Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ab to Aadat si hai...!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Ab to Aadat si hai...!!

    As Salam o Alaikum, :salam:

    Dosto!!, kuch aadaat aisi hoti hain jin say aap kay ghar walay tang hotay hain, kuch aisi jin say dost, aihbab naraz hotay hain, aur kuch aadaat aisi bhi hoti hain jin say aap khud pareshan hotay hain :tauba, is thread main sab apni apni buraiyaan karain gaiy :blush:, yani apni woh aadat bayan karain gaiy jis say khud pareshan hain :(....
    meri aik aadat jis say main pareshan hota hoon woh yeh hai kay main koi kaghaz nahee phainkta :donno:, chahay blank ho ya kuch likha howa ho, ya kuch aisa likha howa ho jo bohot purana hochuka ho aur ab us ki zarorat bhi na ho, magar main usay bhi nahee phainkta , bas yeh samajh lain agar koi kaghaz ka TukRa scorpion ki jaib main aagaya to woh kaheen aur nahee jaiyga, agar phainknay ka dil main khayal aaya to phir woh scorpion ki daraz main chala jata hai, acha khasa kaTh kabaR jama hogaya hai meri daraz main :pagal:
    That's Enough...!!

  • #2
    Re: Ab to Aadat si hai...!!

    Originally posted by ScorpioN_RulzZ

    Lagta ha ajj tak app ko sahi daam per kharednay wala radi wala nhi mila:mm:

    App ka ghar mai aik raddi walay ko bhaj doon gii ........App uss se apnay saray kagzat ka badlay pasia mil jaiyn gay app ko woh bhi achay rate per 5 rupay kilo!!!!

    @topic
    mujhay apni friends ka birthday bhool jatay hain aur ya meri shrou se adat rhi ha Jo mujhay bohat buri lagti Aur college buray dill se:zuban: janay wali apni adat bhi pasand nhi :lpop:

    Comment

    • #3
      Re: Ab to Aadat si hai...!!

      bhai acha silsala hy mujh ko apni bohat si aadaat buri lagti hain maslan mujhy ghusa bohat jald aata hy aur main oncha oncha bolny lagta hon jab kisi se behas hojay to meri awaz loud hojati hy sunnay wala ye samjhta hy k ye abhi kisi ko marny laga hy bus kiya karoon mujh se is cheez par qabo naheen paya jata plz koi meri help bhi kary:pagal: is ki ilawa main koi agar mujh se stouped kisam ka sawal kary tab bhi shout ho jata hon is k ilawa pata naheen kaya kaya buraiyan abhi sab yaad naheen araheen:lpop:
      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

      Comment

      • #4

        • #5
          Re: Ab to Aadat si hai...!!

          Originally posted by aabi2cool

          ghussa aana bhi koi burai hai :mm:, laikin bas is ka rukh saheh rakhna chaheay, ghussa zatiyat say bala'tar ho kar Allah, us kay Rasool (s.a.w) aur aihkamat-e-Ilahi k leay rakh choRa jaiy to bohot khoob hai... waisay aik baat bataon :wk, maiN bhi ghussay ka taiz hoon, laikin mera ghussa jab had say baRh jata hai to hansi aajati hai....
          That's Enough...!!

          Comment

          • #6
            Re: Ab to Aadat si hai...!!

            meri adat, chut (roof top) per charpai pe late ker aasman ki taraf ungli ker ke likhna..mein apne kaam mein magan hota hoon aur akser mujay dekhnay walay isay ajeeb herkat samajtay hein :hehe:
            :thmbup:

            Comment

            • #7
              Re: Ab to Aadat si hai...!!

