Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Why wedding ring should put on the fourth finger ??

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Why wedding ring should put on the fourth finger ??

    Why wedding ring should put on the fourth finger ??

    Pls follow the below step, really god make this a miracle( this is from a chinese excerpt)

    1. Firstly, show your palm, centre finger bend and put together back to back Secondly, the rest 4 fingers tips to tips
    2. Games begin, follow the below arrangement, 5 finger but only 1 pair can split

    1. <Try to open your thumb, the thumb represent parents, it can be open cause all human does go thru sick and dead. Which is our parents will leave us one day ">Pls close up your thumb, then open your second finger, the finger represent brothers and sisters, they do have their own family which is too they will leave us too <>Now close up your second finger, open up your little finer, this represent your children. Sooner or later they too will leave us for they got they own living to live
    2. Nevertheless, close up your little finer, try to open your fourth finger which we put our wedding ring, you will be surprise to find that it cannot be open at all. Because it represent husband and wife, this whole life you will be attach to each other

    Real love will stick together ever and forever

    Thumb represent parents

    Second finger represent brothers & sisters

    Centre finger represent own self

    Fourth finger represent your partner

    Last finger represent your children
    Attached Files

  • #2
    Re: Why wedding ring should put on the fourth finger ??

    umm nice sharing hai....:)
    me ne to suna hai ke wedding ke ring is lea fourth finger me pehnaye jaati hai kyu ke fourth finger ke rag hamare dil se direct milti hai...:mm:
    sigpic

    Comment

    • #3

      Originally posted by Wafa
      umm nice sharing hai....:)
      me ne to suna hai ke wedding ke ring is lea fourth finger me pehnaye jaati hai kyu ke fourth finger ke rag hamare dil se direct milti hai...:mm:
      mein ne bhi kuch aisa hi suna he

      But reality is that the heart is all about pumping the blood into the body parts...it has nothing to do with love
      :thmbup:

      Comment

      • #4
        Re: Why wedding ring should put on the fourth finger ??

        Originally posted by munda_sialkoty

        u ka kasoor nahi u ki halat ka kasoor hai :tasali:
        sigpic

        Comment

        • #5

          Originally posted by Khalil
          Why wedding ring should put on the fourth finger ??

          Pls follow the below step, really god make this a miracle( this is from a chinese excerpt)
          1. Firstly, show your palm, centre finger bend and put together back to back Secondly, the rest 4 fingers tips to tips
          2. Games begin, follow the below arrangement, 5 finger but only 1 pair can split
          1. <Try to open your thumb, the thumb represent parents, it can be open cause all human does go thru sick and dead. Which is our parents will leave us one day ">Pls close up your thumb, then open your second finger, the finger represent brothers and sisters, they do have their own family which is too they will leave us too <>Now close up your second finger, open up your little finer, this represent your children. Sooner or later they too will leave us for they got they own living to live
          2. Nevertheless, close up your little finer, try to open your fourth finger which we put our wedding ring, you will be surprise to find that it cannot be open at all. Because it represent husband and wife, this whole life you will be attach to each other

          Real love will stick together ever and forever

          Thumb represent parents

          Second finger represent brothers & sisters

          Centre finger represent own self

          Fourth finger represent your partner

          Last finger represent your children

          nice sharing dear :thmbup:
          sigpic

          Comment

          • #6
            Re: Why wedding ring should put on the fourth finger ??

            Originally posted by Sweet & Sour
            u ka kasoor nahi u ki halat ka kasoor hai :tasali:
            Well to be serious now.

            aap mujay sabit keejiye ke dil ka feeling ke saath koi taaluq he.

            Shairoon wali baatein na keejiye, science se proof keejiye
            :thmbup:

            Comment

            • #7

              Khalil bura nahi manana

              but its all rubbish
              :thmbup:

              Comment

              • #8
                Re: Why wedding ring should put on the fourth finger ??

                Originally posted by munda_sialkoty
                Well to be serious now.

                aap mujay sabit keejiye ke dil ka feeling ke saath koi taaluq he.

