Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~ Aap Kya Dekhtey Hain?? ~*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: ~*~ Aap Kya Dekhtey Hain?? ~*~

    mujhey wo log pasand hain jo bass pehli nazr main dil main utar jayein :wk
    Allah

    Comment


    • #17
      Re: ~*~ Aap Kya Dekhtey Hain?? ~*~

      Originally posted by Yaaram View Post
      mujhey wo log pasand hain jo bass pehli nazr main dil main utar jayein :wk

      :mm: maslan?:kr: billiyan:lpop:

      Comment


      • #18
        Re: ~*~ Aap Kya Dekhtey Hain?? ~*~

        main ny b apni ray filhal mehfooz rakh lee hay....:mm:

        Comment


        • #19
          Re: ~*~ Aap Kya Dekhtey Hain?? ~*~

          Originally posted by Khalil View Post
          main ny b apni ray filhal mehfooz rakh lee hay....:mm:
          Kahan pinjray mein:hhh:
          sigpic

          Comment


          • #20
            Re: ~*~ Aap Kya Dekhtey Hain?? ~*~

            Originally posted by Sweet & Sour View Post
            Attitude towards ppl and things, mujh se aur dosrey logo se baat kerne aur paish aaney ka tareeqa ......... artificial ho to bhi pata chal jata hai
            Yeah u r right artificial logon key andaaz-e-guftgoo sey patah chal jata hai keh kaun kitna ban raha hai ... attitude is a must..
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #21
              Re: ~*~ Aap Kya Dekhtey Hain?? ~*~

              Originally posted by Hamsafar View Post
              Aslam Alekum

              Bohat acha topic hai

              sab ne apne apne views pesh kiye aur sab ne boaht acha kaha

              jee to main apni baaaaat batata hooooon jab main kissi sakhas se pehli bar

              milta hoooooon to main uss ka ikhlaq dekhta hoooooon bas

              iss k ilawa geharai main nahin jata

              Ikhlaaq ki pehchan kaisey hoti hai.... pehli mulaqat mein merey nahin khiyaal kisi ka ikhlaaq khul ker samney aata hai - log reserved bhi hotey hain, jhijhak bhi hoti hai... to phir ikhlaq ka kaisey andaza lagaya jaa sakta hai?
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #22
                Re: ~*~ Aap Kya Dekhtey Hain?? ~*~

                Originally posted by ASAD View Post
                Yeh k kitna taleemyafta or Sulja howa hy.. or acha Ikhlaq..

                taleemyafta :cc: :cc: hmmmmm mera nahin andaza chhotey bhai keh insaan ki taleem ka andaza uski guftogoo sey lagaya jaa sakta hai - kitabein parh lena aik cheez hai, degrees hasil kar lena aik doosri aur phir zamaney ko parhna aur ussey sabit karna aik bilkul alag cheez hai to taleemyafta hona :cc:
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • #23
                  Re: ~*~ Aap Kya Dekhtey Hain?? ~*~

                  Originally posted by Aania View Post
                  hmmm :mm: me to dekhti hi kuj nahen ... :D I mean ... jesey Aamir ne kaha to .. me ko bhi koi nahen yaad hota kisi ne kia pehna tha .. uski shakal kesi thee :D .. meri nazar aankhon pe zaroor rehti hai ... I mean the way I talk to person in front .. is .. Eye to Eye.. mujhey shayed aadat hai yeah one more thingi .. me zara funny typo hoon .. like to everybody .. >> Hey Wazzup .. How was the day .. or evening... or night .. :P .. so in response agla banda/bandi serious ho to me bhi ignoring ho jaati hoon ... :P ke chaddo yaar.. ennu aqal samajh hi nahen humor di .. :P jo me se in response gupshap karey to hmmm ... (lekin jo kisi ki mufti main burayan karey .. to uff... bala tal bhi jaaye .. :mm: ... :lol
                  Insanon ki dunya main me ko sab se mushkil observation hi insan ki lagti hai .. jo ke bazahir aaqil baligh hai .. bachon ko pehchan-na aasaan hai ... lekin barrey ... hmmm .. all the way .. on thousand roads... log simple bohat kam hotey hein . ye bohat dekhney mein samajhney main aayaa.. artificial personality ka bohat ziada ho chuki hai no-e-insaniyat.. I dono why ... Ye sab aik nazar wali observation hai :lol I mean .. anjaney log ... chahye samney hon Face to face or on the net... on phone .. People are so different ... :cc:
                  Yehi sey to insaan khud ko mature bnanta hai keh woh kis tarha doosron ko parhta hai aur phir doosron sey seekhta hai - jis sey uski apni shakhsiyat per waqar aata hai - aap ka attitude kuch kuchh amerikana hai... jahan logon sey kuchh kuchh la'parwai hoti hai... if i m not wrong.
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • #24
                    Re: ~*~ Aap Kya Dekhtey Hain?? ~*~

