Note:-Jis Kirdaar ka scene hay wahi post kare .dosre ki post move kar di jaye gi
Pegham Administration.
RULES:
1- Tamam Kirdar koshish karain gay ke jab unke Dialogues chal rahay hoon tu wo wo ager roz na bhi a sakain tu aik din baad tu zaroor ayeen
2- Over Acting is DRAMA main bilkul hi mana hai is liye is baat ko achi tarha Zehan Nasheen kar lijiye.
3- Yeh DRAMA
Asool-o-Zawabet say tu kinara kash nahi ho rahay.
BRAKETS
----------------------------------------------------------------------------------------------
Director: Kashif Zia (F-A-l-AK)
Assistant Director: YaaRam
Producer: Kashif Zia
Story and Script: F-A-l-A-K
Scene # 1:
ILham apne dada say behas kar rahi hai ke aaj ki nasal ke paas sab kuch hai lekin faisla karne ka ikhtayaar nahi jabke Col. sarfaraz kehte hain ke wo faisla kar hi nahi sakte tabhi 'maa' 'baap' ko madakhlut karni parti hai..... unki behas bohut taveel hoti hai aur bina kisi nateejay ke khatam, iLham mehfil barkhast karte hoye Library chali jati hai takay books le sakay......jahaan uska takrao Haziq say hota hai......... Jumloon ka tabadla hota hai, ILham kuch kuch motasir hoti hai jabke bar'aaks Haziq ussay aik La'obali larki tasaver karta hai......... aur dono ghar ko chal daite hain...............
Note: Sweet n sour aur dosray tamam saathi jo bar bar pooch rahay hain ke kiya karna hai aur kaise karna hai, unke liye main ILHAM ke pehlay DIALOGs khud likh raha hoon (lekin sirf pehlay uske baad Sweet jee khud hi dialogs likhay gi ...... Ah0o0), is say aap ko yeh samajne main madad milay gi k Dialogs kaise likhne hain aur Situations kaise create karni hain.............. Ah0o0
NOTE: Jab tak Drama chal raha hai tamam Kirdar muje 'msn' par add kar sakte hain:
ch_kashifzia@hotmail.com

TooTi Kahaan Kam'Mand
Jazbe Jak'ray Nahi Jatay

Comment