Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
'Express yourself'
Collapse
X
-
Re: 'Express yourself'
Dharti baanjh ho jaey to woh aasman sey bhi ziyada bereham ho jati hai. Kyun keh aasman to apni dastras mein nahin, magar dharti paas hotey huwey bhi kisi kaam ki nahin rehti. Na koi fasal ugti hai aur na zarkhezi rehti hai.
Aurat baanjh ho to uski zindagi ajeeran kar di jati hai. Jaisey aulad aurat khud bnati hai. Woh taqaddus khaak mein mil jata hai jo aurat ki nisbat sey jurra huwa hai. Ussey duniya ki sab sey badi manhoos aur fazool insaan bna diya jata hai.
Sochein jab banjh ho jaein to woh karb pedah karti hain, jo aik haseen takhayyul ko malyamet kar deti hain. Kanvas per mojood tasweer key rang pheeky parr jatey hain, Sur aur ley mein takhleeq ki gaii ghazal aik surood-e-behangaam ban jati hai. Har janib aik bechaini chha jati hai aur kuchh bhi achha nahin lagta.
Meri sochein bhi baanjh ho chuki hain!tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by Masood View PostDharti baanjh ho jaey to woh aasman sey bhi ziyada bereham ho jati hai. Kyun keh aasman to apni dastras mein nahin, magar dharti paas hotey huwey bhi kisi kaam ki nahin rehti. Na koi fasal ugti hai aur na zarkhezi rehti hai.
Aurat baanjh ho to uski zindagi ajeeran kar di jati hai. Jaisey aulad aurat khud bnati hai. Woh taqaddus khaak mein mil jata hai jo aurat ki nisbat sey jurra huwa hai. Ussey duniya ki sab sey badi manhoos aur fazool insaan bna diya jata hai.
Sochein jab banjh ho jaein to woh karb pedah karti hain, jo aik haseen takhayyul ko malyamet kar deti hain. Kanvas per mojood tasweer key rang pheeky parr jatey hain, Sur aur ley mein takhleeq ki gaii ghazal aik surood-e-behangaam ban jati hai. Har janib aik bechaini chha jati hai aur kuchh bhi achha nahin lagta.
Meri sochein bhi baanjh ho chuki hain!
Mujay to tumhari soochein bohat zarkheez lag rahi hein :thmbup::thmbup:
Comment
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by munda_sialkoty View Postmolvi, Kheriyat To Hay, Yaar Tu To Strong Boy He, Tujay Kia Ho Gaya :donno:ہاں یار خیریت ہی ہے بس کبھی کبھی من بوجھل ہوتو اکھیاں اس کا بوجھ اٹھانے سے قاصر ہوجایا کرتی ہیں اورایسے میں اکھیاں ہمہ وقت برس جانے کے کسی جواز کی تلاش میں رہتی ہیں کہ کب کوئی جواز میسر آئے اور یہ من کا بوجھ برس کر ہلکا کردیںساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by aabi2cool View Postہاں یار خیریت ہی ہے بس کبھی کبھی من بوجھل ہوتو اکھیاں اس کا بوجھ اٹھانے سے قاصر ہوجایا کرتی ہیں اورایسے میں اکھیاں ہمہ وقت برس جانے کے کسی جواز کی تلاش میں رہتی ہیں کہ کب کوئی جواز میسر آئے اور یہ من کا بوجھ برس کر ہلکا کردیں
Yaar hota he, part of life....but you are a strong man, don't forget it :na::thmbup:
Comment
Comment