazab poora utarney ki koshish ki....bilkul koi inkaar nahii.....when he was alive kisi ne mukkey marey tu kisi ne laath....but after that probably goli maar kar us ko halaak kiya hai....den mai ne nai dekha k us k mayyit ki behurmati howi ho...haan us ki laash par kharrey hokar takbeer karna...apni jeet k narey lagana merey khayal mai koi ghalat nahii....
                  agar ap ne aisa kuch dekha ho kuch material ho ap k paas tu plz do provide me...takey mai bhi is zulm k khilaaf awaaz uthaon....ehtejaaj karon is barbariyat k khilaaf....

                  yahan aik baat bata doon...Aboori council ne ye ailaan kiya hai k isey Islami Shairi'at k mutabiq dafan kiya jaye ga...Just for Information***
                  .......................!!!!!

                  Comment


                  • Re: 'Express yourself'

                    hmmmmmmmmm
                    "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                    Comment


                    • Re: 'Express yourself'

                      insan ka sab se bara dushman...shaed us ka apna nafs..

                      Comment


                      • Re: 'Express yourself'

                        @
                        im spinning around ...........move out of my way ....spining around
                        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                        Comment


                        • Re: 'Express yourself'

                          Originally posted by saraah View Post
                          @
                          im spinning around ...........move out of my way ....spining around
                          Tainu koi washing machine te sut gaya aye
                          :thmbup:

                          Comment


                          • Re: 'Express yourself'

                            "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                            Comment


                            • Re: 'Express yourself'

                              by?
                              :thmbup:

                              Comment


                              • Re: 'Express yourself'

                                Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                                by?
                                yeh konsa Jinnatii Word haii....:donno:
                                "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                                Comment

                                Working...
                                X