Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
'Express yourself'
Collapse
X
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by Aanchal View Postlagta hai dawaai asar kar rahi hai
Comment
-
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by Aanchal View Postaik chamach
Comment
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by Aanchal View Postaik chamach
Comment
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by mano_billi View Postis se to me ko woh wala gana yad agaya
ik baat kahu dildaraa tere ishq ne hum ko mara :sword:
tu door jey methuu howein, menu kuj vi nazar na aawey
wallah tu sab sey pyara terey ishq ney ham ko mara
puchhoon ga Khuda sey jaa ker, woh husn diya kyun tujhko
meri taubah jis sey tootey kaafir jo bana dey mujh ko
tu husn ka woh shahpara terey ishq ney ham ko mara
:khi:tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: 'Express yourself'
Kabhi kabar aisa hota hai keh koi lamha aisa ho, jo aap ko maazi key kisi lamhey ki ya lamhaat ki, kisi baat ki, kisi zaat ki, kisi waqiyey ki yaad dila dey... maslan..
Aaj bohat shadeed toofan tha, siyaah kaaley baadal aaey, khoob barkha barsi aur hawaein aisi aawazein suna rahi thi jaisey sach mein ho horror movie ka scene ho - toofan-e-baad-o-baraan tha, yeh mausam mujhey bohat pasand hai, main mausam ko dekh raha tha keh mujhey apni teen-age mein likhey huwey kuchh alfaaz yaad aa gaey:
tumhein yaad hai woh siyah raat, jab tu thi meri hamsafar
aasman rota tha, hawaein sasrati thin, main tha gharq teri nazar mein
toofan-e-baad-o-baraan mein taab na thi daboney ki
mera safeena to dooba tha terey aansuoun key bhanwar mein
main ney kisht-e-qalab ko aason key lahoo sey seencha tha
umeedon ki fasl jala di sitam'gar ney pal'bhar mein
main ney chuney they khaas phool unki saij key liyey
unhon ney chabho diyey kantey merey khaloos key jigar mein
....
zara paas aa ker dekh ley haal apney be'haal ka
nigahein bichhaey betha hai diya jalaey dar meinLast edited by Masood; 19 November 2009, 02:15.tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by Masood View PostKabhi kabar aisa hota hai keh koi lamha aisa ho, jo aap ko maazi key kisi lamhey ki ya lamhaat ki, kisi baat ki, kisi zaat ki, kisi waqiyey ki yaad dila dey... maslan..
Aaj bohat shadeed toofan tha, siyaah kaaley baadal aaey, khoob barkha barsi aur hawaein aisi aawazein suna rahi thi jaisey sach mein ho horror movie ka scene ho - toofan-e-baad-o-baraan tha, yeh mausam mujhey bohat pasand hai, main mausam ko dekh raha tha keh mujhey apni teen-age mein likhey huwey kuchh alfaaz yaad aa gaey:
tumhein yaad hai woh siyah raat, jab tu thi meri hamsafar
aasman rota tha, hawaein sasrati thin, main tha gharq teri nazar mein
toofan-e-baad-o-baraan mein taab na thi daboney ki
mera safeena to dooba tha terey aansuoun key bhanwar mein
main ney kisht-e-qalab ko aason key lahoo sey seencha tha
umeedon ki fasl jala di sitam'gar ney pal'bhar mein
main ney chuney they khaas phool unki saij key liyey
unhon ney chabho diyey kantey merey khaloos key jigar mein
....
zara paas aa ker dekh ley haal apney be'haal ka
nigahein bichhaey betha hai diya jalaey dar mein
Comment
Comment