Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Sach Sach bataye...

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Sach Sach bataye...

    Salam ..... mohteram mohtermao ..
    kia haal hain ..
    ham bas aiesey hi .. hansi ke mood mein the mom se baaten kertey huye ..
    socha kuch aap ko bhi bataya jaaye aap se bhi poocha jaaye ...
    to batey zara chotey hotey .. yani ... till 10th grade ...
    aap main se kis kis ne ziada aur kam maar khayee (pitayee kerwayee apni) :khi: teachers se, mom dad se , behan bhayon se,
    reasons kia hotey the ??
    ab wo time yaad kero mil beth ke to kesa lagta hai ..

    jinaab ham bhi batayen ge .. kion ke ham ne jayez na-jayezfull family main SAB SE ZIADA maar khayee huyee hai .. :shh::wk
    Visit My Early PS Work
    You Are Welcome To Comment

  • #2
    Re: Sach Sach bataye...

    Originally posted by Aania

    maar buchpan mein bohat pari ammi se...akser aisa hota tha ke bin bataye bahir cricket kheelnay chala jata tha...phir koi peghaam le ke aata aur ammi derwaazay pe mera istakbaal kerne khari hoti thein...ub wo istakbaal kesa hota tha...mujay sharam aa rahi he batatay huay :lpop: lekin phir bhi bataye deta hoon...ammi ke haath to nazuk thay, lekin phir bhi wo apne haathon pe bohat zulm kertein, itna zulm ke mujay bhi aisa lagta ke wo muj se ziada apne pe zulm ker rahi hein :khi:

    aisa hua 7 class tak...us ke baad mein bohat kum maar pari...chand aik baar abu se bhi maar pari...wo maartay kum thay lekin un ki dehshat boha thi

    lekin 8th grade ke baad yeh chaker khatam ho gaya...me shareef bucha jo bun gaya tha :blush:
    :thmbup:

    Comment

    • #3
      Re: Sach Sach bataye...

      Originally posted by munda_sialkoty

      :kr: :kr: lerkoon ko to her kise se maar perti hai...........:lpop: :lpop:

      Comment

      • #4
        Re: Sach Sach bataye...

        Nice thread Aania:blush:
        per aise sab key poll khol jain ge:p

        anyways.......me ko maar buhat kam pari
        actually me ki ghar main buhat demand thi coz me ghar main last piece hoon:kr: + just alone sis.......after big big brothers:lpop:
        me k Father me se buhat pyar kerte the:) wo kise ko mujhe kuch kehne hi nahi dete the:lpop: .......per jab wo office jate the:blush: to peeche se pitai hoti thi Mom se nahiii:( ........Mom bhi buhat pyar kerti hain.......or Mom ik bar samjha deti thiin to main wo herkat kabhi Mom k samne nahi kerti thi:khi: per me k jo bros hain na:embarasse me ko shoq hota tha k ye log me ko apne sath khilain coz main akeeli thi..........phir main unse chooti bhi buhat thi.....to jab bhi wo log kuch khelte........me a jati beech main:blush: phir nahi khilate the to main unki ball parosion k ghar mai phenk deti thi ise tarah unki buhat kites phaari hain maine:blush:
        tabb me ki dhulai hooti thi
        phir me Abbu se shikayat kerti thi or unko daant perti thi
        kesaaaaaaaaaaaaa?:eye:
        main k sir per abhi bhi ik adh hath per jata hai per just pyar main not pitai:lpop:

        Comment

        • #5
          Re: Sach Sach bataye...

          Originally posted by Me Here
          :kr: :kr: lerkoon ko to her kise se maar perti hai...........:lpop: :lpop:
          lekin mujay school se maar nahi perti thi aap ko bhi to bhaiyoon se maar perti thi na :khi:
          :thmbup:

          Comment

          • #6
            Re: Sach Sach bataye...

            Assalaam-0-Alaikom:rose

            main ghar mein apnay 2 bhaiyoon say bari aur ammi abbo ki aik hi baiti hoon....khaandaan bhar ka piyaar mujhay mila hai ALHAMDOLILLAH.....Aik arsay tak aik hi bhanji aur grand daughter honay kay mazay bhi kiye hain main nay .........aisa tu us waqt howa tha jab main buht choti thi ... sirf ammi say hi pitaai hoi hai mairi aur kisi say nahin.....agar main koi ghalti karon tu ammi abhi bhi dhamkiyan zurror daiti hain...keh tumhaari tu pitaai honi chahiye ...:khi:
            For New Designers
            وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

            Comment

            • #7
              Re: Sach Sach bataye...

