Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

aap garmeoun ki chutteoun main kahan jana pasand kartay hain ???/

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • aap garmeoun ki chutteoun main kahan jana pasand kartay hain ???/

    assalamalikum

    aap loog garmeoun ki chutteoun (summer holidays) main kahan jana pasand kartay hain ? :D:
    chuttiyan school/college/uni ki bhi hoo sakti hain or job say chutii bhi :)

    kuch loog apnay gaoun apnay dada/dadi/nana/nani waghera kay han guzrtay hain ....
    kuch loog bahir kay mulk jana pasand kartay hain ...
    kuch loog apna sara bacha khucha kaam in chutteoun main poora kartay hain :lol
    kuch loog bas jahan hain vohi rehtay hain or apnay doost rishtadaroun kau han ghoumtay phirtay rehtay hain ..
    koi part time job kar laytay hain ..
    kuch students summer courses key leye koi institute join kar laytay hain ...
    kahir koi khan koi kahan ...app kahan jana pasand kartay hoo ??? :razz



    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔


  • #2
    Re: aap garmeoun ki chutteoun main kahan jana pasand kartay hain ???/

    ham har chution me hi kahin na kahin jate hen kisi hill station par

    Comment


    • #3
      Re: aap garmeoun ki chutteoun main kahan jana pasand kartay hain ???/

      agar in chutyon mey mauqa mila to inshAllah mey Turkey jana pasand karun gi :)
      leykin assey koi asaar nahi nazar aa rahey kyoon key apni perhai in cutyon per chor rakhi hai
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • #4
        Re: aap garmeoun ki chutteoun main kahan jana pasand kartay hain ???/

        Originally posted by Aanchal
        assalamalikum

        aap loog garmeoun ki chutteoun (summer holidays) main kahan jana pasand kartay hain ? :D:
        chuttiyan school/college/uni ki bhi hoo sakti hain or job say chutii bhi :)

        kuch loog apnay gaoun apnay dada/dadi/nana/nani waghera kay han guzrtay hain ....
        kuch loog bahir kay mulk jana pasand kartay hain ...
        kuch loog apna sara bacha khucha kaam in chutteoun main poora kartay hain :lol
        kuch loog bas jahan hain vohi rehtay hain or apnay doost rishtadaroun kau han ghoumtay phirtay rehtay hain ..
        koi part time job kar laytay hain ..
        kuch students summer courses key leye koi institute join kar laytay hain ...
        kahir koi khan koi kahan ...app kahan jana pasand kartay hoo ??? :razz



        vications hi nahi hoi abhi tak
        http://www.genericviagra2015shop.com/

        Comment


        • #5
          Re: aap garmeoun ki chutteoun main kahan jana pasand kartay hain ???/

          Originally posted by handsome
          vications hi nahi hoi abhi tak
          abhi tak nahi hovein ? :o
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment


          • #6
            Re: aap garmeoun ki chutteoun main kahan jana pasand kartay hain ???/

            Originally posted by Aanchal
            assalamalikum

            aap loog garmeoun ki chutteoun (summer holidays) main kahan jana pasand kartay hain ? :D:
            chuttiyan school/college/uni ki bhi hoo sakti hain or job say chutii bhi :)

            kuch loog apnay gaoun apnay dada/dadi/nana/nani waghera kay han guzrtay hain ....
            kuch loog bahir kay mulk jana pasand kartay hain ...
            kuch loog apna sara bacha khucha kaam in chutteoun main poora kartay hain :lol
            kuch loog bas jahan hain vohi rehtay hain or apnay doost rishtadaroun kau han ghoumtay phirtay rehtay hain ..
            koi part time job kar laytay hain ..
            kuch students summer courses key leye koi institute join kar laytay hain ...
            kahir koi khan koi kahan ...app kahan jana pasand kartay hoo ??? :razz



            walekum salaam

            jahan sardiyan hon.

            taalib e dua
            jo bhi maangna hai khuda se maang aye akbar
            yahi woh dar hai jahan aabroo nahi jaati

            Comment


            • #7
              Re: aap garmeoun ki chutteoun main kahan jana pasand kartay hain ???/

              Chutian kab hoti hain yahan..... hon bhi to humarey rishtey dar yaahn nahi hotey.
              Magar is dafa hum saudi Arab ja rahey hain, Inshallah umrah k liyeh bhi aur meri bari sis bhi hain waha :eye:
              sigpic

              Comment


              • #8
                Re: aap garmeoun ki chutteoun main kahan jana pasand kartay hain ???/

                mein ttu sea side ........kiun ke samander mujhey bahut pasand hai sardiyon mein bhi jaati rehti hoon Aksar.....:)

                Comment


                • #9
                  Re: aap garmeoun ki chutteoun main kahan jana pasand kartay hain ???/

                  ab kaun se Chutiyan aur kesse Chutiyan ab tu kahein nahin jati haan bachpan main appni Nani ki taraf jatey hotay thay bus ya khabi khabar kahein ghoomney Muree side par aur bus guzar gaye chutiyan bhi :d
                  Zindagi Thak Gaye ..!!

                  Comment


                  • #10
                    Re: aap garmeoun ki chutteoun main kahan jana pasand kartay hain ???/

                    Aanchal main btaoun main garmi ki chhutiyon mein kahan jaoun ga?? PAKISTAN :p sakht garmi mein pakistan aaoun ga inshaAllah next year....

                    Warna yahan per bhi ab bohat sakht dhoop hoti hai aur garmi na-qabil-e-bardasht ho jati hai. Sea side peh bohat ziyada ronaqein hoti hain aur badey mazzey aatey hain. Last year main garmi ki chhutiyon mein Scotland tha :) Is saal kahee nahin jana :(
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • #11
                      Re: aap garmeoun ki chutteoun main kahan jana pasand kartay hain ???/

                      Hum Garmeu main ghar main hi rehna pasand karte hain keu ke hum apne nanke hi jate hain aur wo bhi mere nanke khushab ki taraf hain
                      har taraf ret hi ret
                      isi lye udher garmi zyada hoti hai to keu na ghar main hi raha jaye :)
                      Allah

                      Comment


                      • #12
                        Re: aap garmeoun ki chutteoun main kahan jana pasand kartay hain ???/

                        :lpop:
                        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                        Comment


                        • #13
                          Re: aap garmeoun ki chutteoun main kahan jana pasand kartay hain ???/

                          Originally posted by Aanchal
                          :lpop:
                          tum garmiyon ki chutyon mey bas lolly khati ho :O
                          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                          Comment


                          • #14
                            Re: aap garmeoun ki chutteoun main kahan jana pasand kartay hain ???/

                            kahan ki chutian ...kaisi chutian ....humaray to papers hain 10th jun say....
                            When you are in light, everything will follow you..... But when you enter dark, even your own shadow will not follow you. That is Life!

                            Comment


                            • #15
                              Re: aap garmeoun ki chutteoun main kahan jana pasand kartay hain ???/

                              Gher Main :) jo sakoon apne gher main kahin aur to nai :)
                              Allah

                              Comment

                              Working...
                              X