                    Originally posted by TARZAN View Post
                    dekhta kuch nahi mey gupshup marta hon ager banda acha lagey to pas nahi to fail:D

                    hmmm yani agar tabiyat key muwafiq aaya to baat ki nahin to chhorr diya?
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • #25
                      Re: ~*~ Aap Kya Dekhtey Hain?? ~*~

                      Originally posted by shy View Post
                      me dekhti hun k samne wala person kitna ban raha he ya kitna simple he.banawti log ache nahi lagte mujhe:na:
                      Yeh nahin dekhti khala keh samney wala kitna BANAA raha hai :lol :lol - waisey baawati log kisi ko bhi achhey nahin lagtey ...
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • #26
                        Re: ~*~ Aap Kya Dekhtey Hain?? ~*~

                        Originally posted by Yaaram View Post
                        mujhey wo log pasand hain jo bass pehli nazr main dil main utar jayein :wk
                        phir meri baat kar di na :lol
                        aur aisey log kaun hotey hain? :mm:
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • #27
                          Re: ~*~ Aap Kya Dekhtey Hain?? ~*~

                          Originally posted by Khalil View Post
                          main ny b apni ray filhal mehfooz rakh lee hay....:mm:

                          kab tak - isi saal jawab dey dena :p
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • #28
                            Re: ~*~ Aap Kya Dekhtey Hain?? ~*~

                            hmmmm:cc:
                            hum is maamlay mein zara laa perwa se hee hain .. kabhi is baat per to dhyan nahin diya k saamnay walay ki dressing kia hay...ya status kia hay....bas masnooeey pan pasand nahin hamein .... Aur Wo log sakht zehar lagtay hain jo is type ki baatein karein ... is mamlay mein zara blunt hain hum :embarasse foren tok detay hain saaf saaf.....friendly nature log pasand hain .. wo log saaf seedhi baat karein . mutasir hotay hain lekin kabhi status waghera type ki cheezon se nahin ..

                            raha baat kernay ka andaza to us se thora bohat andaza to hee jata hay kaun kitna suljha huaa hay aur kaun pretend ker raha hay......lekin bohat jald hum kisi se free nahin hotay ...
                            Last edited by Eshaa Chaudhry; 7 September 2006, 18:43.
                            sigpic

                            Comment


                            • #29
                              Re: ~*~ Aap Kya Dekhtey Hain?? ~*~

                              Originally posted by Masood View Post
                              Assalamo allaikum

                              yeh aik topic hai jo hamari bohat purani dost Muskan ney kabhi kahin shuru kiya tha aaj unhi ki zubani yahan Pegham per shuru kartey hain....
                              well you can not judge the people by their looks, their dressing etc....
                              humari mama kaihte hain sona ghisne se aur Insaan basne se pata chalta hai ke khara hai ya khota.... first impression kabhi sahi nahi hota....aur waise bhi kisi ke baare mein ray dene ke liye ya us ke mutaliq koi andaza lagane ke liye islaam mein bhi shartein hain....aap kisi ke mutaliq koi baat usi waqt kaih sakte hain jub aap ne us ke saath safer kiya ho, qarz ak lain dain kiya ho, ya woh aap ka padosi ho.....
                              tu yeh tu kitna ajeeb lagta hai ne ke aap kisi ki dressing sens ko daikh ker us se impress ho gaye aur raye qayam ker li...ya kisi se zara si baat ker li aur faisla ker diya.... hum in sub cheezon ko koi aihmiyat nahi dete..baqool shair:
                              "Ander ke maile pan ka mile kis tarah suragh..
                              Andaza log karte hian ujle libas se........"
                              hume first attemp mein jald hi kisi ki koi baat pasand nahi aati... isi liye hum jald kisi anjaane insaane se baat hi nahi karte...:)

                              Comment


                              • #30
                                Re: ~*~ Aap Kya Dekhtey Hain?? ~*~

                                Originally posted by Masood View Post
                                Yeh nahin dekhti khala keh samney wala kitna BANAA raha hai :lol :lol - waisey baawati log kisi ko bhi achhey nahin lagtey ...
                                pehle pata nahi chalta tha kon bnna raha he abhi ye bhi pata chal jata he:wk

                                Comment

                                Working...
                                X