Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Zayda kon Bolta ha!!!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: Zayda kon Bolta ha!!!!

    Originally posted by ASAD
    cool down...... ho sakta hay k ap ziada na bolte hon.. lakin such bat yehe hay ke larkiyaan bohat ziada bolte hayn.....

    hmmmmmmmm me cool Per Larkay zayda boltay hain app PG ma ma hi dekh lain LArkay zayada boltay hain aur larkiyan kam ....:D

    Comment


    • #62
      Re: Zayda kon Bolta ha!!!!

      Originally posted by fari
      hmmmmmmmm me cool Per Larkay zayda boltay hain app PG ma ma hi dekh lain LArkay zayada boltay hain aur larkiyan kam ....:D
      main b to PG ke baat ker raha hun... Larkiyan ziada bolte hayn
      Life is more strict than a teacher
      A teacher teaches a lesson
      and takes an exam.
      But life takes an exam
      and then teaches a lesson

      Comment


      • #63
        Re: Zayda kon Bolta ha!!!!

        Originally posted by ASAD
        main b to PG ke baat ker raha hun... Larkiyan ziada bolte hayn
        Jee nahi PG Ki Masoom larkiyan hain hi kitni thori c aur app logg jitnay zayda hain utna boltay ho:zuban:

        Comment


        • #64
          Re: Zayda kon Bolta ha!!!!

          Originally posted by fari
          Jee nahi PG Ki Masoom larkiyan hain hi kitni thori c aur app logg jitnay zayda hain utna boltay ho:zuban:
          Pg main larkoon ke tadaad ziada ho sakte hay......lakin bolny ke speed to larkion ke ziada hay :zuban:
          Life is more strict than a teacher
          A teacher teaches a lesson
          and takes an exam.
          But life takes an exam
          and then teaches a lesson

          Comment


          • #65
            Re: Zayda kon Bolta ha!!!!

            Originally posted by ASAD
            Pg main larkoon ke tadaad ziada ho sakte hay......lakin bolny ke speed to larkion ke ziada hay :zuban:

            Bolnay ki speed kam ho ya zayada per boltay bohat hain saray Larkay:zuban:
            Maan jain dekhain khalil bhai na bhi sharafat se maan liya ha SUch ko tu abb app bhi maa lain Shahbash:tasali:

            Comment


            • #66
              Re: Zayda kon Bolta ha!!!!

              Originally posted by fari
              Bolnay ki speed kam ho ya zayada per boltay bohat hain saray Larkay:zuban:
              Maan jain dekhain khalil bhai na bhi sharafat se maan liya ha SUch ko tu abb app bhi maa lain Shahbash:tasali:
              baat such ho to maan jaon ga.. abe dekh layn main 1 line bolta hun or ap 4 line ka jawab date hayn.. andaza lagaoo kon ziada bolta hy
              Life is more strict than a teacher
              A teacher teaches a lesson
              and takes an exam.
              But life takes an exam
              and then teaches a lesson

              Comment


              • #67
                Re: Zayda kon Bolta ha!!!!

                Originally posted by ASAD
                baat such ho to maan jaon ga.. abe dekh layn main 1 line bolta hun or ap 4 line ka jawab date hayn.. andaza lagaoo kon ziada bolta hy
                maina font bara rakha ha janab Warna boltay app larkay hi zayda hain....aur mai tu app ko bas such beyan kar rhi hon app maan la tu nhi bolo gi

                Comment


                • #68
                  Re: Zayda kon Bolta ha!!!!

                  Originally posted by fari
                  Agar ma larkay hoti tu larkay bohat hi zayda boltay per abb app larkay hain iss liya Larkay Sab makhlooq se bohat bohat zayda boltay hain
                  jhoot boolna paap he
                  nadi kinaray samp he :lpop:
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #69
                    Re: Zayda kon Bolta ha!!!!

                    Originally posted by fari
                    maina font bara rakha ha janab Warna boltay app larkay hi zayda hain....aur mai tu app ko bas such beyan kar rhi hon app maan la tu nhi bolo gi
                    okey sochtaa hon is bary main kuch.......:cc:
                    Life is more strict than a teacher
                    A teacher teaches a lesson
                    and takes an exam.
                    But life takes an exam
                    and then teaches a lesson

                    Comment


                    • #70
                      Re: Zayda kon Bolta ha!!!!

                      Originally posted by munda_sialkoty
                      jhoot boolna paap he
                      nadi kinaray samp he :lpop:
                      iss liya kahti hon Ap Kam bola karen :na:

                      Comment


                      • #71
                        Re: Zayda kon Bolta ha!!!!

                        bolty sab hi hen bas moqa milny ko dair hoti he pichy koi nahi ht.ta jis ki jitni samajh hoti he us k motabik bat kar deta he hqiqat he k donon jinsoon main ye bat paai jati he ab kisi p ilzam gana k flan ziyada bolta he theek nahi he esy is moamly main larkiyan ziyaada nam ly gai hen

                        Comment


                        • #72
                          Re: Zayda kon Bolta ha!!!!

                          Originally posted by azam
                          bolty sab hi hen bas moqa milny ko dair hoti he pichy koi nahi ht.ta jis ki jitni samajh hoti he us k motabik bat kar deta he hqiqat he k donon jinsoon main ye bat paai jati he ab kisi p ilzam gana k flan ziyada bolta he theek nahi he esy is moamly main larkiyan ziyaada nam ly gai hen
                          haan yaar yeh baat to theek hay.. larkiyaa number lay gaeen hay is main
                          Life is more strict than a teacher
                          A teacher teaches a lesson
                          and takes an exam.
                          But life takes an exam
                          and then teaches a lesson

                          Comment


                          • #73
                            Re: Zayda kon Bolta ha!!!!

                            Originally posted by fari
                            Asalam_o-Alikum!!!:salam:

                            Ummid ha app sab khariyat se hongay App sab ko batana ha kah hum sab ma Larkiyan:embarasse zayda bolti hian ya larkay:budhu:
                            Give honest Remarks:na: :lpop:
                            agar sachi sachi bata dia to kia yaqeen aajaiy ga :mm:, bolti to laRkiaN he ziadah hain, magar kuch larkay bhi un kay zair-e-asar reh kar bohot boltay hain, khusosan co-edu main paRhnay walay laRkoN kay to andaz he niralay hotay hain :kr:.....
                            That's Enough...!!

                            Comment


                            • #74
                              Re: Zayda kon Bolta ha!!!!

                              Originally posted by ASAD
                              haan yaar yeh baat to theek hay.. larkiyaa number lay gaeen hay is main
                              Kiya janab Lotay ki tarhana khabi idher tu khabi udher ...........Aik baat mano kah LArkay zayada boltay hain :zuban: :hathora

                              Comment


                              • #75
                                Re: Zayda kon Bolta ha!!!!

                                Originally posted by ScorpioN_RulzZ
                                agar sachi sachi bata dia to kia yaqeen aajaiy ga :mm:, bolti to laRkiaN he ziadah hain, magar kuch larkay bhi un kay zair-e-asar reh kar bohot boltay hain, khusosan co-edu main paRhnay walay laRkoN kay to andaz he niralay hotay hain :kr:.....

                                :hathora kiun latoo ki tarhana baat ghoma rahay ho uncle saaf baat karoo kah LArkay zayda boltay hain:lpop: :tasali:

                                Comment

                                Working...