As Salam o Alaikum, :salam:
yaroo zara daikho Masood ki karastani, no member no guest
, waisay aisa capture koi lay sakta hai k na woh member main online ho na guest main :wk, apon nay kar dikhaya naa :tasali:, aur yeh daikh kar yaad aaya nusrat fateh ali ka gana,,,, saya bhi saath jab choR jaiy,, aisi hai tanhaii
yaroo zara daikho Masood ki karastani, no member no guest


Comment