Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
'Express yourself'
Collapse
X
-
Re: 'Express yourself'
@topic:
Khirrki sey bahir dekh raha hoon, Motorway qareeb hi hai - garriyan aati hain, chali jati hain - zindagi apni ravvish per qayim dayim hai. Beshak kaaley badal hain, andhera hai, barish bhi ho rahi hai... ab soch raha hoon keh khirrki band kar doon!tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: 'Express yourself'
Aaj aisa lag raha hai k sab yahan hotay huay bhi koi nahi hai.....
sab khamosh pata nahi sab k paas alfaz khatam ho gai hain ya
kuch likhna nahi chahtay........dukh mein aisa he hota hai kuch
bolna kuch sun,na achha nahi lagta bas khamoshi achhi lagti hai
lekin is khamoshi ko torna hoga is dukh ko alfaz ka roop den takay
Masood bhai majboor ho jai aur apna faisla wapis le lensigpic
Comment
-
Re: 'Express yourself'
kisi k pass alfaz khatam nahin howay
bus sab ko aik dar sa ha bol tu sab bohat
bara rahay hen likan is mein sab dar shamil ha
dar ha tu pg se juda honay ka kher
Allah isay din dugni aur rat chugni tarqi da
aur admin ko himat da k woh isay chala sakin aur un ki tamam pareshanion ko door farma
AAMEEN
Comment
-
Re: 'Express yourself'
feeling bad
worried too.
sab kuchh boht ajeeb ho raha hy.
Masood sir ko yeh baat pata honi chahiay k pgeons k liy koi bhi unka mutbaadil nhi ho sakta.kabhi bhi nhi:a stick:
i wish masood sir wapis a jain. aur PG phir say pehly jaysa ho jay.aur yahan say koi bhi na jaaiy.
agar yeh sab loog chalay gay to hum yahan reh k kya karien gy.
Comment
-
Re: 'Express yourself'
agar ghar ka sarbarah shafeeq ho caring ho, har fard ko ik jaysi ehmiyat dayta ho.aur har cheez aur har baat ka khayal rakhta ho to haan phir sab ko wohi azeez hota hay....aur koi kitna bhi achha uski jagah par aa jay...uski jagah kabhi nhi lay sakta.koi kisi ka mutbadil nhi ho sakta .
to jab koi itna ehm ho to ussay agar rooka ja sakta ho to rooknay ki ik koshish to zaroor karni chahiay na.
aur aap k sawal ka jawab to simply yeh hay k duniya mien koi bhi cheez koi bhi shakhs hamaysha kisi k pass nhi rehta.magar us k nah honay say sab kuchh pehlay jaysa bhi nhi rehta
Comment
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by *Duaa* View Postagar ghar ka sarbarah shafeeq ho caring ho, har fard ko ik jaysi ehmiyat dayta ho.aur har cheez aur har baat ka khayal rakhta ho to haan phir sab ko wohi azeez hota hay....aur koi kitna bhi achha uski jagah par aa jay...uski jagah kabhi nhi lay sakta.koi kisi ka mutbadil nhi ho sakta .
to jab koi itna ehm ho to ussay agar rooka ja sakta ho to rooknay ki ik koshish to zaroor karni chahiay na.
aur aap k sawal ka jawab to simply yeh hay k duniya mien koi bhi cheez koi bhi shakhs hamaysha kisi k pass nhi rehta.magar us k nah honay say sab kuchh pehlay jaysa bhi nhi rehta
Lekin Jab ghar ka sarbarah he jana chah raha ho to ??
May be un ki koi Problem ho
majbur houn
Khair
I wish ke app un ko rok sakein
aur woh ruk jaein
Insha Allah
Comment
-
Re: 'Express yourself'
jo ho raha hai acha nahi ho raha kam az kam oon logoo ka he khayal kiya jaye jo log pg per itna arsa mehnut kartay rahay hain aur jinhoo ne pg ko aik kamyaab forum bananay may apna aham kardar ada kiya..agar pg band ker diya jata hai yah phir aisa nahi hota jis tarha tamam mem chah rahay hain hain tou yeh bohut bari ziyadti hain oon logoo k saath jo itna arsa pg k liye mehnut kartay rahay hain ..............be positive think positive
Comment
-
Re: 'Express yourself'
Originally posted by BUS U HE View Postjo ho raha hai acha nahi ho raha kam az kam oon logoo ka he khayal kiya jaye jo log pg per itna arsa mehnut kartay rahay hain aur jinhoo ne pg ko aik kamyaab forum bananay may apna aham kardar ada kiya..agar pg band ker diya jata hai yah phir aisa nahi hota jis tarha tamam mem chah rahay hain hain tou yeh bohut bari ziyadti hain oon logoo k saath jo itna arsa pg k liye mehnut kartay rahay hain ..............be positive think positiveu can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."
:pr:
Comment
Comment