Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

??????????

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ??????????

    ALLAH NE SUB INSANO KO BARABAR PAIDA KYA YA SUB INSAN BARABAR HAIN TO SAB INSAN KAISE BARABAR HAIN ????

  • #2
    Re: ??????????

    Originally posted by mahek View Post

    Sab sey pehley to aap is baat ko samjhein keh BRABAR honey sey murad kya hai? Kya har insaan ka qad aik sa hai? Nahin, kya har insaan ka rutba (duniyavi) aik sa hai? Nahin, kya har insaan ka rang aik sa hai? Nahin, kya har insaan ki bnawat aik si hai? Nahin to phir insaan braber to na huwey!!!

    Jis braberi ki baat hui hai woh aik takhleeq key tor per hai keh har insaan ko paidaishi aik jaisa rutbah dey ker pedah kiya geya hai. Pedaishi tor per har insaan braber hai - kisi bhi kisam ki tafawut nahin, na mazhab ki, na rang-o-nasal ki - kuchh bhi - har bacha musalman pedah hota hai - phir muashraa ussey apney rango mein dhalta hai, koi muslim rehta hai to koi ghair-muslim.

    Muashrey ney bhi insaan key liye tabqey bnaa liyey hain, kahin dolat sye pehchan hoti hai to kahin jaah-o-jalaal sey, kahin hasb-o-nasab dekha jata hai to kahin zahiri jaah-o-jalaal. Magar in tumaam baton key bawajood insaan ki braberi isi liye hai keh jab tak koi insaan apni achhai ya buari zahir nahin karta (apney qol-o-fail sey) woh braber hota hai - farq wahan aata hai jab insaan apney qol-o-fail sey sabit ho.

    Baqi jahan tak baat hai Allah Tala ki to Allah key nazdeek wohi insaan doosrey insaan sey mukhtalif hai jo TAQWA per ho. Taqwa key bghair koi farq nahin :)
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment

    • #3
      Re: ??????????

      Originally posted by mahek View Post
      ALLAH NE SUB INSANO KO BARABAR PAIDA KYA YA SUB INSAN BARABAR HAIN TO SAB INSAN KAISE BARABAR HAIN ????
      Acha question he.

      Jub yeh kaha jata he ke sub insaanon ko barabar paida kia gaya he ya sub insaan barabar hein...to is se muraad yeh he ke Allah taalah ne insaanon mein faraq nahi rakha, Allah ki nazar mein sub brabar hein...sub ki tehleeq aik he tareekay se hui aur yeh insaaniyat ka rutba he, aur jahan tak samaji rutbay ki baat he to yeh insaan ke khud ke banaye huay hein...koi ameer he koi ghareeb...lekin Allah ke nazdeek sabi barabar hein...Allah sub ko aik he kasooti pe parakhta he :) haan Albata, jo ziada perhaizgaar he wo Allah ke ziada kareeb he :)
      :thmbup:

      Comment

      • #4
        Re: ??????????

        Ek hi saff mei kharey ho gayeh mehmood-o-ayaz
        na koi banda raha, na koi banda nawaz

        Khuda ke samney sab ek hain, ek adam ki aulad, yahan kisi kisan ki jins, rang, nasl, zaat paat ki baat nahi aati, sab se pehley her koi insan hai, jissey khuda ne dosrey insan ki tarah hi paida kiya hai.
        sigpic

        Comment

        • #5
          Re: ??????????

          sahi kaha aap teeno ne..:jazak: :rose

          Comment

          • #6
            Re: ??????????