                Shairoon wali baatein na keejiye, science se proof keejiye

                Okey, science aur shairi dono se hatt ker bat kertey hain, mei aap ko science ki zuban mei proof laa doon gi ager aap mujhe meri baat ka jawab aur proof dai dein to
                Sari mohabbatein ek taraf aur is duniya mei insan ne yani aap ne jab ankh kholi to sab se pehli mohabbat kon si payi ?? Maan ki ....kiu ??? ek maan ko apney bahcey se itni mohabbat kiu hai ??? sirf itna keh deney se ke khuda apni mohabbat ka daswan hissa (10%) maan ke dil mei daal deta hai yeh sabit to nahi ho jata na khas torr per aap ki science ki zuban mei to herqiz nahi ......... to phir aap mujhe sab se pehley scinece ki zuban mei yeh sabit ker kai btaiyeh ke aap ki maan ke Dil mei aap ke liyeh jo pyar hai wo kisi aur aurat ke dil mei ho sakta hai aur aap ki maan ko hi aap se aisi mohabbat kiu hai ???? jab kisi insan ki takhleeq hoti hai aur bacha is duniya mei aata hai to ous ka her azu (part) aur hi apna ek jism hota hai jo yaqinan maan hi ke jism se banta hai to phir jab wo bacha janam lai leta hai aur maan ke jism se alag ho bhi jata hai tab bhi to kiu maan ke dil mei humesha ous ke liyeh tarap hoti hai ?? kya maan ke dil ki ankhein hoti hain jo bachey ke seeney mei dharakney waley dil ko pehchan leti hai ke yeh mera hi hissa hai, yaan ous ke kaan hotey hain jo bachey ke dil ki faryad suntey hai ke yeh mere tukrey ki awaz hai ......... aap mujhe maan bachey ke beech ki mohabbat science ki rooh se sabit ker kai btaieyh, phir behan bhaion ki aur dosrey rishton ki ....... tab mei aap ko is mohabbat ka sciency saboot doon gi.

                At the end koi baat galt likh di ho to mazrat chahti hoon, magar akser logo ko scince ki fazooliyat ko jazbat se mix kertey suna hai to ajeeb lagta hai.
                sigpic

                Comment

                • #9

                  I think you didn't get me properly.

                  Aap maan ke dil mein buchay ke liye muhabbat ki baat kerti hein...ager mein kahoon ke maan ke dil mein buchay ke liye muhabat hoti hi nahi...to ?

                  bulke mein to simply yeh keh raha hoon ke Dil ka aur muhabat ka door door se taaluq nahi he..."Dil mein mohabat" yeh to hum loogon ki paida kerda nisbat he...derasal ham exactly yeh nahi jaantay ke mohabat hoti kaha he, is liye hum yeh kehtay hein ke mohabat dil mein hoti he...otherwise dil na to kuch fel kerta he aur na hi is mein blood ke ilawa kuch hota he, yeh jo shaoori mohabat ya la'shaoori mohabat hoti he, yeh kahin aur hoti he...shayad is ka taaluq bhi dimaag se he :lpop:

                  Aik baar phir beyaan kiye deta hoon...dil ka kaam blood pump kerna he aur kuch nahi :na: aap isay zabardasti kisi aur kaam ke liye nahi laga saktein :na:

                  Ub ja ke dhoondiye ke mohabat kahan paida hoti he aur is ka origin kahan hota he :khi:
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #10
                    Re: Why wedding ring should put on the fourth finger ??

                    Originally posted by munda_sialkoty
                    Well to be serious now.

                    aap mujay sabit keejiye ke dil ka feeling ke saath koi taaluq he.

                    Shairoon wali baatein na keejiye, science se proof keejiye
                    Dekhiye Aamir dil ka feelings key saath hi to ta'aluq hai na keh dimagh key sath, kyun keh dimagh to feelings ki nafi karta hai. Aur har baat ka scientific jawab mojood nahin, aur agar koi har baat ka scientific jawab talsh karta hai woh khud kho jata hai. Kyun keh aqal to Allah Tala ko bhi maneney sey inkaar karti hai, woh bhi Allah Tala key honey ki logic ko manti hai.

                    Bahesiyat musalman hamara eeman us waqt tak na'mukamil hai jab tak ham apney dil sey Allah Tala ki wahdaniyat ko na maan lein, chahey zuban sey lakh iqrar karein, agar dil nain maaney ga to eeman mukamil nahin ho ga. Yeh bhi to dil hi keh ehsasaat hain jo an'dekhey Allah sey wabasta hain keh woh hai aur ussi sey hamein muhabbat hai, usi ki taraf lautna hai. Yahan per to aqal kehti hai keh per to aqal kehti hai "jaisey aaey they waisey mar jaein aur uskey baad kuchh nahin"...

