Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

kaasha??

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: kaasha??

    Originally posted by D@y W@lk3r
    :a stick: ager app lerkiyaa bari na hoti to ham lerkoo ka kiya hota,,,,:bday5:

    aap fiker matt kijiyeh, choti hon yaan bari behnein rakhi bandh sakti hain :comfort:
    sigpic

    Comment


    • #17
      Re: kaasha??

      haan dear ......... kash bachey hi rehtey, bachpan ki masoomiyat, sharartein aur mazey hi aur hotey hain :)
      sigpic

      Comment


      • #18
        Re: kaash??

        Originally posted by ummid
        Hum bade kyun hote hain???????????
        kaash hum humesha choote bacche hi rehte.................................
        har age ka apna charm hai :)
        wesay baray hoo kay zaida azaadi milti hai bachpan ki nisbat :lpop:


        ham apnay baroo kay nazdeek to ab b hi bachay hain na :D
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment


        • #19
          Re: kaash??

          Originally posted by Aanchal
          har age ka apna charm hai :)
          wesay baray hoo kay zaida azaadi milti hai bachpan ki nisbat :lpop:


          ham apnay baroo kay nazdeek to ab b hi bachay hain na :D
          haan Anchal ye to theek kaha:)

          Comment


          • #20
            Re: kaash??

            Originally posted by Yaaram
            Yah Dolat Be Ley Lo Yeh Shuhrat B ley loo


            Baly cheen loo muj Sey Mare Jawanee..


            Magar muj ko lotaa do Bachpan ka sawan

            Wo kagzz ke kashti Wo barish Ka Panii

            Aap aisa keu sochti hain :p wese buchpan bohat masoom hota hay :) Mujhey Bhi Bohat yaad aata hay :) na kisi ki khabar hoti hay na apni khabar :) Ummid sachi main bohat maze ke din hote hian bachpan ke...sab kitna pyar dete hain :) aur koochi koochi karte hian

            Yeh Aap ko Bachpan keu yaad aa gaya achanak :p

            jagjeet sir ki yeh gazal hume bhi bauhat pasand hai...........
            aur hum aisa is liye soachte hain ke kuch roz se hume gher mein "aap baache nahi ho jo aap ko her baat sumjhaani pade baade ho gaye ho ab" aise jummle sunne ko mil rahe hain ...isi liye hume aisa laga...yeh graduation complete hone ke dosre din hi hum kaise bade ho gaye hume sumjh nahi aata......:donno:

            Comment


            • #21
              Re: kaasha??

              Originally posted by ASAD
              Bachpan waqy he Masoom hota hay.. Lakin ager ham bachy he rahyn to phir hamary baad any waloon ka kia hoga ?
              hum bacche raheinge tu humare baad woh aayenge hi kaise??????? :tauba isi liye aap un ki fiker mat kijye:zuban: ....bus hum bacche hi rehte tu accha hota...........

              Comment


              • #22
                Re: kaasha??

                Originally posted by Sweet & Sour
                aap fiker matt kijiyeh, choti hon yaan bari behnein rakhi bandh sakti hain :comfort:

                Comment


                • #23
                  Re: kaasha??

                  Originally posted by Sweet & Sour
                  haan dear ......... kash bachey hi rehtey, bachpan ki masoomiyat, sharartein aur mazey hi aur hotey hain :)
                  hum bhi tu wahi kaih rahe hain saima ji............

                  Comment


                  • #24
                    Re: kaash??

                    Originally posted by Aanchal
                    har age ka apna charm hai :)
                    wesay baray hoo kay zaida azaadi milti hai bachpan ki nisbat :lpop:


                    ham apnay baroo kay nazdeek to ab b hi bachay hain na :D
                    phir aap kaihte ho ke hum falsafha bolte hain........

                    Comment


                    • #25
                      Re: kaash??

                      Originally posted by shy
                      haan Anchal ye to theek kaha:)
                      Aap bhi kuch kaih lete tu accha hota..........:zuban:

                      Comment


                      • #26
                        Re: kaash??

                        Originally posted by ummid
                        [/center]
                        jagjeet sir ki yeh gazal hume bhi bauhat pasand hai...........
                        aur hum aisa is liye soachte hain ke kuch roz se hume gher mein "aap baache nahi ho jo aap ko her baat sumjhaani pade baade ho gaye ho ab" aise jummle sunne ko mil rahe hain ...isi liye hume aisa laga...yeh graduation complete hone ke dosre din hi hum kaise bade ho gaye hume sumjh nahi aata......:donno:
                        Oh Yeh To Achi News hay Ke ab aap bare ho gaye ho Yeh bhi koi baat hoi bachpan yaad karne ki :lpop: :cc:
                        Allah

                        Comment


                        • #27
                          Re: kaash??

                          Originally posted by Yaaram
                          Oh Yeh To Achi News hay Ke ab aap bare ho gaye ho Yeh bhi koi baat hoi bachpan yaad karne ki :lpop: :cc:
                          acchi news........kya acchai hai is mein .............hume nahi hona bada ....FM soono tu problem, games khailo tu problem, zor se hanso tu problem:tauba ....ab itne saare problem hum ne kabhi face nahi kiye isi liye dar gaye bade hone se.......

                          Comment


                          • #28
                            Re: kaasha??

                            yeh bhi koi darne wali baat hay :) Ab aap bade hoe hain to is main bhi koi maslihat ho gi :zuban:
                            Allah

                            Comment


                            • #29
                              Re: kaash??

                              Originally posted by ummid
                              Hum bade kyun hote hain???????????
                              kaash hum humesha choote bacche hi rehte.................................
                              Yeh baat samaj mein aai nahi
                              aur Ammi ne samjai nahi :lpop:
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #30
                                Re: kaash??

                                Originally posted by ummid
                                acchi news........kya acchai hai is mein .............hume nahi hona bada ....FM soono tu problem, games khailo tu problem, zor se hanso tu problem:tauba ....ab itne saare problem hum ne kabhi face nahi kiye isi liye dar gaye bade hone se.......
                                :khi: aap anti-aging hormones use karein :lpop:

                                lekin wo bhi aap ko bara honay se nahi rook sakein ge :pagal:
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X