apnay hak ki khatar insaan ko kitna larna chahiye??? jab sub munsif bhi ziyarti karna sharon karein tu phir kiya karna chahiye??? apnay hakook se dastbardari yaa jaang???
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
apnay hak ki khatar
Collapse
X
-
Re: apnay hak ki khatar
Rehman baat to sochney ki hai - main ney aik jaggah perha hai keh apney haq ki khatir larrna jehad hai aur issey per marney wala shaheed. Lekin zaroorat is baat ki hai keh aap ko yaqin ho keh HAQ kya hai? Agar aap ka haq islami, ikhlaqi aur zameeri taur drust hai... is per larrna behtar hai...
Lekin agar aap ki gadi gun-point per kisi ney hathyaa li hai aur woh gadi aap ka jaiz haq hai to aap ussey apni zindagi per qurban kar dein, kyun keh yeh faani cheezein hain - is per zindagi bohat qeemati hai...tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
-
Re: apnay hak ki khatar
Originally posted by Masood View PostRehman baat to sochney ki hai - main ney aik jaggah perha hai keh apney haq ki khatir larrna jehad hai aur issey per marney wala shaheed. Lekin zaroorat is baat ki hai keh aap ko yaqin ho keh HAQ kya hai? Agar aap ka haq islami, ikhlaqi aur zameeri taur drust hai... is per larrna behtar hai...
Lekin agar aap ki gadi gun-point per kisi ney hathyaa li hai aur woh gadi aap ka jaiz haq hai to aap ussey apni zindagi per qurban kar dein, kyun keh yeh faani cheezein hain - is per zindagi bohat qeemati hai...:thmbup:
Comment
-
Re: apnay hak ki khatar
Originally posted by rehman View Postapnay hak ki khatar insaan ko kitna larna chahiye??? jab sub munsif bhi ziyarti karna sharon karein tu phir kiya karna chahiye??? apnay hakook se dastbardari yaa jaang???
I dont think aap ko lerna perta hai ........ Jo aap ka haq hai wo khudh aap tak pohanch jayeh ga, is ke liyeh kisi se lerne, zid keren ki zarorat nahi hoti ........ Jis ka jo haq ho ousey koicheen nahi sakta wo her soorat apney haq daar ke pass pohanch jata hai, aisa meri mama kehti hain aur I do agree with her :)sigpic
Comment
-
Re: apnay hak ki khatar
Originally posted by Sweet & Sour View PostI dont think aap ko lerna perta hai ........ Jo aap ka haq hai wo khudh aap tak pohanch jayeh ga, is ke liyeh kisi se lerne, zid keren ki zarorat nahi hoti ........ Jis ka jo haq ho ousey koicheen nahi sakta wo her soorat apney haq daar ke pass pohanch jata hai, aisa meri mama kehti hain aur I do agree with her :)u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."
:pr:
Comment
-
Re: apnay hak ki khatar
jese ke Masood bhai ne kaha ke fani cheezain haq nai hotiN :) wo to fana ho jayein gi aik din......to socho bhala ke aisa haq konsa hay tumhara jis ke lye tum laro .........aur wo akhrat main nijaat ban jayeAllah
Comment
-
Re: apnay hak ki khatar
Originally posted by Masood View PostRehman baat to sochney ki hai - main ney aik jaggah perha hai keh apney haq ki khatir larrna jehad hai aur issey per marney wala shaheed. Lekin zaroorat is baat ki hai keh aap ko yaqin ho keh HAQ kya hai? Agar aap ka haq islami, ikhlaqi aur zameeri taur drust hai... is per larrna behtar hai...
Lekin agar aap ki gadi gun-point per kisi ney hathyaa li hai aur woh gadi aap ka jaiz haq hai to aap ussey apni zindagi per qurban kar dein, kyun keh yeh faani cheezein hain - is per zindagi bohat qeemati hai...
Comment
-
Re: apnay hak ki khatar
Originally posted by Masood View PostRehman baat to sochney ki hai - main ney aik jaggah perha hai keh apney haq ki khatir larrna jehad hai aur issey per marney wala shaheed. Lekin zaroorat is baat ki hai keh aap ko yaqin ho keh HAQ kya hai? Agar aap ka haq islami, ikhlaqi aur zameeri taur drust hai... is per larrna behtar hai...
Lekin agar aap ki gadi gun-point per kisi ney hathyaa li hai aur woh gadi aap ka jaiz haq hai to aap ussey apni zindagi per qurban kar dein, kyun keh yeh faani cheezein hain - is per zindagi bohat qeemati hai...Mai bilkul aaap sey mutfiq hoon lala masood.
Comment
Comment