Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

'Express yourself'

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: 'Express yourself'

    Originally posted by ahsaas View Post
    Woh hum apko nahin bta sakty ...:p

    @

    Insaan ko waqee mein expressive hona chahiye?
    Per hum aap ko zaroor batana chahein ge. Ke insaan ko expressive zaroor hona chahiye. Jo expressive nahi hotay wo kafi kuch khoo dete hein.
    :thmbup:

    Comment

    • Re: 'Express yourself'

      Originally posted by munda_Sialkoty View Post

      Aur jub hum Expressive ho ker kho dety hein ..un k barey mein kia?

      Comment

      • Re: 'Express yourself'

        Originally posted by ahsaas View Post

        Aur jub hum Expressive ho ker kho dety hein ..un k barey mein kia?
        Hamara akhteyaar her cheez per nahi he. Expressive ho ke hum aik risk ko kum kerte hein jisay risk of loosing kehtay hein.
        :thmbup:

        Comment

        • Re: 'Express yourself'

          Risk lena bhi acha hota hai wese ..kam az kam ap wohi kerty hein jo apka dill kahta hai ..
          Expressive ho ke hum aik risk ko kum kerte hein jisay risk of loosing kehtay hein.
          Gud point

          Comment

          • Re: 'Express yourself'

            Originally posted by ahsaas View Post
            Risk lena bhi acha hota hai wese ..kam az kam ap wohi kerty hein jo apka dill kahta hai ..

            Gud point
            Thanx for seconding it :p
            :thmbup:

            Comment

            • Re: 'Express yourself'

              jis Risk ka pata ho k kuch kho dein gy ..

              tab bhi risk le lena chahiye?

              Comment

              • Re: 'Express yourself'

                Originally posted by ahsaas View Post
                jis Risk ka pata ho k kuch kho dein gy ..

                tab bhi risk le lena chahiye?
                Well risk mein surety kisi cheez ki nahi hoti, lekin itna zaroor he ke risk na lene walay loog bohat peechay reh jatay hein. Aik quote jo meri kafi fav. he share kerta hoon.

                Whenever you see a successful businessman, someone once made a courageous decision.

                So bahadur faislon se ager kuch loss hota he to usay part of the game samaj ke bhool jaein aur us se jo milestone achieve hota he us per focused rahein ; )
                :thmbup:

                Comment

                • Re: 'Express yourself'

                  Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                  Well risk mein surety kisi cheez ki nahi hoti, lekin itna zaroor he ke risk na lene walay loog bohat peechay reh jatay hein. Aik quote jo meri kafi fav. he share kerta hoon.

                  Whenever you see a successful businessman, someone once made a courageous decision.

                  So bahadur faislon se ager kuch loss hota he to usay part of the game samaj ke bhool jaein aur us se jo milestone achieve hota he us per focused rahein ; )
                  nice Quote .
                  her baar risk lene ka matlab k hum buhadrii ker rahy hein? kuch bhi khony k liye tyaar rahein ?:donno:

                  Comment

                  • Re: 'Express yourself'

                    Originally posted by ahsaas View Post

                    nice Quote .
                    her baar risk lene ka matlab k hum buhadrii ker rahy hein? kuch bhi khony k liye tyaar rahein ?:donno:
                    Well, over confident nahi hona chahiye, aur win-win situation bhi life mein kum he milti hein. Actually sub kuch black and white nahi hota, baaz aukaat aap ko grey areas ki taraf bhi jana perta he. Yeh aap ki insight aur wisdom he ke aap kis hud tak things ko perceive kerte hein aur accordingly respond kesa kerte hein. Baaz aukaat aap ko situation ko apne mutabik mold kerna perta he, aap ke ander itni mental strength aur decision power honi chahiye. Confused loogon k liye dunia bohat tang he aur un loogon k liye bhi jo faisla kerne mein ya to bohat dair kerte hein ya bohat ziada soochtay hein. Hum sub by default shayad itnay strong nahi hotay lekin practice makes the man perfect. Life mein chotay mootay decision lein apni merzi se, us ke consequences ko courageously bear karein aur aap eventually bahadur ho jaein ge ; )

                      buhat se faisly hoty hein jinhein sirf apko hi lena perta hai ... tou Sochna tou zarori hai .... ager hum apni soch k mutabiq sirf apny haq mein faisla le bhi lety hein tou ye bhi tou theek nahin .... pahly tou khud ko risk mein dalna seekhna chahye ..baad mein dosron ko ... pahly khud per azmaein k kesa lagta hai ..is soch ko ly ker bhi kuch risk lene ko dil nahin kerta .... mager duniya tou sab k liye tang hoti ja rahi hai .. sahi faisla lene walon k liye bhi ..or ghalt kerny wolon k liye tou hai hi..

                        Meri nazar mein double minded hona aur double minded he rehna shayad yeh risk se bhi bara risk hota he. Aisi soorat mein aap kahin ke nahi rehtay. Apni behtari ke liye faisla kerne mein bhi kia herj he? Aur waise bhi situations zaroori nahi ke aik sequence ke saath aap ke samnay aaye. Situation jesi bhi ho aap ko kuch na kuch to decision lena perta he regardless of what mystery or chemistry it comes with. Khair kuch parallel factors hotay hein jinhein hum rule out nahi ker saktay, so situation ko deal kerne ka koi particular formula nahi siwaye is ke ke aap confident hoon aur aap ki decision power achi ho

                          nahin harj tou koi nahin ... khud per bharosa buhat zarori hai ..
                          risk + risk= no risk :)

                          Comment

                          • Re: 'Express yourself'

                            Originally posted by ahsaas View Post

                            nahin harj tou koi nahin ... khud per bharosa buhat zarori hai ..
                            risk + risk= no risk :)
                            Risk + Risk = Loosing or Jackpot or madness

                            While madness never recognize the risk factor and tempt u to move ahead blindly
                            :thmbup:

                            Comment

                            • Re: 'Express yourself'

                              bhonge loghun ka bhonga pun!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!

                              sigpic

                              Comment

                              • Re: 'Express yourself'

                                @ topic

                                want to practice integrity ...... !!!!

                                Comment

                                Working...
                                X