Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

LarkiaN aur Zaheeeeeeen Aik Haqeeqat Ya dhoka...

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: LarkiaN aur Zaheeeeeeen Aik Haqeeqat Ya dhoka...

    Originally posted by Khalil View Post
    main punjab university kee baat ker raha hun coz k main Os ka student hun abi....doning master....in islamic stdy....
    aur punjab uni k bary main sab maloomat hain aur last five years sy yehi hay prvate No ly jaty hian

    aur bakee ager hadis hui to inshaALLAH share kerloonga
    Brother main ne aap se pehlay bhi kaha hai k app sirf apna zati kial paish kar rahe hoooooooooo aur jo aap k samne hia wohi kaha hai
    lekin main overall baaaaaat kar raha hoooooooon mujhe punjab uni k baray main ko maloooomat nahin hai iss liye main uss baray main kuc nahi keh sakta
    aur HADEEEES ka intezar rhae ga kion k bohat important baaaaaaaat hai
    Har-Fun-Moula

    Comment

    • #17
      Re: LarkiaN aur Zaheeeeeeen Aik Haqeeqat Ya dhoka...

      Originally posted by Hamsafar View Post

      Chaloo bhai mery yehan sab ny zati khiyal hee paish kerna hay naa

      ya akhbar sy parr ker aap ko batana hay

      Comment

      • #18
        Re: LarkiaN aur Zaheeeeeeen Aik Haqeeqat Ya dhoka...

        Originally posted by Khalil View Post
        Chaloo bhai mery yehan sab ny zati khiyal hee paish kerna hay naa

        ya akhbar sy parr ker aap ko batana hay

        hmmmmmmm
        theek hia birather
        mere galti maff farmayein

        akhbar se bohat kuch milta hia zaorrrrror parha karooooooo
        Har-Fun-Moula

        Comment

        • #19
          Re: LarkiaN aur Zaheeeeeeen Aik Haqeeqat Ya dhoka...

          Aik aur point jo merey mind main aaya .. socha share ker loon -- aaj kal girls ko chances n encouragement bhi past ki nisbat ziada di ja rahi hai in South-Asian Culture-&-Muslim Women Education Federations bhi is silsiley main kaam ker rahi hain -- its so simple ke girls hardworker hain aur devoted. As a Member of Muslim women Education Federation-- I have noticed ke agar lerrkion ko jo gheron main bethi hein education hasil kerna chahti hein lekin culture n family based restriction ki zad main rehti hain .. later on bhi wo studies main aayen to to khud ke talent ko proof kerti zaroor hain -- In my personal point of view -- Girls mehnti is liye bhi hoti hain ke un ke sar pe har waqt aik sword-talwaar hang ker di jaati hai.. that is ... "Shaadi" anyways... ziada na keh jaoon main kahin .. so see ya all .. Rab Raakhaa .. :rose
          Visit My Early PS Work
          You Are Welcome To Comment

          Comment

          • #20
            Re: LarkiaN aur Zaheeeeeeen Aik Haqeeqat Ya dhoka...

            Originally posted by Aania View Post
            Aik aur point jo merey mind main aaya .. socha share ker loon -- aaj kal girls ko chances n encouragement bhi past ki nisbat ziada di ja rahi hai in South-Asian Culture-&-Muslim Women Education Federations bhi is silsiley main kaam ker rahi hain -- its so simple ke girls hardworker hain aur devoted. As a Member of Muslim women Education Federation-- I have noticed ke agar lerrkion ko jo gheron main bethi hein education hasil kerna chahti hein lekin culture n family based restriction ki zad main rehti hain .. later on bhi wo studies main aayen to to khud ke talent ko proof kerti zaroor hain -- In my personal point of view -- Girls mehnti is liye bhi hoti hain ke un ke sar pe har waqt aik sword-talwaar hang ker di jaati hai.. that is ... "Shaadi" anyways... ziada na keh jaoon main kahin .. so see ya all .. Rab Raakhaa .. :rose
            Great Aaina jee bohat acha point aap ne shair kia hai
            waisay ye baaaaat to aap ki theeek hai k larkian mehnti hoti hian magar shaddi wali baaaat kuch pale nahin pari iss se mehnat ka ya position lene ka koi taulq nazar nahin ata hai ...................mujhye to aisa lagta hai k larkian chonke farig ziada hoti hain aur un k pass parhne k liye time bhi ziada hota hia zehni tenssion bhi kam hoti hai larkoon ki nisbat iss waja se wo in se do hath aage hian ./.........
            ...........
            Har-Fun-Moula

            Comment

            • #21
              Re: LarkiaN aur Zaheeeeeeen Aik Haqeeqat Ya dhoka...

              Originally posted by fari View Post

              Ya apnay apnay ap ko kharajay tahseen paish kiya ha ya phir larkiyon ko hardworker kaha ha:hhh:
              jub mein ne reply post kia to mujay apni ghalti ka ehsaas ho gaya tha, mujay forun yaad aa gaya tha ke tum goomti phirti yahan pe aao gi aur mera reply perh ker aisa he aik reply do gi :fuming:
              :thmbup:

              Comment

              • #22
                Re: LarkiaN aur Zaheeeeeeen Aik Haqeeqat Ya dhoka...

                Originally posted by Hamsafar View Post
                sallam
                Lagta hai aap bohat zaheeeeeeeen ho aur khushi hoi jaaaaan kar k aap boht intelligent hoooooooooo............................yar pata nahin kia hia k meri life main to larkion ko position patey dekha hia .....................
                aur aaab aap kissi bhi boorad ka result dekh lo pehli position par larkian hi nazar aain gi ..........................aaaj kal to bohat fashion aa gaya hia
                pata nahin larkian fashion se kaisay time nikal latei hian

                well...jahan tak mujay idea he, larkiyan arts ke subjects mein larkon se achi hoti hein lekin technical education i mean science subjects mein larkon se achi nahi hein...mein baat aksariyat ki ker raha hoon...mein ne chand aik larkiyaan he dekhi hein jo mathematics aur chemistry jese subjects mein achi hoon, haan larkay kafi achay hotay hein aur dekhay bhi hein :)
                :thmbup:

                Comment

                • #23
                  Re: LarkiaN aur Zaheeeeeeen Aik Haqeeqat Ya dhoka...

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  jub mein ne reply post kia to mujay apni ghalti ka ehsaas ho gaya tha, mujay forun yaad aa gaya tha ke tum goomti phirti yahan pe aao gi aur mera reply perh ker aisa he aik reply do gi :fuming:

                  Phir bhi apnay reply kiya:tauba .....ya jantay howay kah fari asa hi reply karay gi:zuban: :zuban:
                  abb zayda jal jal kar Laal na hoiya.:tasali: kukar nahi tu roasted mandak bhi ban saktay hain app....Pehlay souch kar reply kartay tu mai reply na karti na

                  Comment

                  • #24
                    Re: LarkiaN aur Zaheeeeeeen Aik Haqeeqat Ya dhoka...

                    Originally posted by fari View Post
                    Phir bhi apnay reply kiya:tauba .....ya jantay howay kah fari asa hi reply karay gi:zuban: :zuban:
                    abb zayda jal jal kar Laal na hoiya.:tasali: kukar nahi tu roasted mandak bhi ban saktay hain app....Pehlay souch kar reply kartay tu mai reply na karti na

                    bara bahaduri wala kaam ker rahi ho...shaabaash :tasali:
                    :thmbup:

                    Comment

                    Working...
                    X