            Aslamo alykum , aap ny jo sawal poucha hy us ka jawab deny se pehly main apny teeno moazaz mimbraan yani masood bhai , aamir, aur saima sister ki ray se ikhtilaf karoon ga.kiuonk teeno hi membraan ny taqreeban aik baat ye kahi hy aur wo ye k ....
            ALLAH k NAZDEEK TAMAM INSAAN BARABAR HAIN.
            ye baat quran o hadees ki rooh se ghalat hy kiuonk ALLAH k nazdeek us k payaron ka rutba us ki bargah main fardan fardan hy jis ki dalil sura baqra ki ayat #253 hy jis ka aik hisy ka tarjuma ye hy k ...
            ye sab rasool hain in main se baz par allah ny baz ko fazeelat de ....253 albaqra
            iss ayat se sarahatn ye sabit hota hy k ALLAH k nazdeek har insaan barabar naheen hy balk baz insaano (yani rasoolon) main se baz ko baz par fazeelat hasil hy.. issi tarah darja badarja degar insano main bhi....

            ALLAH NE SUB INSANO KO BARABAR PAIDA KYA YA SUB INSAN BARABAR HAIN TO SAB INSAN KAISE BARABAR HAIN ????

            aap ka poucha gaya ye sawal na to qurani ayat hy aur nahi kisi hadees main is tarah se aya hy k sab insaan barabar hain ..jabk is k muqably main jo qurani ayat main aya wo ye hy k...
            TUM MAIN SE ALLAH K NAZDEEK SAB SE MUKARAM(yani izat wala) WO HY JO SAB SE ZIYADA MUTQI HY
            ...ye aayt bhi zahir karahi hy k ALLAH k nazdeek insaano k mukhtlif madaraj hain aur in darjon ka madar ittqa par hy yani parhaiz gari per..
            is k illwa khutba hijtul widah main aap saw ny jo ye farmaya k aaj k bad kisi gory ko ksi kaly aur kisi arbi ko kisi ajmi par koi fooqiyat naheen wo hargiz iss aayat k khilaf naheen balk aap ka wo farman aik makhsos pas manzar main tha yani us waqat rang o nasal qoomo qabila aur allaqa aur watan k but insaani zehno par sawar thy jin ko torny kiliye aap ny ye farmaya k kisi ko kisi dosry par mehaz in bunyadon ki waja se koi fazeelat naheen ...
            raha aap ka ye kehna k sab insaan barabar hain to phir issy kaysy samjha jay to seedhi se baat hy ye na to koi hadees hy aur na hi koi aayat.. likin agar phir bhi aap is jumla k pasmanzar ko samjhna hi chati hain to us kiliye arz ye hy k is se murad hy k nafse bashar hony main yani makhlooq hony main sab insaan barbar hain.. yani nafse bashriyat main sab barabar hain ..jaysy k quran main nabi akram saw se kehlawaya gaya k aap keh dijiye k main bhi tum jaysa insaan hon...
            is ka matlab serf ye hy k ALLAH ki makhlooq hony main aur jinsy bashar hony main main tum jaysa hon ..yani aap saw nafse bashriyat main sab mkhlooq ki tarah makhlooq hi hain likin aap par wahi utrarti hy aap ALLAH k tamam rasoolon main se sab se ala ho aap ki izat o martaba sab se buland hy degar makhlooqat main se ...ummeed hy baat aap ki samjh main aagai hogai..w/salaam aabi:salam: :rose
            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

            Comment

            • #7
              Re: ??????????

              Originally posted by aabi2cool View Post

              sahi kaha Aabi aapne..asal mein ye sawal mujhse kisi ne kiya tha to meine apni taur per unko reply bhi kiya tha lekin phir bhi khud ki tassali ke liye yehan bhi post kardiya..yehan per mashaAllah kafi zaheen log hain...:)

              thanx 4 reply:rose

              Comment

              • #8
                Re: ??????????

                Originally posted by mahek View Post
                sahi kaha Aabi aapne..asal mein ye sawal mujhse kisi ne kiya tha to meine apni taur per unko reply bhi kiya tha lekin phir bhi khud ki tassali ke liye yehan bhi post kardiya..yehan per mashaAllah kafi zaheen log hain...:)

                thanx 4 reply:rose
                ur welcome aap ko jab bhi koi masla ho yahaan bila jhijhak pouch liya kareen inshALLAH is fouram per har banda apni feeld ka master mily ga aap ko..
                Last edited by aabi2cool; 7 September 2006, 16:17.
                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                Comment

                • #9
                  Re: ??????????