              Sachi sachi baat to yeh hai aania keh Alhamdo lillah jitna kam arsa Pakistan mein parha hai, kabhi usatza sey maar nahin khai, siraf aik thappar key - woh bhi apni aik ghalti per :embarasse warna taleem key muamley mein to kabhi maar nahin khai. Balkey us mein bright students mein tha :blush:

              Ghar mein albeta apney badey bhai sey khai hai parhney key muamley mein aur yahan tak keh aik baar unhon ney kaha school ka kaam karna hai, main aur mera cusion aur aik dost ham Cantt chaley gaey, wapis aaey to bhai ney dhoop mein kharra kar diya
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment

              • #8
                Re: Sach Sach bataye...

                Originally posted by Aania
                Salam ..... mohteram mohtermao ..

                kia haal hain ..
                ham bas aiesey hi .. hansi ke mood mein the mom se baaten kertey huye ..
                socha kuch aap ko bhi bataya jaaye aap se bhi poocha jaaye ...
                to batey zara chotey hotey .. yani ... till 10th grade ...
                aap main se kis kis ne ziada aur kam maar khayee (pitayee kerwayee apni) :khi: teachers se, mom dad se , behan bhayon se,
                reasons kia hotey the ??
                ab wo time yaad kero mil beth ke to kesa lagta hai ..

                jinaab ham bhi batayen ge .. kion ke ham ne jayez na-jayezfull family main SAB SE ZIADA maar khayee huyee hai .. :shh::wk
                walikum as salam
                hmm yahan to sub lucky haan jin ko bohat kam kam mar pari
                but me ko to bohat mar perti thee :D
                kabi mehman key samney patang key liya pesay mangey per , mehman key janey key bad ,
                kabi , zid kernay per , kabi kisi baat per kabi kisi baat per
                gher main 3rd number per hona bohat hi buri baat hay
                baroon ko kuch kahoo , to be adab , and choton ko kuch keh do to choton ka khial na kernay waley etc etc
                kher metric key baad laraian and mar wagera kam ho gia , kher abi bi kabi kabi chalta hay :)
                People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                Comment

                • #9
                  Re: Sach Sach bataye...

                  Originally posted by munda_sialkoty
                  lekin mujay school se maar nahi perti thi aap ko bhi to bhaiyoon se maar perti thi na :khi:
                  school main to mujhe bhi nahi pari kabhi
                  per me ko Mom n Abbu se to nahi parii na:blush:

                  Comment

                  • #10
                    Re: Sach Sach bataye...

                    Originally posted by filbahere
                    walikum as salam
                    hmm yahan to sub lucky haan jin ko bohat kam kam mar pari
                    but me ko to bohat mar perti thee :D
                    kabi mehman key samney patang key liya pesay mangey per , mehman key janey key bad ,
                    kabi , zid kernay per , kabi kisi baat per kabi kisi baat per
                    gher main 3rd number per hona bohat hi buri baat hay
                    baroon ko kuch kahoo , to be adab , and choton ko kuch keh do to choton ka khial na kernay waley etc etc
                    kher metric key baad laraian and mar wagera kam ho gia , kher abi bi kabi kabi chalta hay :)
                    :lpop: :lpop:
                    ye to mujhko pata tha k u ko bhi buhat maar parii ho gi :kr:
                    q k sab bhaion ko parti hai:D
                    ab bhi:blush: :blush: chalin koi baat nahi enjoy

                    Comment

                    • #11
                      Re: Sach Sach bataye...

                      Originally posted by Me Here
                      :lpop: :lpop:
                      ye to mujhko pata tha k u ko bhi buhat maar parii ho gi :kr:
                      q k sab bhaion ko parti hai:D
                      ab bhi:blush: :blush: chalin koi baat nahi enjoy
                      mar is necessary for proper growth of child
                      werna bachey , mehmanoon key samney waldein ki nak katwa detay haan

                      app ney zaroor nak katwai ho gi , i know
                      People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                      Comment

                      • #12
                        Re: Sach Sach bataye...

