Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Eent ka jawab pathar......fari aur eesha ki dosti

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Eent ka jawab pathar......fari aur eesha ki dosti

    Originally posted by Masood
    ham kyun karney lagey aap ki dosti per hassad - mujhey to un bechari sharks per hamdardi ho raha ho jo aisa kacha gosht khaa gaii hain
    ye aap logon k hasad ka saboot hee to ye pic hay:D .....jal k itna koyla huey k yaad hee nahin raha aur apni hee puc laga daali hamaray naam se :tomato:
    sigpic

    Comment

    • #47
      Re: Eent ka jawab pathar......fari aur eesha ki dosti

      Originally posted by Eshaa_wellwisher
      hum jeenay k lieey khatay hain .....aapki terha khanay k lieey nahin jeetay ..... aap ney to oont ko bhi peechay chhor diya wo bechara to jama ker k rakhta hay aur aap jama jama k khatay hain
      whails machliyaN aap ke dam se hi to zindah haiN :lol :zuban: wese bechari sochti hon gi ........"ab in ko bhi khana pare ga" :lol :zuban:
      Allah

      Comment

      • #48
        Re: Eent ka jawab pathar......fari aur eesha ki dosti

        Originally posted by Eshaa_wellwisher
        hum jeenay k lieey khatay hain .....aapki terha khanay k lieey nahin jeetay ..... aap ney to oont ko bhi peechay chhor diya wo bechara to jama ker k rakhta hay aur aap jama jama k khatay hain
        BIBI oont khata nahin balkeh paani peeta hai aur usi par guzara kar leta hai jab keh aap jaisi masoom bakriyaan khati rehti hain - jagali karti rehti hain :p
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment

        • #49
          Re: Eent ka jawab pathar......fari aur eesha ki dosti

          Originally posted by Yaaram
          Sharks ki to eid ho gayi ho gi :zuban: bari deir ke baad pet bhar kar khana khaya ho ga :lol
          achha to aapko bhi eid , eid per khana milta hay aapka aur shaarks ka dukh mushtarika hay ....hosla rakhein:tasali: hamaray haan winter aa raha hay so yahan k sab kawway ab pakistan ka ruukh karein gay, wo yaqeenan aap hee ki khorak banein gay :tomato: :tomato:
          sigpic

          Comment

          • #50
            Re: Eent ka jawab pathar......fari aur eesha ki dosti

            Originally posted by Eshaa_wellwisher
            ye aap logon k hasad ka saboot hee to ye pic hay:D .....jal k itna koyla huey k yaad hee nahin raha aur apni hee puc laga daali hamaray naam se :tomato:
            parle darje ki aap to :budhu: haiN :lol
            wese eesha ab to dil ko tasalyaN dene wali baat hay :tasali:
            Allah

            Comment

            • #51
              Re: Eent ka jawab pathar......fari aur eesha ki dosti

              Originally posted by Eshaa_wellwisher
              ye aap logon k hasad ka saboot hee to ye pic hay:D .....jal k itna koyla huey k yaad hee nahin raha aur apni hee puc laga daali hamaray naam se :tomato:
              hamari tasweerein kaisi ho sakti hain? Yeh HADIYON ki tasweer hai aur hadiyaan FEMALE hoti hain :zuban:
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment

              • #52
                Re: Eent ka jawab pathar......fari aur eesha ki dosti

                Originally posted by Eshaa_wellwisher
                achha to aapko bhi eid , eid per khana milta hay aapka aur shaarks ka dukh mushtarika hay ....hosla rakhein:tasali: hamaray haan winter aa raha hay so yahan k sab kawway ab pakistan ka ruukh karein gay, wo yaqeenan aap hee ki khorak banein gay :tomato: :tomato:
                ufffff ...........imliyaN kha kha ke bari hone wali qom..........:lol kabhi yeh socha hay ke kawwe canada se keu bhagaiN ge :lol wahan aap ka gosht to sharks ki nazar ho gaya :lol ab bechare bhook to marne se rahe :lol kanjooooooos log
                aik dafa ki baat hay ke aap ke gher se to bahir aik keeri guzar rahi thi......kisi ne poocha bhi kidher ko jana ho gaya......wo kehni lagi bechari ke idher se to kuch khane ko nahi milta ......ab kisi ke gher se kuch laa ke in ke gher phenk rahe haiN :lol taake sardyaN aasani se guzar jayeiN :zuban: :kr:
                Allah

                Comment

                • #53
                  Re: Eent ka jawab pathar......fari aur eesha ki dosti

                  :wk

                  :tauba uffffffff ya Yaaram bhai app tu bheegay billay ki tarhan janwaron ki khaniya bhi achi bana latay hain .................Abb tu mujhay shaq ho raha ha kah app chountay bhi rah chukay hain tabhi chuntiyon ki zaban samjh latay hain ......aur ya bhi guman hota ha app kay bolnay se kah kahin app kaway tu nahi ............abb pata nahi app kitnay janwaro ka majmoa hain:donno: .............Warna Hum masoom insaano ko tu janwaro ki boli kahan samjh ati ha:blush: :wk

                  Comment

                  • #54

                    Originally posted by fari View Post

                    Insaan kabhi janwar bana hay na bane ga :) Ashraf-ul-Makhlooqat hay :)
                    Allah

                    Comment

                    Working...
                    X