                  Originally posted by aabi2cool View Post
                  Aslamo alykum , aap ny jo sawal poucha hy us ka jawab deny se pehly main apny teeno moazaz mimbraan yani masood bhai , aamir, aur saima sister ki ray se ikhtilaf karoon ga.kiuonk teeno hi membraan ny taqreeban aik baat ye kahi hy aur wo ye k ....
                  ALLAH k NAZDEEK TAMAM INSAAN BARABAR HAIN.
                  ye baat quran o hadees ki rooh se ghalat hy kiuonk ALLAH k nazdeek us k payaron ka rutba us ki bargah main fardan fardan hy jis ki dalil sura baqra ki ayat #253 hy jis ka aik hisy ka tarjuma ye hy k ...
                  ye sab rasool hain in main se baz par allah ny baz ko fazeelat de ....253 albaqra
                  iss ayat se sarahatn ye sabit hota hy k ALLAH k nazdeek har insaan barabar naheen hy balk baz insaano (yani rasoolon) main se baz ko baz par fazeelat hasil hy.. issi tarah darja badarja degar insano main bhi....

                  ALLAH NE SUB INSANO KO BARABAR PAIDA KYA YA SUB INSAN BARABAR HAIN TO SAB INSAN KAISE BARABAR HAIN ????

                  aap ka poucha gaya ye sawal na to qurani ayat hy aur nahi kisi hadees main is tarah se aya hy k sab insaan barabar hain ..jabk is k muqably main jo qurani ayat main aya wo ye hy k...
                  TUM MAIN SE ALLAH K NAZDEEK SAB SE MUKARAM(yani izat wala) WO HY JO SAB SE ZIYADA MUTQI HY
                  ...ye aayt bhi zahir karahi hy k ALLAH k nazdeek insaano k mukhtlif madaraj hain aur in darjon ka madar ittqa par hy yani parhaiz gari per..
                  is k illwa khutba hijtul widah main aap saw ny jo ye farmaya k aaj k bad kisi gory ko ksi kaly aur kisi arbi ko kisi ajmi par koi fooqiyat naheen wo hargiz iss aayat k khilaf naheen balk aap ka wo farman aik makhsos pas manzar main tha yani us waqat rang o nasal qoomo qabila aur allaqa aur watan k but insaani zehno par sawar thy jin ko torny kiliye aap ny ye farmaya k kisi ko kisi dosry par mehaz in bunyadon ki waja se koi fazeelat naheen ...
                  raha aap ka ye kehna k sab insaan barabar hain to phir issy kaysy samjha jay to seedhi se baat hy ye na to koi hadees hy aur na hi koi aayat.. likin agar phir bhi aap is jumla k pasmanzar ko samjhna hi chati hain to us kiliye arz ye hy k is se murad hy k nafse bashar hony main yani makhlooq hony main sab insaan barbar hain.. yani nafse bashriyat main sab barabar hain ..jaysy k quran main nabi akram saw se kehlawaya gaya k aap keh dijiye k main bhi tum jaysa insaan hon...
                  is ka matlab serf ye hy k ALLAH ki makhlooq hony main aur jinsy bashar hony main main tum jaysa hon ..yani aap saw nafse bashriyat main sab mkhlooq ki tarah makhlooq hi hain likin aap par wahi utrarti hy aap ALLAH k tamam rasoolon main se sab se ala ho aap ki izat o martaba sab se buland hy degar makhlooqat main se ...ummeed hy baat aap ki samjh main aagai hogai..w/salaam aabi:salam: :rose
                  I am agree with you lakin thora sa disagree bi karoon ga
                  taqwee ka miyar hmm mokarar naeen ker saktey
                  kon zeada takwey per hay and kon kam
                  yeh Sirf Allah hi janta hay

                  You may never know, that the latter may be better than the former.

