Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~@~ Zindagi rahi to milein gai ~@~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ~@~ Zindagi rahi to milein gai ~@~

    Assalam-O-Alaikum,

    Meri samajh mei nahi aa raha ke mei yeh sab ksiey likhoon kaha se shuroo keroun ........ baat yeh hai ke mei kuch arsa shayed kafi arsa PG per nahi aa sakoon gi kuch zaati wajoohat ki bina per ......... Aap sab ke sath taqreeban ek saal hansi mazaq mei buhut acha guzra, waqt ker guzerney ka pata hi nahi chala ...... ous ke liyeh mei aap sab ki behad shuekrguzaar hoon ..... ek ek ka naam nahi lai sakti kiu ke buhut sarey naam hain ...... magar yahan ka her members mere liyeh dost aur family member ki tarah tha ........ magar ab kuch prob aisi hain ke mei yahan nahi aa sakoon gi .... jab kabhi waqt mila to zaror aaya keroun gi...... aap sab logo ko buhut miss keroun gi ... janey anjaney, hansi mazzaq mei koi khata ho gayi ho to moaf ker dijiyeh ga.
    Sab apna acha sa khayal rakhiyeh ga aur khush rahiyeh ga .......


    Allah Hafiz
    sigpic

  • #2
    Re: ~@~ Zindagi rahi to milein gai ~@~

    Originally posted by Sweet & Sour
    Assalam-O-Alaikum,
    :cc:
    That's Enough...!!

    Comment


    • #3
      Re: ~@~ Zindagi rahi to milein gai ~@~

      Saima ji :salam:

      ye kya keh rahi hain aap?
      Allah aap ki tamaam mushkalaat hal kary.:insha:
      aameen

      Comment


      • #4
        Re: ~@~ Zindagi rahi to milein gai ~@~

        yeh kiya bat howe yar
        mujhe tu dant rehe they kie kue gaie they or ab khud hi ja rehe ho
        it's not fair :(
        wese es trh tu bnda tab hi gaib hota ha jab peee paaaaa pooooo bajte ha :s
        Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
        Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
        Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
        Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga

        Comment


        • #5
          Re: ~@~ Zindagi rahi to milein gai ~@~

          Originally posted by Sweet & Sour
          Assalam-O-Alaikum,

          Meri samajh mei nahi aa raha ke mei yeh sab ksiey likhoon kaha se shuroo keroun ........ baat yeh hai ke mei kuch arsa shayed kafi arsa PG per nahi aa sakoon gi kuch zaati wajoohat ki bina per ......... Aap sab ke sath taqreeban ek saal hansi mazaq mei buhut acha guzra, waqt ker guzerney ka pata hi nahi chala ...... ous ke liyeh mei aap sab ki behad shuekrguzaar hoon ..... ek ek ka naam nahi lai sakti kiu ke buhut sarey naam hain ...... magar yahan ka her members mere liyeh dost aur family member ki tarah tha ........ magar ab kuch prob aisi hain ke mei yahan nahi aa sakoon gi .... jab kabhi waqt mila to zaror aaya keroun gi...... aap sab logo ko buhut miss keroun gi ... janey anjaney, hansi mazzaq mei koi khata ho gayi ho to moaf ker dijiyeh ga.
          Sab apna acha sa khayal rakhiyeh ga aur khush rahiyeh ga .......


          Allah Hafiz

          :cc: :donno:Saima jee apkay begar PG kasay chalay ga:donno:
          App ayin gi aur zaroor aien gi kosish kijiya ga agay Allah malik
          We will miss YOu Soo much :embarasse
          App jahan raho khush raho :phool: Aur kamiyabi app kay Qadam chomay:thmbup:
          Attached Files
          Last edited by fari; 24 July 2006, 11:46.

          Comment


          • #6
            Re: ~@~ Zindagi rahi to milein gai ~@~

            SWEET SISTER main yahaan sary pegham ki tarjumani k tour par serf ye ashar hi peesh karsakta hon...K shayed tery dil main utar jay meri baat..

            وہ آ گئے تو قلب کی تالیف ہوگئی
            رخصت ھوئے تو پھر وہی تکلیف ہوگئی
            دامن چھڑا کہ آپ جو رخصت ھوئے عدم
            سارے بدن سے جان کی تخفیف ہوگئی
            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

            Comment


            • #7
              Re: ~@~ Zindagi rahi to milein gai ~@~

              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment


              • #8
                Re: ~@~ Zindagi rahi to milein gai ~@~

                [quote=Sweet & Sour]Assalam-O-Alaikum,


                :na: :na: :na: :na: :na: :na:
                Life is more strict than a teacher
                A teacher teaches a lesson
                and takes an exam.
                But life takes an exam
                and then teaches a lesson

