Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Jumley Drust Karein

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Jumley Drust Karein

    Asslamo allaikum

    Main chand jumley likh raha hon, jo keh ghalat hain, aap ney inhein drust karna hai :p
    Attached Files
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: Jumley Drust Karein

    hahahah...

    baaaad main jawab daity hian abi huns loon

    Comment


    • #3
      Re: Jumley Drust Karein

      aap ka mazaj kesa he
      Aaj shab-e-barat he
      aap ki kheriyat matloob he
      aap mere khilaf kyoon hein
      aap ka tooti bool raha he
      us ne chadar dhoona he
      mere ser mein derd hota he
      us ka merz purana ho gaya he
      mera kalam toot gaya he
      yeh dahi khata he
      mein mangal-waar ko aaon ga
      yeh jharoo kitnay ki li he
      aaj bazar mein bara keechar he...bohat keechar he
      aap ne ghalat ko spell sahi nahi kia
      teesri jang bari khatarnaak ho gi
      :thmbup:

      Comment


      • #4
        Re: Jumley Drust Karein

        no. 2 miss ker gaya
        aap ka ghareeb khana anar-kali he
        :thmbup:

        Comment


        • #5
          Re: Jumley Drust Karein

          this is my try

          aap ka mizag kaisa hai??

          aap ka

          aaj shab barat hai !

          aap ki Khairiat chahta hoooooon

          aap mere Kilaf kion Hain?

          aap ki toti bol raha hai!

          uss ne chadar dhona hai

          mere sar main dard hota hai!

          un ka marz purana ho gaya hai !

          mera qalm toot gaya hai !

          ye dehi khta Hai!

          main mangal ky din aaon gi!

          ye jharoo kitney ki li hai ?

          aaj bazar main bohat kichar hai.

          aap ki baaaaaat Galt hai (aakhir mai toeain aaye ga).

          tesri jang bohat katarnak ho gi.
          Har-Fun-Moula

          Comment


          • #6
            Re: Jumley Drust Karein

            :zuban:

            aap ka mizag kaisa hai??

            aaj barat ki shab hai !:D

            Khairiat ap ko chahta hoooooon

            kion ka khilaf app Hain?( Masood bhai):donno:

            Toti app ki bol rahi hai!

            Chadar ne usay dhona hai:a stick:

            Maira dard main sar hota hai!:tasali:

            Purana marz un ko ho gaya hai !

            Mera qalm toot gaya hai !

            Ye dehi khta Hai!tu mat kaho:zuban:

            Main mangal ky din aaon gi!

            ye jharoo kitney ki li hai ?

            Aj kechar main bohat bazar hai.

            ap ki baaaaaat Galt hai (aakhir mai toeain aaye ga).

            Tesri jang bohat katarnak ho gi..(..Masood bhai ki tarhan)

            Comment


            • #7
              Re: Jumley Drust Karein

              Kisi aur ney try marni hai ya main asal jumley wazeh kar doon ???
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #8
                Re: Jumley Drust Karein

                tehriye ji me ko bhi koshish karleny dijiye
                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                Comment


                • #9
                  Re: Jumley Drust Karein

                  1: aap k mizaj kaysey hain?
                  2: kaya aap ka dolat khana anar kali main hy?
                  3: aaj shaby baraat hy.
                  4:aap ki khariat matloob hy.
                  5:aap mery khilaf kiuon hain?
                  6:aap ka touti bol raha hy.
                  7:
                  ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                  Comment


                  • #10
                    Re: Jumley Drust Karein

                    1: aap k mizaj kaysey hain?
                    2: kaya aap ka dolat khana anar kali main hy?
                    3: aaj shaby baraat hy.
                    4:aap ki khariat matloob hy.
                    5:aap mery khilaf kiuon hain?
                    6:aap ka touti bol raha hy.
                    7:us ny chadar dhona hy.
                    8:mery sar main derd hota hy
                    9:un ka marz pourana hogaya hy.
                    10:mera qalam tout gaya hy.
                    11:ye dahi khata hy.
                    12:main mangalwar ko aaon gi.
                    13:ye jharo kitny main li hy.
                    14:aaj bazar main kichar bohat hy.
                    15: aap ki baat ghalat hy( toen se)
                    16:tesri jang bari khatarnak hogi.
                    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                    Comment


                    • #11
                      Re: Jumley Drust Karein

                      Umm mai bhe try kerte hon


                      1)Aaap ka mizaaj kesa hai
                      2)
                      3)Aaj shab baraat hai
                      4)aapki khairat matloob hai
                      5)Aap mery khilaaf kion hai?
                      6)aapki touti bool rahe hai
                      7)us nay chadar dhooni hai
                      8)mery sir ma dard hota hai
                      9)un ka marz purana ho giya hai
                      10)mera qalam tout giya hai
                      11)yay dahi khatti hai
                      12)mai mangal ko ao ge
                      13) yay jharo kitny ki le hai?
                      14)aaj baazar ma bohat keechar hai
                      15)aap ki bat galat hai
                      16)Teesri jung bare khataknaak hoge

                      :)

                      Comment


                      • #12
                        Re: Jumley Drust Karein

                        1- aap ky mazaaj kaisy hain?
                        2- aap ka doolat khaana Anarkali main hy/
                        3- aaj shab e barrat hy!
                        4- aap ki kheeriat neek matloob hy
                        5- aap mery khilaaf kioon hain ?
                        6- aap ki totii boolraha hy
                        7- ossy chaadar dhooni hy
                        8- mery sar main dard hoota hy
                        9- onn ka maraz puraana ho gya hy
                        10- Mera qalam toot gya hy
                        11- ye dahi khhata hy
                        12- main mangalwaar ko aaon gii
                        13- ye jhhado kitny ki hy
                        14- aaj baazar main buhat kiiched hy
                        15- aap ki baat ghalat ht (tey sey nahi tooy sy)
                        16- teesrii jang badii khatarnaak ho gii

                        Comment


                        • #13
                          Re: Jumley Drust Karein

                          Yeh sub kis kaam mein lagay huay hein....baaz aao
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #14
                            Re: Jumley Drust Karein

                            Yeh sub kis kaam lagay huay hein....baaz aao
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #15
                              Re: Jumley Drust Karein

                              yaar maint o pehly hee baaz ly aya tha

                              Comment

                              Working...
                              X