                    So feelings siraf aur siraf dil sey related hain :)
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment

                    • #11
                      Re: Why wedding ring should put on the fourth finger ??

                      Ub ja ke dhoondiye ke mohabat kahan paida hoti he aur is ka origin kahan hota he :khi:

                      :lol mujhey bhi aap ki is baat per utni hi hansi aa rahi hai jitni aap ko - lekin aik opposite nuqtah-e-nazar sey. Ab aap yeh btaein aap bhi :masha insaan hain, aap ko bhi dard hota hai, kabhi pet mein, kabhi sar mein... kya aap dard ko sabit kar saktey hain? kya aap DIKHA saktey hain keh dard kahan hota hai? Yeh to aap FEEL kar saktey hain, aur agar aap ka dil hi murdah ho jaey to aap ko dard ka kya eshaas ho ga???
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment

                      • #12
                        Re: Why wedding ring should put on the fourth finger ??

                        Originally posted by munda_sialkoty
                        I think you didn't get me properly.

                        Aap maan ke dil mein buchay ke liye muhabbat ki baat kerti hein...ager mein kahoon ke maan ke dil mein buchay ke liye muhabat hoti hi nahi...to ?

                        bulke mein to simply yeh keh raha hoon ke Dil ka aur muhabat ka door door se taaluq nahi he..."Dil mein mohabat" yeh to hum loogon ki paida kerda nisbat he...derasal ham exactly yeh nahi jaantay ke mohabat hoti kaha he, is liye hum yeh kehtay hein ke mohabat dil mein hoti he...otherwise dil na to kuch fel kerta he aur na hi is mein blood ke ilawa kuch hota he, yeh jo shaoori mohabat ya la'shaoori mohabat hoti he, yeh kahin aur hoti he...shayad is ka taaluq bhi dimaag se he :lpop:

                        Aik baar phir beyaan kiye deta hoon...dil ka kaam blood pump kerna he aur kuch nahi :na: aap isay zabardasti kisi aur kaam ke liye nahi laga saktein :na:

                        Ub ja ke dhoondiye ke mohabat kahan paida hoti he aur is ka origin kahan hota he :khi:

                        I got u gentleman, but the prob is u are totally away from wht I'm talking or trying to explain, u are trying to be too practical whichhas taken you away from reality.
                        Aur rahi baat yeh ke mei ja ker yeh dhoondo ke mohabbat kaha paida hoti hai to mujhe ous ki kio zarorat nahi, na to mei aap se mohabbat kerti hoon na aap ko mujhe yeh yaqin dilaney ki zarorat hai, ager mei kisi se mohabbat keroun aur wo mujh se kahey to shayed mei ousey yaqin dilaney ki koshish bhi kerti aur shayed mujhe is ki zarorat bhi na perti kiu ke mohabbat insan ko sab sikha aur samjha deti hai.

                        Ab aap Jao ja ker kisi se mohabbat kero to sab kuch khudh hi samajh jao gai :zuban:
                        sigpic

                        Comment

                        • #13
                          Re: Why wedding ring should put on the fourth finger ??

                          mujhko to yaahi samajh nahii aata k WEDDING RING hi q pehni jaati hai:D
                          WEDDING CHAIN/BRESSLET q nahi pehni jaatii??:wk
                          me iss rasm ko bhi toroon gi lollllllz

                          Comment

                          • #14

                            Originally posted by Me Here
                            mujhko to yaahi samajh nahii aata k WEDDING RING hi q pehni jaati hai:D
                            WEDDING CHAIN/BRESSLET q nahi pehni jaatii??:wk
                            me iss rasm ko bhi toroon gi lollllllz

                            mere liyeh Anklet bhi chaley gi :blush: :p
                            sigpic

                            Comment

                            • #15
                              Re: Why wedding ring should put on the fourth finger ??

                              Originally posted by Sweet & Sour
                              mere liyeh Anklet bhi chaley gi :blush: :p
                              yes ring k ilawa sab chaley ga or anklet pyari c delicated c...
                              ye me ki taraf shey:wk :eye:
                              baaqi u wedding per apne un se lijiye ga lollllz:lpop: :eye:
                              Attached Files

                              Comment

                              Working...
                              X