                Comment


                • #9
                  Re: ~@~ Zindagi rahi to milein gai ~@~

                  Saima ji ab aisa kia ho gaya ke nahi aa sakti .:( ....regular nahi to akser aate rehna. .....we will miss u dear.....:ghug:

                  sigpic


                  Comment


                  • #10
                    Re: ~@~ Zindagi rahi to milein gai ~@~

                    Gud Luck in Future

                    Comment


                    • #11
                      Re: ~@~ Zindagi rahi to milein gai ~@~

                      Originally posted by Sweet & Sour
                      Assalam-O-Alaikum,

                      Meri samajh mei nahi aa raha ke mei yeh sab ksiey likhoon kaha se shuroo keroun ........ baat yeh hai ke mei kuch arsa shayed kafi arsa PG per nahi aa sakoon gi kuch zaati wajoohat ki bina per ......... Aap sab ke sath taqreeban ek saal hansi mazaq mei buhut acha guzra, waqt ker guzerney ka pata hi nahi chala ...... ous ke liyeh mei aap sab ki behad shuekrguzaar hoon ..... ek ek ka naam nahi lai sakti kiu ke buhut sarey naam hain ...... magar yahan ka her members mere liyeh dost aur family member ki tarah tha ........ magar ab kuch prob aisi hain ke mei yahan nahi aa sakoon gi .... jab kabhi waqt mila to zaror aaya keroun gi...... aap sab logo ko buhut miss keroun gi ... janey anjaney, hansi mazzaq mei koi khata ho gayi ho to moaf ker dijiyeh ga.
                      Sab apna acha sa khayal rakhiyeh ga aur khush rahiyeh ga .......


                      Allah Hafiz
                      Wa Alaikum Assalam ,
                      Saima ji this not fair ye kia baat hueey ... yun to na kahein ...Try kijieey ga k regular nahin to kabhi kabhar hee ajen PG per ...
                      "Aur ye kia baat nahin k Waqt mila to aaya karoon gi "...... aapko waqt nikalna hoga PG k lieey nahin to... :fuming:
                      Jahan bhi rahein khush rahein ...We Will Really Miss You :hug:
                      AllahHafiz
                      sigpic

                      Comment


                      • #12
                        Re: ~@~ Zindagi rahi to milein gai ~@~

                        Saima...not fair

                        If you don't mind we would like to know the reason (if it is not much personal)...ager kisi ne kuch kaha ya kisi ne dil dukhaya kia, ya kisi ki koi baat buri lagi, Ager kuch ghalat hua to hum usay compensate karein ge...misunderstanding ho jati he...hum usay door kerne ki kooshish karein ge...if still it is something really personal for u then we cordially wish you the best of luck. But still we will miss you a lot...ho sakay to aati rehna...ub to tum se daant khanay ki aadat bhi per gai thi.
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #13
                          Re: ~@~ Zindagi rahi to milein gai ~@~

                          Originally posted by Sweet & Sour
                          Assalam-O-Alaikum,

                          Meri samajh mei nahi aa raha ke mei yeh sab ksiey likhoon kaha se shuroo keroun ........ baat yeh hai ke mei kuch arsa shayed kafi arsa PG per nahi aa sakoon gi kuch zaati wajoohat ki bina per ......... Aap sab ke sath taqreeban ek saal hansi mazaq mei buhut acha guzra, waqt ker guzerney ka pata hi nahi chala ...... ous ke liyeh mei aap sab ki behad shuekrguzaar hoon ..... ek ek ka naam nahi lai sakti kiu ke buhut sarey naam hain ...... magar yahan ka her members mere liyeh dost aur family member ki tarah tha ........ magar ab kuch prob aisi hain ke mei yahan nahi aa sakoon gi .... jab kabhi waqt mila to zaror aaya keroun gi...... aap sab logo ko buhut miss keroun gi ... janey anjaney, hansi mazzaq mei koi khata ho gayi ho to moaf ker dijiyeh ga.
                          Sab apna acha sa khayal rakhiyeh ga aur khush rahiyeh ga .......


                          Allah Hafiz

                          accha hai aik aik kar ke sub Allahafiz ker rahe hain hum bhi bauhat jald hi yeh kaar-e-khair anjaam dene wale hain.........
                          Best of luck for your future saima ji...:thmbup:
                          I love you:) ...and i'll miss you too...
                          jahan bhi rahiye khush rahiye..:phool:
                          Allah haafiz..:rose

                          Comment


                          • #14
                            Re: ~@~ Zindagi rahi to milein gai ~@~

                            Originally posted by ummid
                            accha hai aik aik kar ke sub Allahafiz ker rahe hain hum bhi bauhat jald hi yeh kaar-e-khair anjaam dene wale hain.........
                            Best of luck for your future saima ji...:thmbup:
                            I love you:) ...and i'll miss you too...
                            jahan bhi rahiye khush rahiye..:phool:
                            Allah haafiz..:rose
                            Aik to saima ka yeh decision theek nahi hay :) bara dil dukha hay
                            ooper se tum jane ka keh rahi ho behna
                            Dekhna agar aisa hua to main tumhare kaan khenchoN ga :slap:
                            Allah

                            Comment


                            • #15
                              Re: ~@~ Zindagi rahi to milein gai ~@~

                              kashaa app naa jayee Sweet ji
                              kia hum kuch madad karskti hai :ghug: .... haa magar hum sab ki dua hai ka app ka har kaam asaan hoo jayee ALLAH PAK meharaban hai :dua
                              kash app tu online hoti ... deahkhy app ki jany say, Sab kitny udaas hay,:embarasse khear its ok nev mind :phool:

                              be happy happy .. jaha be rahoo :phool:

                              i m missing u a lot ma sweet sisoo and will. :phool:

                              ZENDAGI KA SAFAR HE HAIN AYSA KE YEHA BOUTH KAM HE LOOG NEBAH KAR JATEY HAIN..
                              u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                              :pr:

                              Comment

                              Working...
                              X