Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

'Express yourself'

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: 'Express yourself'

    Originally posted by senorita View Post
    wakai ab aap ka banta he
    Sukher he tum ne mujay pechaan liya Rita :khi:
    :thmbup:

    Comment


    • Re: 'Express yourself'

      Originally posted by aabi2cool View Post
      :khi::khi::khi:
      haan gud ab ese hi mooh par hath rakh kar hansa karen:wk

      Comment


      • Re: 'Express yourself'

        Originally posted by senorita View Post
        wakai ab aap ka banta he
        ہن آیا ای ص
        :khi:
        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        mein ban'nay na ban'nay ka production in charge hoon :khi:
        تجھے کسی نے گھر میں کبھی چائے نہیں پوچھی اور تو انچارج ہے

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Sukher he tum ne mujay pechaan liya Rita :khi:
        ہاں ہاں ُشکر ہے ورنہ پتا ہے سینوریٹا اس نے نہ مانگنا شروع کردینا ہے
        :kr::kr::kr:
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment


        • Re: 'Express yourself'

          Originally posted by aabi2cool View Post
          ہن آیا ای ص
          :khi:
          تجھے کسی نے گھر میں کبھی چائے نہیں پوچھی اور تو انچارج ہے


          ہاں ہاں ُشکر ہے ورنہ پتا ہے سینوریٹا اس نے نہ مانگنا شروع کردینا ہے
          :kr::kr::kr:
          Aaj teri jugtoon se waqee bohat hassi aai :kr:yaar tu to molvi se marasi ban gaya :kr::kr::kr:
          :thmbup:

          Comment


          • Re: 'Express yourself'

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Aaj teri jugtoon se waqee bohat hassi aai :kr:yaar tu to molvi se marasi ban gaya :kr::kr::kr:
            ہاں ہاں میں میراثی ہوں اور اسلام میری میراث ہے
            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

            Comment


            • Re: 'Express yourself'

              Originally posted by aabi2cool View Post
              ہاں ہاں میں میراثی ہوں اور اسلام میری میراث ہے
              yaar tu ne agar mujay lafzoon ki maar maari to mein tujay us cheez se maaar maaron ga jis se tera khussa veya kerne wala he :kr:
              :thmbup:

              Comment


              • Re: 'Express yourself'

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                yaar tu ne agar mujay lafzoon ki maar maari to mein tujay us cheez se maaar maaron ga jis se tera khussa veya kerne wala he :kr:
                han han ahr baywaqoof ka akhri hathyar wohi hota hay :khi:
                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                Comment


                • Re: 'Express yourself'

                  Originally posted by aabi2cool View Post
                  han han ahr baywaqoof ka akhri hathyar wohi hota hay :khi:
                  Dekh mujay apnay hathyaaron, aur auzaaron ko kub aur kahan istamaal kerna he, yeh mein bakhoobi jaanta hoon
                  :thmbup:

                  Comment


                  • Re: 'Express yourself'

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    Dekh mujay apnay hathyaaron, aur auzaaron ko kub aur kahan istamaal kerna he, yeh mein bakhoobi jaanta hoon
                    دیکھ ہتھیاروں کا استعمال تو بخوبی کر چکا چل اب شاباش اپنے اوزار اُٹھا اور چل کے سارے محلے کے بند گٹر کھول کے آ
                    :khi::khi::khi:
                    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                    Comment


                    • Re: 'Express yourself'

                      bahot dino baad dil chaha k kuch likhoon yahan
                      kuch der pehlay mene socha k chalo aaj raat jaldi so
                      jatay hain lekin neend aankhoon se kosoon door thi
                      kai khiyalat zehan mein aaye kuch beeti yaaden
                      kuch beeti baaten aain aur meri neend urra kar le gain
                      mein uth kar yahan aa gaya

                      us shakhs se faqt itna se taluq hai faraz
                      woh preshan ho to hamein neend nahi aati
                      sigpic

                      Comment


                      • Re: 'Express yourself'

                        Originally posted by WASI ANJUM View Post
                        bahot dino baad dil chaha k kuch likhoon yahan
                        kuch der pehlay mene socha k chalo aaj raat jaldi so
                        jatay hain lekin neend aankhoon se kosoon door thi
                        kai khiyalat zehan mein aaye kuch beeti yaaden
                        kuch beeti baaten aain aur meri neend urra kar le gain
                        mein uth kar yahan aa gaya

                        us shakhs se faqt itna se taluq hai faraz
                        woh preshan ho to hamein neend nahi aati
                        aap ki mye udasi to hamary baray kaam ki hay jo aap ko pegham par lay aati hay :phool:
                        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                        Comment


                        • Re: 'Express yourself'

                          Originally posted by aabi2cool View Post
                          دیکھ ہتھیاروں کا استعمال تو بخوبی کر چکا چل اب شاباش اپنے اوزار اُٹھا اور چل کے سارے محلے کے بند گٹر کھول کے آ
                          :khi::khi::khi:
                          Buchpan se tujay samjata aa raha hoon ke apna kaam khud kerne mein he azmat he, lekin tere ander to azmat naam ki cheez ka koi wajood he nahi :donno:
                          :thmbup:

                          Comment


                          • Re: 'Express yourself'

                            ghusa araha he mujhe

                            Comment


                            • Re: 'Express yourself'

                              jab hum chhotay thay to aksar soocha karty thay k loog itnay zaalim aur khud garz kiun hoty hien.agar sab miljul k rahien pyar say rahien to yeh duniya jannat ban jaay.
                              aaj jab hum baray ho gay hien to lagta hay k hum khud bhi waysay to nhi jaysa hum khud ko bachpan mien soochtay thay.itnay narm mizaaj aur khush dil.
                              aakhir kiun........................
                              jawaab zayaada door nhi tha.boht saada si baat hay ...duniya ki haqeeqatien itni talkh hien k in say larty lartay insaan gayr mehsoos tareeqay say inhien khud mien samoota jaata hay aur phir yun hota hay k woh talkhiyaan insaan k lehjay say jhalakti hien aur us k har amal say waazeh hoti hien.

                              Comment


                              • Re: 'Express yourself'

                                Originally posted by senorita View Post
                                ghusa araha he mujhe
                                to pi jaoo na sis:yy:

                                Comment

                                Working...
                                X