Re: 'Express yourself'
Neend ka kahin naam-o-nishan tak nahin. Kehtey hain jab zehn uljhano ka shikar ho to neend nahin aati - yehi kuchh haal hai apna... na'janey yeh uljhanein kab khatam ho gi...
teri yaad mein aik geet
Neend ka kahin naam-o-nishan tak nahin. Kehtey hain jab zehn uljhano ka shikar ho to neend nahin aati - yehi kuchh haal hai apna... na'janey yeh uljhanein kab khatam ho gi...
teri yaad mein aik geet
kabhi to nazar milao
kabhi to qareeb aao
jo nahin kaha hai
kabhi to samajh bhi jao
ham bhi to hain tumharey
deewaney ho deewaney
ham ney tum ko dekhtey hi dil diya
tum bhi socho tum ney ham sey kya kiya
tum ney kya kiya
mera dil na torro
kabhi dil sey dil milao
ham bhi to hain tumharey
deewaney ho deewaney
dil yeh chahey teri zulfein choom loon
sochta hoon aur tum sey kya kahoon
tum sey kya kahoon
koi faisla do
kabhi to galey lagao
ham bhi to hain tumharey
deewaney ho deewaney
kabhi to qareeb aao
jo nahin kaha hai
kabhi to samajh bhi jao
ham bhi to hain tumharey
deewaney ho deewaney
ham ney tum ko dekhtey hi dil diya
tum bhi socho tum ney ham sey kya kiya
tum ney kya kiya
mera dil na torro
kabhi dil sey dil milao
ham bhi to hain tumharey
deewaney ho deewaney
dil yeh chahey teri zulfein choom loon
sochta hoon aur tum sey kya kahoon
tum sey kya kahoon
koi faisla do
kabhi to galey lagao
ham bhi to hain tumharey
deewaney ho deewaney
Comment