                        Originally posted by filbahere
                        mar is necessary for proper growth of child
                        werna bachey , mehmanoon key samney waldein ki nak katwa detay haan

                        app ney zaroor nak katwai ho gi , i know
                        me ko parii na MAR:blush:
                        per me u lerkoon jesi herkatin to nahi kerti thi na.........me buhat mashoom hoa kerti thi......by birth buhat mashoom hoon:lpop: is liye maine koi naak nahi katwai u ko buhaat maar parii na GOOD!:lpop:

                        Comment

                        • #13
                          Re: Sach Sach bataye...

                          Originally posted by Me Here
                          me ko parii na MAR:blush:
                          per me u lerkoon jesi herkatin to nahi kerti thi na.........me buhat mashoom hoa kerti thi......by birth buhat mashoom hoon:lpop: is liye maine koi naak nahi katwai u ko buhaat maar parii na GOOD!:lpop:
                          ooh kash u ki mom u ko 2 chantey mar detien to u aj bari ho chuki hot mager afsos
                          u ko ab susral main kia kia sunana perhay ga ( bakol u key is moashray main ager baho ki tarbeeat na hoi ho to us ko bohat sunna perta hay )
                          People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                          Comment

                          • #14
                            Re: Sach Sach bataye...

                            Originally posted by filbahere
                            ooh kash u ki mom u ko 2 chantey mar detien to u aj bari ho chuki hot mager afsos
                            u ko ab susral main kia kia sunana perhay ga ( bakol u key is moashray main ager baho ki tarbeeat na hoi ho to us ko bohat sunna perta hay )
                            apko mujhse kiya dushmani hai aakhir?:blush:
                            q mujhko chaante marne k peeche parein hain:(
                            or u ko kiya lagta hai main bari nahi hoon? :pagal: aisa q mehsoos hoa u ko? or zarori nahi k chante kha k hi tarbiyat ho:zuban: me widout chanta bhi buhat sweet hoon:lpop: or susraal.......:eye: :eye: :eye: wo to sab sweet hon ge or mujhko kuch nahi kahin ge q k main kuch nahi karoon gi:p aagey me ko sharam aati hai:lpop:
                            wase u ko barii fiker hai me k susraal ki? :embarasse

                            Comment

                            • #15
                              Re: Sach Sach bataye...

                              Originally posted by Me Here
                              1.apko mujhse kiya dushmani hai aakhir?:blush:
                              2. q mujhko chaante marne k peeche parein hain:(
                              3or u ko kiya lagta hai main bari nahi hoon? :pagal: aisa q mehsoos hoa u ko?
                              4. or zarori nahi k chante kha k hi tarbiyat ho:zuban: me widout chanta bhi buhat sweet hoon:lpop:
                              5. or susraal.......:eye: :eye: :eye: wo to sab sweet hon ge or mujhko kuch nahi kahin ge q k main kuch nahi karoon gi:p aagey me ko sharam aati hai:lpop:
                              6. wase u ko barii fiker hai me k susraal ki? :embarasse
                              1. dushmani main to ehzar e hamdardi ker raha hoon
                              2. is leya key ager app ko peray hotey to app abi tak mashoom na hoteen bari ho chuki hoteen :zuban:
                              3. khodi to kaha hay key main abi tak mashoom hon , main ney thori kaha tha :budhu:
                              4. sweet to app is leya haan key app ko chantey naeen peray they and mehmanoon key samney jo mon sweet rakhti theen wo app utta ker kha jati theeen. ager chantey peray hotey to app sweet na hoteen balkey bari ho gai hoteen :) :hathora
                              5. keeon app ko ilham hoa hay key wo bi sweet hoon gay . wasey jin ko sweet ( suger ) ho jati hay wo direct Allah mian key pass chaley jatey haan just like my father :( and app abi sey apney susral ko sweet ker rahi haan , very saad , yeh to app un ko bad dua dey rahi haan
                              6. Is leya key u ney meray liya koi aunty jo talash naeen ki ?
                              is leya me angry with u
                              People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                              Comment

                              Working...
                              X