Kuchh Sawalaat
(Jawab mazzah mein hona chahiye)
In ka jawab dhoondiye baqi baad mein :zuban:
(Jawab mazzah mein hona chahiye)
- TV aur BIVI mein kya farq hai?
- Agar shadi shudah aur kunwaron mein muqabla kiya jaey to kaun jeetey ga?
- Aaj kal TV Dramas ka asal maqsad kya hai?
- Shadi ki kitni aqsaam hain? aur kaunsi behtar hai?
- Agar Nikah Namey per dastkhat kartey waqt qalam mein siyahi khatam ho jaey to kya karna chahiye?
- Bivi ko saza deney ki tarkeeb??
- Agar mehbooba ziyada staaney per aa jaey to kya karna chahiye?
- Kya aqalmand bivi ka bewaqoof insaan sey guzara ho sakta hai?
- Aurat ka singhaar kab qayamat dhata hai?
- Kya museebat kabhi btaa ker aati hai??
In ka jawab dhoondiye baqi baad mein :zuban:
Comment