Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~Ye Sawan KI Ghari~*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: ~*~Ye Sawan KI Ghari~*~

    Originally posted by Masood View Post
    Khala aap har baat achhi karti ho - bhateeja ka asar ho geya hai na :p

    Barish Allah Tala ki bohat badi nematon mein sey aik hai - aisi nemat jo insaan, haiwan, chrind prind yahan tak keh har bejaan cheez ko haseen bnaa deti hai. Barish nahin to zindagi ka naam nahin. Barish romance mein bhi bohat badi ahmiyat rakhti hai aur shairana soch ko kuchh sochney per majboor bhi karti hai - algharz barish qudrat ki bohat badi nemat hai...

    Jahan barish key chand qatrey zehmat ban jaein wahan sab sey badi ghaflat us elaqey ki intizamiya per jaati hai. Karachi key maujoodah halaat is baat ka saboot hain keh hamarey mulk mein siwaey apney pet paalney key kuchh nahin socha jata. Mulkon ki khushhaali us waqt patah chalti hai jab disasters mein bhi zindagi ko chalaya jaa sakey - hamarey mulk mein barish hi sab kuchh tabah kar deti hai.

    Yahan Denmark mein bhi almost sara saal barish hoti hai, magar nikaasi ka aisa nizaam hai keh barish ko khud bar bar barasney mein mazzah aata ho ga. Jis mulk mein har cheez luteron key hathon mein ho wahan yehi kuchh hota hai jo ho raha hai --- waqt hai inhein chun chun ker qatal karney ka :lol
    uncle ye u ka aser nahi he ye to yahan ke halat hen jo aser karte hen:pagal:
    or theek he qatal karna shiru karte hen pehle kis ko karen?:lpop:

    Comment


    • #17
      Re: ~*~Ye Sawan KI Ghari~*~

      Originally posted by Madiha kanwal View Post
      Bohut hi achi or sachi tehreer likhi hai Shy
      khas ker khi walon k liye tu barish Zehmat hi banti ja rahi hai ab tu dua mangtey hain barish na hi ho tu acha hai :(
      haan ese halat me yehi dua ki ja sakti he k barish na ho warna barish to itni khubsurat cheez he k roz bhi ho to achi lagti he.

      Comment


      • #18
        Re: ~*~Ye Sawan KI Ghari~*~

        Dekhiye aik cheez hoti hai ABAR-e-REHMAT ............... ab hota kiya hai ke yehi BARISH hi hai jisse kabhi kabar rehmat kaha jata hai aur kabhi kabar yeh baaz logoon ke liye zehmat ban jati hai .......... us main masla yeh hai ke BARISH bazat-e-khud tu zehmat nahi hai haaan halat isse aisa kar daite hain aur halat ka zuma dar koon hai ......... Aap main aur hum sab ................ baas ager hum sab apni si koshish karain gay tu yaqeenun yeh ROMAN parvar mahool romanvi hi rahay ga
        :rose :rose Apna Khyal Rakhiye Ga aur Ager Ho Sake Tu Dosroun Ka bhi :rose :rose

        Comment


        • #19
          Re: ~*~Ye Sawan KI Ghari~*~

          Originally posted by Khalil View Post
          yaar hum soch rahy hian k tumain Sialkot k MURGHOON ka nazim bana dia jay...
          karachi to door kee baat hay:wk
          :kr::kr::kr::kr::kr::kr::kr::kr::kr::kr::kr::kr::k r::kr::kr: sahee kana aaap nai Khalil bhaeeee.........

          Comment


          • #20
            Re: ~*~Ye Sawan KI Ghari~*~

            Originally posted by Aanchal View Post
            acha farz karain aap ko nazim bana dia jaye to aap ka pehla step kia hoo ga ?:lpop:
            Bhangra daalon ga

            Aap ne pehla step he poocha na...agay ka to aap ne poocha he nahi :lpop:
            :thmbup:

            Comment


            • #21
              Re: ~*~Ye Sawan KI Ghari~*~

              Originally posted by a man of letters View Post
              Yaar Amir.Aaap dossron ko tou theek karo gey.. Aaaap ko kon theek karay ga..... Allah hum ko aaap jaisay leaders sey bachay.. (Aaamin)
              Hamein to apnon ne loota, gairon mein kahan dam tha
              Hamari kashti wahan doobi, jahan paani gitay gitay tha

              Doost ho ke bhi doost nahi he tu...:slap:
              :thmbup:

              Comment


              • #22
                Re: ~*~Ye Sawan KI Ghari~*~

                Originally posted by Khalil View Post
                yaar hum soch rahy hian k tumain Sialkot k MURGHOON ka nazim bana dia jay...
                karachi to door kee baat hay:wk
                Suna he ke tu bhi Khariyan mein Bainson ka nazim bana hua he, aur pichlay maheenay tu ne bewa bainson mein silai machinein bhi takseem ki hein
                :thmbup:

                Comment


                • #23
                  Re: ~*~Ye Sawan KI Ghari~*~

                  Originally posted by shy View Post
                  shukria or nazeim me nahi bana sakti us ke leay aap keecher se bhari hui seyasat me koodna pare ga
                  Meni nazim bananay ke liye dirt-proof suit aur dastanay pehan ke bhi pakistan ki syasat mein koodnay ko tayaar hoon. bus ub to Busharaf sahib ki taraf se green signal mil jaye aik baar :blush:
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #24
                    Re: ~*~Ye Sawan KI Ghari~*~

                    Originally posted by a man of letters View Post
                    :kr::kr::kr::kr::kr::kr::kr::kr::kr::kr::kr::kr::k r::kr::kr: sahee kana aaap nai Khalil bhaeeee.........
                    tu sada he acha nahi lagta, oper se hus bhi raha he :fuming: :fuming: :fuming: :fuming:
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #25
                      Re: ~*~Ye Sawan KI Ghari~*~

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Bhangra daalon ga

                      Aap ne pehla step he poocha na...agay ka to aap ne poocha he nahi :lpop:
                      or last step kia hoo ga ?:lpop:
                      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                      Comment


                      • #26
                        Re: ~*~Ye Sawan KI Ghari~*~

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Meni nazim bananay ke liye dirt-proof suit aur dastanay pehan ke bhi pakistan ki syasat mein koodnay ko tayaar hoon. bus ub to Busharaf sahib ki taraf se green signal mil jaye aik baar :blush:
                        aap BUsharaf ki haan me haan milane ko tyar ho jaen green to kia sare signals mil jaen ge ap ko

                        Comment


                        • #27
                          Re: ~*~Ye Sawan KI Ghari~*~

                          hmmm... shy ji app ny buht achaa lekhaa hai ....khush rahi:rose
                          u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                          :pr:

                          Comment


                          • #28
                            Re: ~*~Ye Sawan KI Ghari~*~

                            Originally posted by Hala View Post
                            hmmm... shy ji app ny buht achaa lekhaa hai ....khush rahi:rose
                            bohat shurkia Hala:) aap bhi khush rahen:rose

                            Comment


                            • #29
                              Re: ~*~Ye Sawan KI Ghari~*~

                              hummmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm nice,
                              ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                              Comment


                              • #30
                                Re: ~*~Ye Sawan KI Ghari~*~

                                Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                                hummmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm nice,
                                thanxx

                                Comment

                                Working...
                                X