Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Apna Karachi

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Apna Karachi

    :ghug: :ghug:

  • #2
    Re: Apna Karachi

    yey manzer mulk ko taraqi ki rah par gamzan karney key barey barey dawey karney walon key muh par ek tmancha hey:tomato:

    Comment


    • #3
      Re: Apna Karachi

      Yes ..........................................

      Comment


      • #4
        Re: Apna Karachi

        Yeh to waqy he apna karachi hy
        Life is more strict than a teacher
        A teacher teaches a lesson
        and takes an exam.
        But life takes an exam
        and then teaches a lesson

        Comment


        • #5
          Re: Apna Karachi

          hmmmmm karachi ka haal bigra hua hay Allah sab per rahem kare Ameen
          Allah

          Comment


          • #6
            Re: Apna Karachi

            Originally posted by TARZAN View Post
            yey manzer mulk ko taraqi ki rah par gamzan karney key barey barey dawey karney walon key muh par ek tmancha hey:tomato:
            ji nahi aisa kuch nahi hona chaiye.......govt bhi Insaan hi chalate hain....hum ba assani is tarah ki baatein kaih ker apna daman choda lete hain..lakeen reality mein govt. hum se hi hai..hume govt. ko support karna chaiye..jo ke hum nahi karte....sirf tex pay ker dene se humari zimedaari humare apne mulk ke liye khatam nahi ho jaati...is ke alawah bhi bauhat si baat'on mein hume govt. ko co-oprate karna chaiye..jo k amooman hum nahi karet...aaj jo halat karachi ki hai woh 26th july 2005 mein Bombay ki thi..worst condition...govt. ne force Aapoint ki taa keh logon ko gher pohanchaya ja sake...lakeen jub sub routeen per aaya aur serve kiya gaya tu is qader paani bher jaane aur sailab ki wajah public hi thi..kyun ke yahi log "plastic" bag ka istemal pabandi lag jane ke baad bhi karte rahe aur govt. ke lagaye gaye durst bin mein kachra dalne ki bajaye road per hi dala jaata jis se saare naale naale jaam ho gaye..yeh tha reason...jub samnne aaya tu logon ko aihsas howa ke woh galat the..aur jub safai kaam shoro howa tu her area ke logon ne mil ker apne hi areas ki safai ki..because they know some where they were wrong....maana govt. bhi baaz awaqt kautahi ker jaati hai lakeen hume humari govt. ko full support karna chaiye taa ke koi humare mulk per ungli na utha sake...lakeen usually hum is tarah ke comments de ker bari ho jaate hain.......
            sorry MR. Tarzan ager aap ko bura laga....:)
            khush rahiye..:rose
            Last edited by ummid; 24 August 2006, 02:46.

            Comment


            • #7
              Re: Apna Karachi

              Bhai jee aaj kal tu yeh dour a gaya hai ke humain CARS ya Jehaz nahi balke SHIPS laina par rahi hain ....... kyoon ke wohi itnay pani main safar kar sakteen hain ......... Ah0o0
              :rose :rose Apna Khyal Rakhiye Ga aur Ager Ho Sake Tu Dosroun Ka bhi :rose :rose

              Comment

              Working...
              X