Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

'Express yourself'

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: 'Express yourself'

    Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
    Jalnay Walay Allah apko bhi de 372-haha

    mil geya to dono baant lein gey - keh aap ko bhi ash'shad zaroorat hai :khi:
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • Re: 'Express yourself'

      Originally posted by Masood View Post
      mil geya to dono baant lein gey - keh aap ko bhi ash'shad zaroorat hai :khi:
      Nahin aap is k behtreeN haqdaaR hain
      sigpic

      Comment


      • Re: 'Express yourself'

        Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
        Nahin aap is k behtreeN haqdaaR hain
        mujhey aap key haq per daka nahin daalna - so jo aap key liyey woh aap hi ko suite karta hai :p
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: 'Express yourself'

          Originally posted by Masood View Post
          mujhey aap key haq per daka nahin daalna - so jo aap key liyey woh aap hi ko suite karta hai :p
          jo humaray liey hoga hum wo khud hee lay leiN gay aap ziada aukhhay na hoN 372-shock
          sigpic

          Comment


          • Re: 'Express yourself'

            Uffff neeni aarahi hay itniii :cmm:
            sigpic

            Comment


            • Re: 'Express yourself'

              Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
              jo humaray liey hoga hum wo khud hee lay leiN gay aap ziada aukhhay na hoN 372-shock
              aukha to hona parrta hai na - ab aqal ki andhi, aankh sey nadeedi Bibi ko samajh nahin ho gi to dasna to parrey ga na keh kaun sa mask aap ko haseen bnaa sakta hai :D
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: 'Express yourself'

                Originally posted by Masood View Post
                aukha to hona parrta hai na - ab aqal ki andhi, aankh sey nadeedi Bibi ko samajh nahin ho gi to dasna to parrey ga na keh kaun sa mask aap ko haseen bnaa sakta hai :D
                bara tajruba bol raha hay 372-haha
                sigpic

                Comment


                • Re: 'Express yourself'

                  Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                  bara tajruba bol raha hay 372-haha
                  haan to pichhley kaii salon ki dosti hai tum sey - kitney hi mask to tumhein laa ker diyey hain, ab tum KISI mein BHI haseen nahin lag sakti to is mein mera dosh?? :khi:
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: 'Express yourself'

                    Originally posted by Masood View Post
                    haan to pichhley kaii salon ki dosti hai tum sey - kitney hi mask to tumhein laa ker diyey hain, ab tum KISI mein BHI haseen nahin lag sakti to is mein mera dosh?? :khi:
                    saaf kyun nhin kehtay k ye ,masks aap apnay ooper truy kartay hain jabhi itni knowledge hay :kr:
                    aap kuch bhi try kareN , rahein gay koylay ki kaan hee :kr:
                    sigpic

                    Comment


                    • Re: 'Express yourself'

                      Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                      saaf kyun nhin kehtay k ye ,masks aap apnay ooper truy kartay hain jabhi itni knowledge hay :kr:
                      aap kuch bhi try kareN , rahein gay koylay ki kaan hee :kr:
                      kisi shaakh sey ulti latki hui chimgadarr sari batein kitni safaii sey bhool gaii ho - jab bhi mask ley ker aaya karta tha, tumhari bachhein khil jatin thi, har baar try karney key baad boothi aisey latka key beth jaya kari jaisey aaj subah is post mein:

                      Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: 'Express yourself'

                        Allah hamari mushkilaat door farmaey.ameen:dua

                        Comment


                        • Re: 'Express yourself'

                          Uthana khud ko parta hai, thaka hua jism apna,
                          Kay saans ruknay se pehle koi kandha nahi deta.


                          Comment


                          • Re: 'Express yourself'

                            اب کے کھل جائیں خزانے نفسِ سوزاں کے
                            اب کے محرومی اظہار نہ ہونے پائے

                            یہ جو غدّار ہے اپنی ہی صفِ اوّل میں
                            غیر کے ہاتھ کی تلوار نہ ہونے پائے

                            یوں تو ہے جوہرِ گفتار بڑا وصف مگر
                            وجہ بیماری گفتار نہ ہونے پائے
                            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                            Comment


                            • Re: 'Express yourself'

                              Originally posted by aabi2cool View Post
                              اب کے کھل جائیں خزانے نفسِ سوزاں کے

                              اب کے محرومی اظہار نہ ہونے پائے

                              یہ جو غدّار ہے اپنی ہی صفِ اوّل میں
                              غیر کے ہاتھ کی تلوار نہ ہونے پائے

                              یوں تو ہے جوہرِ گفتار بڑا وصف مگر
                              وجہ بیماری گفتار نہ ہونے پائے

                              aabi bhai miaaaaaaaaaaaoooooonnnnnnnnnn :ANYWORDsofa
                              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                              Comment


                              • Re: 'Express yourself'

                                Originally posted by aabi2cool View Post
                                اب کے کھل جائیں خزانے نفسِ سوزاں کے
                                اب کے محرومی اظہار نہ ہونے پائے

                                یہ جو غدّار ہے اپنی ہی صفِ اوّل میں
                                غیر کے ہاتھ کی تلوار نہ ہونے پائے

                                یوں تو ہے جوہرِ گفتار بڑا وصف مگر
                                وجہ بیماری گفتار نہ ہونے پائے
                                aabhi bhai u laal se kale kyun ho gae

                                Comment

                                Working...
                                X