                  App ney is ayat key through dekha key hmm kisi ko kam darjay per naeen keh saktey
                  yeh darjey kia haan yeh Sirf Allah janta hay . ager koi insan in darjoon ka haqdar khud ko kahee ga to wo ghalati per ho ga

                  is tarah logically tumam insan baraber haan and app kisi ko kam tar samj ker bora bhala naeen keh saktay

                  okey , umeed hay key baat samj aa gai ho gi
                  People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                  Comment

                  • #10
                    Re: ??????????

                    Originally posted by filbahere View Post

                    You may never know, that the latter may be better than the former.
                    aap ny jo ayat paish kee hain un ka tarjuma hazer hay...en ayat main sy pehli ayat main aik dosry ka mazk aur tahna zanni sy manaa kia gia hay.jabky 2nd main gheebat kee mazammat kee gai hay....
                    . يَا أَيُّهَا الَّذِينَ آمَنُوا لَا يَسْخَرْ قَومٌ مِّن قَوْمٍ عَسَى أَن يَكُونُوا خَيْرًا مِّنْهُمْ وَلَا نِسَاءٌ مِّن نِّسَاءٍ عَسَى أَن يَكُنَّ خَيْرًا مِّنْهُنَّ وَلَا تَلْمِزُوا أَنفُسَكُمْ وَلَا تَنَابَزُوا بِالْأَلْقَابِ بِئْسَ الاِسْمُ الْفُسُوقُ بَعْدَ الْإِيْمَانِ وَمَن لَّمْ يَتُبْ فَأُوْلَئِكَ هُمُ الظَّالِمُونَO 11. اے ایمان والو! کوئی قوم کسی قوم کا مذاق نہ اڑائے ممکن ہے وہ لوگ اُن (تمسخر کرنے والوں) سے بہتر ہوں اور نہ عورتیں ہی دوسری عورتوں کا (مذاق اڑائیں) ممکن ہے وہی عورتیں اُن (مذاق اڑانے والی عورتوں) سے بہتر ہوں، اور نہ آپس میں طعنہ زنی اور الزام تراشی کیا کرو اور نہ ایک دوسرے کے برے نام رکھا کرو، کسی کے ایمان (لانے) کے بعد اسے فاسق و بدکردار کہنا بہت ہی برا نام ہے، اور جس نے توبہ نہیں کی سو وہی لوگ ظالم ہیںo12. يَا أَيُّهَا الَّذِينَ آمَنُوا اجْتَنِبُوا كَثِيرًا مِّنَ الظَّنِّ إِنَّ بَعْضَ الظَّنِّ إِثْمٌ وَلَا تَجَسَّسُوا وَلَا يَغْتَب بَّعْضُكُم بَعْضًا أَيُحِبُّ أَحَدُكُمْ أَن يَأْكُلَ لَحْمَ أَخِيهِ مَيْتًا فَكَرِهْتُمُوهُ وَاتَّقُوا اللَّهَ إِنَّ اللَّهَ تَوَّابٌ رَّحِيمٌO 12. اے ایمان والو! زیادہ تر گمانوں سے بچا کرو بیشک بعض گمان (ایسے) گناہ ہوتے ہیں (جن پر اُخروی سزا واجب ہوتی ہے) اور (کسی کے غیبوں اور رازوں کی) جستجو نہ کیا کرو اور نہ پیٹھ پیچھے ایک دوسرے کی برائی کیا کرو، کیا تم میں سے کوئی شخص پسند کرے گا کہ وہ اپنے مُردہ بھائی کا گوشت کھائے، سو تم اس سے نفرت کرتے ہو۔ اور (اِن تمام معاملات میں) اﷲ سے ڈرو بیشک اﷲ توبہ کو بہت قبول فرمانے والا بہت رحم فرمانے والا ہےo

                    Comment

                    • #11
                      Re: ??????????

