Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

gender ki pic ???

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • gender ki pic ???

    yahan forum per gender ki distinction key liya jo pic use hoi hay
    is ka kia matlab hay
    clear kareen
    thanx
    People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

  • #2
    Re: gender ki pic ???

    :cc: :donno: takey hum u k liye lerkii dhoondain lerkaa nahi:kr:

    Comment

    • #3
      Re: gender ki pic ???

      aap jo pic hay os ke oper apna cusor rakhain samaj RALL jay gii

      Comment

      • #4
        Re: gender ki pic ???

        Originally posted by Khalil

        wo to teek hay
        lakin yeh be tuki si pic keeon lagai gai hay
        M ya F keeon naeen likha gia
        is pic sey to kuch samj naeen ata
        People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

        Comment

        • #5
          Re: gender ki pic ???

          Originally posted by filbahere
          wo to teek hay
          lakin yeh be tuki si pic keeon lagai gai hay
          M ya F keeon naeen likha gia
          is pic sey to kuch samj naeen ata
          Male k liye Blue color ka sign hai... n Female k liye Pink color ka :lpop: samajh me to saaf saaf araha hai :zuban: :zuban:
          sigpic

          Comment

          • #6
            ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

            Comment

            • #7
              Re: gender ki pic ???

              mere khyaal se koi aur isay explain nahi ker saka, let me try to explain it.

              Yeh jo signs hein yeh puranay zamanay ke culture se liye gaye hein...puranay zamanay mein merd hazraat apni kamar ke peechay terkash mein Teer rakhtay thay jo ke us ke left shoulder se nikaltay huay nazar aatay thay. Male ke sign mein aap tirchay (slanted) teer ko dekh saktay hein.

              Aur jesa ke auraton ko door se is tarah pehchana jata tha ke un ke ser pe aik gerha (clay pot for water storage) hota tha...jisay aap gaagar ya matka bhi kehtay hein...auratein akser paani bharnay ke liye kataar mein aik garha ser pe rakh ker kuwein ka rooh kerti thein...female sign mein aap gerhay ko wazeh dekh saktay hein.

              Blue colour male ko represent kerta he...aur jub ke pink female ko

              Hope u understand it now :)
              :thmbup:

              Comment

              • #8
                Re: gender ki pic ???

                Originally posted by munda_sialkoty

                :clap: :clap:
                Allah

                Comment

                • #9
                  Re: gender ki pic ???

                  is mein hasnay ki kia baat he
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #10

                    yaar tum so serios hu gay hu..

                    waisy theek likha hay aap ny :salam:

                    Comment

                    • #11
                      Re: gender ki pic ???

                      Originally posted by Khalil
                      yaar tum so serios hu gay hu..

                      waisy theek likha hay aap ny :salam:
                      haan yaar aaj kul mein chooti chooti baaton pe pata nahi kyoon serious hi ho jata hoon
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #12
                        Re: gender ki pic ???

                        Originally posted by munda_sialkoty
                        haan yaar aaj kul mein chooti chooti baaton pe pata nahi kyoon serious hi ho jata hoon
                        LAGATA HAY TUMHARI SHADI HUNY WALI HAY

                        Comment

                        • #13
                          Re: gender ki pic ???

                          kia tu sitaron ka ilm janta he
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #14
                            Re: gender ki pic ???

                            Originally posted by munda_sialkoty
                            mere khyaal se koi aur isay explain nahi ker saka, let me try to explain it.

                            Yeh jo signs hein yeh puranay zamanay ke culture se liye gaye hein...puranay zamanay mein merd hazraat apni kamar ke peechay terkash mein Teer rakhtay thay jo ke us ke left shoulder se nikaltay huay nazar aatay thay. Male ke sign mein aap tirchay (slanted) teer ko dekh saktay hein.

                            Aur jesa ke auraton ko door se is tarah pehchana jata tha ke un ke ser pe aik gerha (clay pot for water storage) hota tha...jisay aap gaagar ya matka bhi kehtay hein...auratein akser paani bharnay ke liye kataar mein aik garha ser pe rakh ker kuwein ka rooh kerti thein...female sign mein aap gerhay ko wazeh dekh saktay hein.

                            Blue colour male ko represent kerta he...aur jub ke pink female ko

                            Hope u understand it now :)
                            Aap waqai itne intelligent hain:blush: ya yeh Answer bhi kahein se copy kiya hai ........

                            Comment

                            Working...
                            X