Re: 'Express yourself'
ley is tarha bulaney sey kya faidah? ya to apney hathon sey chaey bnaa ker biscuit waghera tayyar kar key rakho aur bulao to ham aaein na - aisey sukki pesh-kash peh kaun aata hai?? Yeh na ho keh ham aaein aur kahein keh ham chaey peeney aaein hain aur aap kahein: to jaa ker bnaa lein
Originally posted by saraah
View Post

Comment