              Originally posted by aabi2cool
              bhai acha silsala hy mujh ko apni bohat si aadaat buri lagti hain maslan mujhy ghusa bohat jald aata hy aur main oncha oncha bolny lagta hon jab kisi se behas hojay to meri awaz loud hojati hy sunnay wala ye samjhta hy k ye abhi kisi ko marny laga hy bus kiya karoon mujh se is cheez par qabo naheen paya jata plz koi meri help bhi kary:pagal: is ki ilawa main koi agar mujh se stouped kisam ka sawal kary tab bhi shout ho jata hon is k ilawa pata naheen kaya kaya buraiyan abhi sab yaad naheen araheen:lpop:
              Haan mujay pata chal gaya he ke tu bohat ghusay wala he :hehe:
              :thmbup:

              Comment

              • #8
                Re: Ab to Aadat si hai...!!

                Originally posted by ScorpioN_RulzZ
                As Salam o Alaikum, :salam:

                Dosto!!, kuch aadaat aisi hoti hain jin say aap kay ghar walay tang hotay hain, kuch aisi jin say dost, aihbab naraz hotay hain, aur kuch aadaat aisi bhi hoti hain jin say aap khud pareshan hotay hain :tauba, is thread main sab apni apni buraiyaan karain gaiy :blush:, yani apni woh aadat bayan karain gaiy jis say khud pareshan hain :(....
                meri aik aadat jis say main pareshan hota hoon woh yeh hai kay main koi kaghaz nahee phainkta :donno:, chahay blank ho ya kuch likha howa ho, ya kuch aisa likha howa ho jo bohot purana hochuka ho aur ab us ki zarorat bhi na ho, magar main usay bhi nahee phainkta , bas yeh samajh lain agar koi kaghaz ka TukRa scorpion ki jaib main aagaya to woh kaheen aur nahee jaiyga, agar phainknay ka dil main khayal aaya to phir woh scorpion ki daraz main chala jata hai, acha khasa kaTh kabaR jama hogaya hai meri daraz main :pagal:
                yeh aadat to mere boss ki bhi he :lpop:
                :thmbup:

                Comment

                • #9
                  Re: Ab to Aadat si hai...!!

                  main koi kaghaz nahee phainkta , chahay blank ho ya kuch likha howa ho,
                  Yeh to mujhey maloom hai keh tumhari shop raddi ki tokri ki tarha hai

                  Waisey yeh kuch kuch aadat apni bhi hai :embarasse farq yahan per aata hai keh main siraf woh kaghiz sambhalta hoon jo kaam key hotey hain :wk merey paas 1981-82 ki akhbaron ke tarashey mojood hain jo merey bhai kata kartey they - phir hamarey pas 1960 key ashrey key kuchh urdu digest they beshumar mahnama Hakayat they - joi yeh kuchh arsa pehley jalaey they :8
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment

                  • #10
                    Re: Ab to Aadat si hai...!!

                    Originally posted by Masood

                    tum phaink ya jala to daytay ho naa, mujhay to phainktay ya jalatay howay bhi Dar lagta hai , woh kia hai naa......:lpop: apon ka "dewaan" jagah jagah likha howa hai :khi:, apon k marnay k baad tum loog kitab chapwa kar naray lagana .....
                    maiN mar jaooN to jash'n manana, aik satanay wala gaya......!!
                    That's Enough...!!

                    Comment

                    • #11
                      Re: Ab to Aadat si hai...!!

                      Originally posted by munda_sialkoty
                      meri adat, chut (roof top) per charpai pe late ker aasman ki taraf ungli ker ke likhna..mein apne kaam mein magan hota hoon aur akser mujay dekhnay walay isay ajeeb herkat samajtay hein :hehe:
                      Ilahee Khair, tum to sab say alag niklay :wk, waisay inni buri aadat bhi nahee, baRa maza aata hoga naa :lpop:
                      That's Enough...!!

                      Comment

                      • #12
                        Re: Ab to Aadat si hai...!!

                        Originally posted by ScorpioN_RulzZ
                        , apon k marnay k baad tum loog kitab chapwa kar naray lagana .....

                        Yeh naara to main abhi lgana chahta hoon :kr: :kr: deri kis baat ki :wk

                        Working...
                        X