Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
'Express yourself'
Collapse
X
-
Re: 'Express yourself'
bara shaitan qaid hota hai lekan shaitan kay cheelay to moujood hotay hian na :DOriginally posted by Xenya View Post@topic
Ham log hamesha saarey ghalt kaam shaitan pey daal detey hein magar jab ramazan mey shaitan nahi hota tau uss time phir kyun itney ghalt kaam dunya mey ho rahey hotey heiN ...اللھم صلی علٰی Ù…ØÙ…د وعلٰی آل Ù…ØÙ…د کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک ØÙ…ید مجید۔
اللھم بارک علٰی Ù…ØÙ…د وعلٰی آل Ù…ØÙ…د کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک ØÙ…ید مجید۔
Comment
-
Re: 'Express yourself'
cheelay muzakar hota hai :zuban: 372-haha372-haha372-hahaOriginally posted by aabi2cool View Postjaysa k aap:zuban:اللھم صلی علٰی Ù…ØÙ…د وعلٰی آل Ù…ØÙ…د کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک ØÙ…ید مجید۔
اللھم بارک علٰی Ù…ØÙ…د وعلٰی آل Ù…ØÙ…د کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک ØÙ…ید مجید۔
Comment
-
Re: 'Express yourself'
Usney kaha:
... aur aaj usney yeh but bhi torr diya :)Tum but ho! Bas merey samney bethey raho. Na kuchh socho na kuchh kaho na kuchh suno, na kuchh dekho na kuchh mehsoos karo - bas aik but baney merey samney bethey raho! Tumhein meri aankhon sey door nahin hona, kyun keh tum door huwey to mera dil udaas ho jaey ga. Meri nazrein tumhein talashti phirein gi, mujhey kisi kal chain nahin aaey ga, kuchh sujhaii nahin dey ga. Mujhey tumhari zaroorat nahin, na hi mujhey tum sey koi nisbat hai. Magar teri mojoodgi merey liyey zaroori hai.tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
![7 4 14[1]](images/smilies/7_4_14[1].gif)
is waqt sarr mein kiun dard shuru ho jata hay :yy::yy:

Comment