Assalamo allaikum
Kya GEO aik pakistani channel hai?
agar hai to kya issey Pakistan jo mein culture hai ussey dikhana chahiye ya hindustani culture dikhana chahiye??
Agar ya Pakistani channel hai to kya issey ikhlaki iqdaar ka khayal rakhna chahiye ya nahi??
Indian movies dikhaney ki kya tuk hai??? kya kisi nay demand ki hai ya phir sastee shohraat hasil karney ki koshish?? Sastey tareeqey sey viewers hasil karney ki koshish hai??
Kya awwam ney demand ki hai keh apna culture bhool ker ghairon ka culture dikhaya jaey ya kya TV waley hindoun ka culture apney mulk mein integrate kar rahey hain??
Hamari ikhalqi barbadi ka aaghaz hai ya????

Comment