                      Originally posted by aabi2cool View Post
                      Aslamo alykum , aap ny jo sawal poucha hy us ka jawab deny se pehly main apny teeno moazaz mimbraan yani masood bhai , aamir, aur saima sister ki ray se ikhtilaf karoon ga.kiuonk teeno hi membraan ny taqreeban aik baat ye kahi hy aur wo ye k ....
                      ALLAH k NAZDEEK TAMAM INSAAN BARABAR HAIN.
                      ye baat quran o hadees ki rooh se ghalat hy kiuonk ALLAH k nazdeek us k payaron ka rutba us ki bargah main fardan fardan hy jis ki dalil sura baqra ki ayat #253 hy jis ka aik hisy ka tarjuma ye hy k ...
                      ye sab rasool hain in main se baz par allah ny baz ko fazeelat de ....253 albaqra
                      iss ayat se sarahatn ye sabit hota hy k ALLAH k nazdeek har insaan barabar naheen hy balk baz insaano (yani rasoolon) main se baz ko baz par fazeelat hasil hy.. issi tarah darja badarja degar insano main bhi....

                      ALLAH NE SUB INSANO KO BARABAR PAIDA KYA YA SUB INSAN BARABAR HAIN TO SAB INSAN KAISE BARABAR HAIN ????

                      aap ka poucha gaya ye sawal na to qurani ayat hy aur nahi kisi hadees main is tarah se aya hy k sab insaan barabar hain ..jabk is k muqably main jo qurani ayat main aya wo ye hy k...
                      TUM MAIN SE ALLAH K NAZDEEK SAB SE MUKARAM(yani izat wala) WO HY JO SAB SE ZIYADA MUTQI HY
                      ...ye aayt bhi zahir karahi hy k ALLAH k nazdeek insaano k mukhtlif madaraj hain aur in darjon ka madar ittqa par hy yani parhaiz gari per..
                      is k illwa khutba hijtul widah main aap saw ny jo ye farmaya k aaj k bad kisi gory ko ksi kaly aur kisi arbi ko kisi ajmi par koi fooqiyat naheen wo hargiz iss aayat k khilaf naheen balk aap ka wo farman aik makhsos pas manzar main tha yani us waqat rang o nasal qoomo qabila aur allaqa aur watan k but insaani zehno par sawar thy jin ko torny kiliye aap ny ye farmaya k kisi ko kisi dosry par mehaz in bunyadon ki waja se koi fazeelat naheen ...
                      raha aap ka ye kehna k sab insaan barabar hain to phir issy kaysy samjha jay to seedhi se baat hy ye na to koi hadees hy aur na hi koi aayat.. likin agar phir bhi aap is jumla k pasmanzar ko samjhna hi chati hain to us kiliye arz ye hy k is se murad hy k nafse bashar hony main yani makhlooq hony main sab insaan barbar hain.. yani nafse bashriyat main sab barabar hain ..jaysy k quran main nabi akram saw se kehlawaya gaya k aap keh dijiye k main bhi tum jaysa insaan hon...
                      is ka matlab serf ye hy k ALLAH ki makhlooq hony main aur jinsy bashar hony main main tum jaysa hon ..yani aap saw nafse bashriyat main sab mkhlooq ki tarah makhlooq hi hain likin aap par wahi utrarti hy aap ALLAH k tamam rasoolon main se sab se ala ho aap ki izat o martaba sab se buland hy degar makhlooqat main se ...ummeed hy baat aap ki samjh main aagai hogai..w/salaam aabi:salam: :rose
                      I totaly agree with U..

                      Comment

                      • #12
                        Re: ??????????

                        baysahk Allah nay farmaya sab insan barabar hain aur kise insna ko dosray pay foqiyat hasil nahi kion k ham nahi jantay k kon ziyada mutaqi aur parhezgar hai islam nay insanoo k darmiyan sab faraq mita diay aur sab Allah k banday hain Allah Talla ko apnay sab bandon say piyar hai agar banda Allah pak ko dil say pukarta hai aur sedhay rastay pay chalna chahta hai to Allah Taala uska rasta asan bana daytay hain
                        yeh jo faraq ajkal insanoo k darmiyan deknay main aatay hain yeh to khud ham nay peda kardeya hain ameer ghareeb ka faraq goray kalay ka faraq
                        jabkay iski ejazat islam nay nahi de

                        app sab nay waqai bohat acha likha hai

                        Comment

                        Working...
                        X